Jump to content

Insaan pani say bana hai ya mitti say?


Bismillah

تجویز کردہ جواب

4 hours ago, Bismillah said:

Salaam,

Insaan pani say bana hai ya mitti say?

و علیکم السلام۔۔

 

 اس بات کی نشاندہی اللہ تعالیٰ نے سورة طارق میں کی ہے ۔ ارشاد ہوتا ہے ۔
 
(فَلْیَنْظُرِ الْاِنْسَانُ مِمَّ خُلِقَ ۔خُلِقَ مِنْ مَّآئٍ دَافِقٍ ۔ یَّخْرُجُ مِنْ م بَیْنِ  الصُّلْبِ وَالتَّرَآئِب)
 
'' لہٰذا انسان کو یہ دیکھنا چاہیے کہ وہ کس چیز سے پیداکیا گیا ہے؟وہ اُچھل کر نکلنے والے پانی سے پیداکیا گیا ہے جو پشت اور سینہ کی ہڈیوں کے درمیان سے نکلتاہے''
 
اللہ تعالیٰ نے قرآن مجید میں انسان کی تخلیق اور پیدائش کے ان مراحل کو سورة المٔومنون  میں اس طرح بیان فرمایا ہے:
 
(وَلَقَدْ خَلَقْنَا الْاِنْسَانَ مِنْ سُلٰلَةٍ مِّنْ طِیْنٍ  ۔ ثُمَّ جَعَلْنٰہُ نُطْفَةً فِیْ قَرَارٍ مَّکِیْنٍ  ۔ ثُمَّ خَلَقْنَا النُّطْفَةَ عَلَقَةً فَخَلَقْنَا الْعَلَقَةَ مُضْغَةً فَخَلَقْنَاالْمُضْغَةَ عِظٰمًا فَکَسَوْنَا الْعِظٰمَ لَحْمًا ق ثُمَّ اَنْشَاْنٰہُ خَلْقًا اٰخَرَ ط فَتَبٰرَکَ اللّٰہُ اَحْسَنُ الْخٰلِقِیْنَ)
 
'' اور ہم نے انسان کو مٹی کے سَت سے پیداکیا۔پھر ہم نے اسے ایک محفوظ مقام (رحم مادر)میں نطفہ بنا کر رکھا۔پھر نطفہ کو لوتھڑا بنایا پھر لوتھڑے کو بوٹی بنایا پھر بوٹی کو ہڈیاں بنایا پھر ہڈیوں پر گوشت چڑھایا،پھر ہم نے اسے ایک اور ہی مخلوق بنا کر پیدا کر دیا۔ پس بڑا بابرکت ہے ،اللہ جو سب بنانے والوں سے بہتر بنانے والا ہے''
 
 اللہ تعالیٰ ایک دوسرے مقام پر ماںباپ کے مخلوط نطفے کا ذکر بھی فرماتاہے ۔
 
(اِنّاخَلَقْنَا الْاِنْسَانَ مِنْ نُّطْفَةٍ اَمْشَاجٍ ق نَّبْتَلِیْہِ فَجَعَلْنٰہُ سَمِیْعًا م بَصِیْرًا)
 
'' ہم نے انسان کو (مرد اور عورت کے ) ایک مخلوط نطفے سے پید اکیا تاکہ اس کا امتحان لیں اور اس غرض کے لیے ہم نے اسے سننے اور دیکھنے والا بنایا '' 
Link to comment
Share on other sites

جو پشت اور سینہ کی ہڈیوں کے درمیان سے نکلتاہے''
Matlab?mani murad hai kya
12 hours ago, Raza Asqalani said:

مٹی کے سَت سے پیداکیا

iss say kya murad hai?

Meray khial say mitti say sirf Hazrat Adam Alehi-Salaam ko peda kiya tha aur baqi sab insaan pani kay qatray say peda kiey gaey hain.

Link to comment
Share on other sites

15 hours ago, Bismillah said:

Matlab?mani murad hai kya

شرم گاہ کی طرف اشارہ ہے

15 hours ago, Bismillah said:
جو پشت اور سینہ کی ہڈیوں کے درمیان سے نکلتاہے''
Matlab?mani murad hai kya

iss say kya murad hai?

Meray khial say mitti say sirf Hazrat Adam Alehi-Salaam ko peda kiya tha aur baqi sab insaan pani kay qatray say peda kiey gaey hain.

شرم گاہ کی طرف اشارہ ہے۔

 

اور ست سے مراد ٹھیکری یعنی بجنے والا مٹی۔

Link to comment
Share on other sites

On 8/16/2017 at 5:26 PM, Bismillah said:

maaf karna abhi bhi samjh nahi aey.

aur pushat aur seenay ki hadiya to ooper hoti hain.

چکنی مٹی کو کہتے ہیں۔

 

دورجدیدکی سائنسی اصطلاح میں صلب کو (Sacrum)اور ترائب کو (Symphysis Pubis)کہا جاتاہے۔ عصر حاضر کے علم تشریح الاعضا (Anatomy)نے اس امر کو ثابت کردیا ہے کہ مرد کا پانی جو (Semens)پر مشتمل ہو تاہے اس صلب اورترائب میں سے گزرکر رحمِ عورت کو سیراب کرتاہے۔

سائنسی انکشافات قرآن وحدیث کی روشنی میں۔صفحہ 256

Link to comment
Share on other sites

yani keh insaan ko pehlay chikni mitti(zameen ki gilli mitti) say peda kya gaya, phir uss mitti ko convert kar kay pani yani mard ki mani main tabdeel kya gaya aur phir aurat kay reham main rakh kar poora insaan banay gaya?

agar aissa hai to phir keh saktay hain keh insaan ko pani aur mitti say peda kya gaya?

Link to comment
Share on other sites

4 hours ago, Bismillah said:

yani keh insaan ko pehlay chikni mitti(zameen ki gilli mitti) say peda kya gaya, phir uss mitti ko convert kar kay pani yani mard ki mani main tabdeel kya gaya aur phir aurat kay reham main rakh kar poora insaan banay gaya?

agar aissa hai to phir keh saktay hain keh insaan ko pani aur mitti say peda kya gaya?

حضرت آدم علیہ السلام کو براہِ راست مٹی کے جوہر سے تخلیق کیا گیا اور پھر پوری نسل انسانی چونکہ ان کی اولاد تھی اس لیے اپنی تخلیق کے حوالے سے ہر انسان کو گویا اسی مادہ تخلیق یعنی مٹی سے نسبت ٹھہری۔ لیکن میرے نزدیک اس کی زیادہ صحیح تعبیر یہ ہے کہ مرد کے جسم میں بننے والا نطفہ دراصل مٹی سے کشید کیا ہوا جوہر ہے۔ اس لیے کہ انسان کو خوراک تو مٹی ہی سے حاصل ہوتی ہے، چاہے وہ معدنیات اور نباتات کی شکل میں اسے براہِ راست زمین سے ملے یا نباتات پر پلنے والے جانوروں سے حاصل ہو۔ اس خوراک کی صورت میں گارے اور مٹی کے جوہر کشید ہو کر انسانی جسم میں جاتے ہیں اور اس سے وہ نطفہ بنتا ہے جس سے بالآخر بچے کی تخلیق ممکن ہوتی ہے۔ 

Link to comment
Share on other sites

Salam alayqum,

Quran ki shaan jawami al kalim heh, yehni chand jumloom mein waseeh mana rakhna. Adam alayhis salam kay mutaliq joh kuch likha heh woh wesay hee heh jesay Quran mein likha heh. Magar joh un ki nasal say heh us ki pedaish nasal dar nasal heh aur woh bi peda matti aur pani say huway hen magar takhleeq ka tareeka mukhtalif heh. Yehni: Insaan matti aur pani donoon say bana heh. Pani wali ayaat ki tabeer, mard ka nutfa bi banta heh, aur pani say pani murad bi heh. Matti (minerals, vitamins, protiens) aur pani jama ho kar mukhtlif kism kay chemical banay. Aur phir mukhtalif chemicals say mukhtalif hissay banay. Phir matti, yehni calcium, say dancha bana.

Evolution ek grey masla heh, jis kay khilaaf kohi wazia subut Quran o Hadith mein nahin, aur nah hi ta'eed mein kohi wazia subut heh. Bunyadi masla yahi heh kay Allah ta'ala nay jannat mein pehlay Adam aur Hawa alayhis salam ko banaya aur zameen par sab say pehlay insaan wohi thay. In ki nafi Kufr aur Islam say Kharij karti heh.

Evolution yeh nahin keh, insaan bandar say peda huwa, balkay yeh heh kay, lakhoon karooroon saloon say thori thori zahiri aur batini changes hoteen rahi, aur har aynda wali nasal thori change hoti hoti mukhtalif stages par pounchi aur phir aista aista lakhoon karooroon saloon kay bad un tableediyon ki waja say insaan bana. Yeh evolution heh. Kaha jata heh kay ek lakh saal pehlay joh insaan thah woh hamaray jesa nahin thah magar thora mukhtlif thah. joh us say lakh saal pehlay thah woh mukhtlif thah ... etc.

Joh masla evolution ka heh yeh grey masla heh. Aap ko samjanay ki khatir: jab jannat say zameen par behja gaya toh, ussee shakal o soorat mein behja gaya thah ya phir kohi aur wasail banay. Misaal kay tor par aap nay ek murghi dekhi. Abh us ka waseela anda heh. Abh anda kitnay marahil teh kar kay anda bana aur phir kitnay marahil teh kar kay murghi bana aap andaza kar saktay hen. Meray kehnay ka maqsid heh kay Adam (alayhis salam) ko jannat mein banaya gaya aur us ki tafseel Quran mein parh lenh. Magar zameen par kesay laya gaya? Shahid aap kahen kay direct behja gaya. Nabi bi toh Allah hi behjta heh. Magar woh asman say nahin utartay un kay bi maan baap zameen par hotay hen. Abh Allah nay agar behja toh zeroori nahin kay direct behja ho wasail kay zareeyeh behjna bi ho sakta heh. Yehni pehlay Allah ta'ala nay EVOLUTION kay saray stage set keeyeh aur phir ek khaas waqt evolution mein aya toh Allah ta'ala nay Adam alayhis salam kay genes dalay woh insaan peda huway yeh sab say pehlay insaan banay aur ham un ki nasal hen.

Quran mein Adam alayhis salam ko Khalifah farmaya gaya heh aur Khalifah wohi hota heh jis jesa kohi pehlay ho. Misaal kay tor par, semi-insaan pehlay thay, magar Adam (alayhis salam) kamil insaan semi-insaan kay haan peda huway, woh walden kay khalifah huway. Evolution ko Islami talimat kay saath harmonise keeya ja sakta heh. Is mein kohi bara masla nahin lagta. Mein nay Quran o Ahadith aur mojooda dawr ki evolution ko para heh. Aur jahan taq mein nay para aur samja heh Islami talimat aur evolution ki scienci talimat mein kuch ikhtilaf nahin. 

Magar mein evolution par iman nahin rakhta. Mera nazria wohi, sab say pehlay Jannat mein insaan Adam alayhis salam thay aur dunya mein bi Adam alayhis salam thay. Is'see par imaan laya hoon aur is say ziyada tafseel nah Allah nay batahi aur nah meri najaat o bakshish kay wastay zeroori heh. Agar hoti toh Allah ta'ala zeroor tafseel zeroor bayan karta.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...