Jump to content

Inkishaf e haq book ki hakikat


Gulam e raza

تجویز کردہ جواب

assalamo alaikum..

ek deobandar ne ye pic bheja h...

aur kahta h k is kitab ka musnnif koi bareilwi aalim h...

ab baraye karam hamare sunni bhai log...

is kitab k is ibarat ka khulasa kr dijiye...

aur sath is kitab k talluk se v kchh baate ho to bta dijiyega.....

 

FB_IMG_1497548382322.jpg

Link to comment
Share on other sites

Is kitab ka musannaf Sunni nahin. Yeh ek Deobandi heh. Yeh Deobandiat ki dajjaliat ka subut heh. Ek aur kitab meray pass ek aur kitab heh Deobandiyoon ki. Is mein Deobandi nay un tamam aqahid ko Wahhabi aqahid tehraya heh joh Ahle Sunnat Wal Jammat kay hen. Aur joh aqahid o nazriat Deobandiat kay hen un ko Sunni aqeedah bataya heh ... Yehni jaga jaga likha heh, yeh aqeeda rakhnay wala Wahhabi heh halan kay yeh aqeedah Sunni ka heh, aur jaga jaga Deobandiat kay aqahid ko Sunniyon kay aqahid likha heh ... Yeh Deobandi kuch be kar saktay hen.

Mujjay Hindu, Sikh, Christian, agar kissi kitab ka reference deh aur kahay is jaga yeh likha heh, shahid mein maan loon. Deobandi Maulviyoon mein kuch logh itnay baray kazzab aur dajjal hen kay Mirza ko fakhr hota hoga in ki dajjaliat dekh kar. In logoon ka itbar bilqul nah karen.

Link to comment
Share on other sites

Apne sahi kaha bhai....

Deobandar kazzab e azam aur bohtan lagane m to sabse aage h.....

Khair....

Fir v to ek sawal rah jata h...

K is kitab m jo sunni aalim ka nam h...

Kya wo sahi h k usne asa kaha...

 

Kya is bare m aur jankari mil sakti h jo mazbut ho.....

Link to comment
Share on other sites

salam alayqum,

bhai yeh kitab das daffa yahan par pesh huwi heh aur itni dafa jawab deh chukay hen. magar keun kay mawad mukhtalif threadss mein heh ... dhoondnay say bi naahin milta ... hona yeh chahyeh kay joh joh ihtiraz thread mein ho us ka jawab wahan bi deeya jahay ... au  phir  ihtiraz kay mutabiq ek aur thread banaya jahay joh  - radd ihtirazat - kay section mein ho aur ihtiraz  ko title banaya jahay aur ihtiraz aur jawab donoon ko copy paste keeya jahay. Esa karnay kay wasteh support aur help chahyeh ... ahle ilm jawab denh ... ek aur team un ko title deh kar ihtirazaat kay jawabat kay section mein muntakil karay ... magar kohi bi banda esa karnay pwr tiyar nahin ... deen kay wastay kissi ko time nahin ... mein hoon kay pachaas mamulaat mein tangen pansahi hen aur meray pass time nahin ka esa kar sakoon ... app thori mehnat karen ... is maulvi ka naam forum seach mein dalen yaqeenan niklay ga jawaab

Link to comment
Share on other sites

4 hours ago, Gulam e raza said:

K is kitab m jo sunni aalim ka nam h...

Kya wo sahi h k usne asa kaha...

Kya is bare m aur jankari mil sakti h jo mazbut ho.....

Iska jawab yahan dekhen.

inkishaf e haq k radd men likhi kitab Ajaib e Deoband yahan pedhi ja sakti hai.

http://www.ja-alhaq.com/ajaib-e-inkishaf-ajaib-e-deoband/

or download yahan se keren.

http://books.nafseislam.com/details.php?book_id=3195&book=ajaaib-e-inkashaf-ajaaib-e-deoband

Edited by Kilk-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

انکشاف حق کے رد کیلئے کتاب عجائب دیوبند سے ابتدائی چند صفحات ہی کافی ہیں۔ جب مصنف ہی معتبر نہیں اور اُس کیخلاف متفقہ فتوی ہو تو کتاب کی ہمارے نزدیک کیا حیثیت؟

25-a23059d273.jpg

26-40d5ec5305.jpg

27-e5d988cb1a.jpg

 

انکشاف حق کے ابتدائی چند صفحات پڑھ کر ایک صحیح العقیدہ سُنی کو فوراً اندازہ ہوجائے گا کہ یہ کتاب وہابیوں کا دھوکہ ہے۔ کیونکہ مولوی خلیل دیوبندی شروع میں اعلی حضرت سے کفر کے مسئلے پر اختلاف کر رہا ہے اور کہہ رہا ہے کہ اس مسئلہ میں تقلید نہیں کی جائے گی اور کفر کا فتوی دینے میں احتیاط کی جائے گی اور دیوبندی اکابر اُن عبارات کا دوسرا مطلب مانتے ہیں وغیرہ وغیرہ۔۔۔ مگر آگے چل کر اُس نے باقائدہ دیوبندی اکابرین کا دفاع کرنا شروع کر دیا۔ جس سے صاف پتہ چلتا ہے کہ یہ مسئلہ کفر پر اختلافی بحث نہیں بلکہ دیوبندیوں کی حمایت اور اُن کے کفریہ کلام کی تاویلات کا ایک نیا منصوبہ ہے۔ اور سُنی لبادہ اوڑھ کر عوام کو گمراہ کرنے کی ایک مذموم کوشش ہے۔

Link to comment
Share on other sites

Kilke raza bhai apka bahut bahut shukriya.....

Mere pas alfaz nhi kis tarah kahu....

Khair 

Ek dua dil se apke liye...

Allah apke ilm, deen ki khidmat , aur hm jese km ilmi ki hamesa madad krne k liye allah apko behisab jaja e khair ata farmaye......

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...