Jump to content

Ashraf Sialvi ka ikhtilaf


فقیرقادری

تجویز کردہ جواب

السلام علیکم بھائیو

میں نے سنا ہے کے علامہ اشرف سیالوی نے کسی مسئلہ میں اختلاف کیا تھا اور اُن پر کفر کے فتوے بھی لگے تھے۔یہ میں نے صرف سنا کوئی بھائی وضاحت کر سکتا ہے کے اصل معاملہ کیا تھا۔

Link to comment
Share on other sites

Salam alayqum,

Pehli baat Shaykh Ul Hadith, Allamah Ashraf Sialvi (rahimullah), kay naam kay saath un ki shaan kay layk alqabaat likhen. Dosri baat Ulamah e Ahle Sunnat kay darmiyan joh ikhtilafat hen un ko awaam mein beth kar mat discuss keren. Tesri baat, Allamah Ashraf Sialvi (rahimullah) ka mowaqif us ikhtilaf mein darust nahin thah aur joh un kay khilaf Ulamah thay woh khadim ki samaj kay mutabiq haq par thay. Ikhtilafaat ko khatam honeh denh. In ko discuss kar kar kay phelahen mat. Koshish keren joh Sunni Ulamah mein ikhtilafat hen un ko ikhtilaf peda karnay walay aur ikhtilaaf ko muqabileh mein kharay honay waloon kay saath qabroon mein dafna denh. Ahle Sunnat mein ittihad qaim karnay ki koshish mein lagen aur jin kay khilaaf Jihad ki zeroorat heh udhar tawajoh keren apnay hi ikhtilafat mein esay mat gussen kay dushman Deobandi aur Wahhabi aap ki shalwaren hawa mein lehtrata pheray aur aap ko pata bi nah chalay.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...