Jump to content

FAWAID E FARIDIA PR AITRAAZ KA JAWAB INAYAT FARMAIYE


Sadique Warsi

تجویز کردہ جواب

Salam alayqum,

Janab kalmah parwana Kufr heh aur parnay wala bi Kafir heh. Jistera mazakh mein talaq doh toh talaq ho jati heh issee tera wesay hi kissi aur ko Rasool maan loh aur us kay naam ka Kalmah paro toh Kufr lazam ho jata heh. Jis nay Thanvi rasoolAllah para woh bi Kafir, Shibli rasoolAllah para woh bi Kafir, Chishti RasoolAllah para woh bi Kafir, aur Mirza RasoolAllah para woh bi Kafir. Parnay walay aur parwanay walay aur Muhammadur RasoolAllah kay bad kissi aur ko Rasool/Nabi manay walay bi Kafir. Aur joh itla e shar'ri o ihtimam e hujjat kay baad bi esoon kay kufr mein shak karay woh bi Kafir. Jab mamla itna sanjeeda aur clear cut heh toh yeh tawaqoh nahin kee ja sakti kay essi hasti yehni Khawaja Moin ad-Din Chishti (rahimullah) jis say Ulamah o Mushaykh sabhi raazi huway hoon unoon nay apna kalmah parwaya ho mureed say. Allah ka wali esi baat soch bi nahin sakta kalma parwa kar apnay aap ko Rasool manwana door ki baat.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

Salam. ye waqiya Khawja gareeb nawaz ka nhi hai :) or is baat ka asaan jawab hai ye 2 Scan pages mishkat shareef k :D ye dikhado bus sb bhaag jayenge.

wese ye asal waqiya Hazrat Shibli R.A ka hai jisse Tarikh Ul Islam main Imam dhahabi ne likha hai. tarikh ibn kaseer main bhi hai k logon ne ameer muawiya r.a ko rasool kaha.

 

FB_IMG_15075469777266678.jpg

FB_IMG_15075469888962757.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...