Jump to content

Nabi k Ilm e ghaib ka inkar hanafi ulema ki zubani (jawab chahiye)


Abdullah Yusuf

تجویز کردہ جواب

Yeh hum ahnaf per aitrazat hain k Nabi kareem (saw) k ilm e ghaib ka inkar kiya hai hum ne

1.PNG.b0a6f7c70a495bed3286942adbb1ab2b.PNG

 

2.PNG

3.PNG.b0acdad6605bd1e6bd915211966ecc99.PNG

4.PNG.8e0e02620137b262521d59d52fe9b703.PNG

5.PNG.1a862be6c9d83dcc501e030c5f8b969e.PNG

6.PNG.9e1e7f6250430ada2fb227a786b76a52.PNG

7.PNG.d439744193be072690b3dac3a8ab47ce.PNG

 

 

 

 

 

Edited by Sag-e-Attar
برائے کرم۔ امیجز سے بدمذہب سائیٹس کے لنک ختم کرکے پوسٹ کیا کریں۔ فورم رولز کا مطالعہ کریں۔
Link to comment
Share on other sites

  • 5 weeks later...

Salam. the problem here is,actually, main explain krta hoon. main barelvi hoon, or mera bhi yehi aqeeda hai jo in pics main Ilm Ghaib k mutallik. Ilm ghaib per bhens se pehle ye jaan lo k ilm ghaib 4 Qism ka hai.

1. Kulli Ghaib - poora ka Poora

2. Zaati - Matlb kisi se liye na ho khud se ho, kisi se mohtaj na ho

3. Ata'i - Matlb kisi ne diya ho, kisi se mohtaj ho or kisi se liya gaya ho

4. Baaz - matlb kuch, thoda sa

ab isse samjho, 

1. Kulli - ye Ilm sirf allah k pass hai or kisi k pass nhi na hoga kbhi kisi k pass

2. Zaati - Allah ka Ilm Zaati hai kisi se nhi liya kyun k Allah k siwa koi doosra khuda nhi hai allah kisi se kisi cheez ka mohtaj nhi

3. Ata'i - Ye Nabi Pak ka Ilm Ghaib hai jo allah ne diya or quran main hai k Nabi ghaib ki khaber dene main Bakheel nhi, aap Arabic grammer parho or ye socho k Bakheel ka Alfaaz hi kyun yahan istemal hua.

4. Baaz - matlb thoda sa, ye Ilm ghaib nabi ka hai matlb allah ne nabi pak ko ghaib ka ilm diya lekin thoda sa.

ab tumne jo ooper kitaab k scan pages diye hain wo sahih hain, kyun k wo baat kr rhe hain ZAATI ILM GHAIB ki jo nabi pak k pass nhi hai or kisi k pass bhi nhi hai siwa allah k( quran main bhi yehi hai)

quran main bhi ilm ghaib aese hi aya hai, jahan ye baat hui k allah k siwa koi nhi janta wahan bata Zaati ilm ki hai. or jahan aya k nabi ghaib btate hain wahan baat Atai Ilm ki hai matlb allah ne ilm nabi pak ko ata kara.

 

Tafseer Qurtubi or Tafsir ibn kaseer main to Waaze ALFAAZ hain k Hazrat khidr aleh salam ko Allah ne ILM GHAIB ATA KIYA! ab kya tum in mufassirne per shirk ka fatwa lagaoge?

 

iske Ilawa 7-8 Tafaseer main Nabi pak k baare main Ilm ghaib saabit hai Surah Rahman se, or doosri soorton se.

 

Nabi pak ki baat or hai unke ghulamon ka aalam dekhlo.

 

Hawala Hadees : Kanzul Ummal - 

hazrat ali r.a ne farmaya poocho mujhse qayamat tk hone wlai jis cheez ka poochoge btaonga, or main dunya k raaston se zyada aasman k raaste jaanta hoon - hadees ko zaeef kehne se koi faida nhi Fazail main hadees leliye jate hain.

hazrat abdullah ibn abbas r.a riwayat karte hain
Ali Yun Gaibatu Ilmi - Mere dil main jo ILM ka raaz usse janna wala ALI Hai

kanzul ummal jild 6 safa 153 - yahene kahin aas paas ye hadees hai (ager na mile to aage peeche pages per dekhna)
sirajul muneer shrah jama us sageer safa 417

umeed hai aapko kuch samjh aya hoga

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...