Gulam e raza مراسلہ: 5 جون 2017 Report Share مراسلہ: 5 جون 2017 (ترمیم شدہ) assalamo alaikum.... bhai ek deobandi h jo khud ko molana kahta h.... Aur uska kahna h k atai ilm e gaib hota hi nhi h shariyat m... Aur jo ata ho jata h wo gaib nhi rahta....??? Aur jb mene kaha dekho quran me allah ne kaha aur ye nabi gaib batane me bakhil nahi Aur fir uske mulla k fatwe v dikhaye jese fataws mahmudiya wagairah.... To kahta h k ye lugavi mane m kaha gaya h.... Istelahi mane m ilm e gaib atai nhi hota.... Bhaijan baraye karam iska sahi khulasa kya h...btaiye...??? Edited 5 جون 2017 by Gulam e raza اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madni.Sms مراسلہ: 6 جون 2017 Report Share مراسلہ: 6 جون 2017 Salam, kuch arz karne ki koshish karta hai, Allah qubool farmae. Sab se pehle apne aetraz zikar kia " atai ilm e gaib hota hi nhi h shariyat m" ye bilkul jahalat wali bat hai Allah Ta'ala irshad farmata hai: > "GHAiB ka Jan'nay wala Apne GHAiB pr Sirf Apne Pasandida Rasoolon hi ko Aagah Farmata hai, Har Kisi ko (Ye Ilm) Nhi deta"(Surah Jin A26/27)" > "(Ae Mehboob) Ye Quran Ghaib ki khabro se hy, Jo Ham AAP ki Tarf WHi kerte Han" (SURA Al-imran 3/5) > "Ay NABi ALLAH Ne Apko Sikhaya Jo Tum Na Janty Thy Or ALLAH Ka Tum Par Bara Fazal Hy" (Surah Nisa, #113) IN AYAT SE SABIT HOTA HAI KE ALLAH APNE NABION KO ILM-E-GAIB ATA FARMATA HAI ISKA MUNKIR QURAN KA MUNKIR THERA. Ab jaha tak talluq hai ke jo bta dia jae wo gaib ni hota to iska jawab bhi dekh lijye. us se sawal kia jae ke ALLAH gaib janta hai ke nai? wo jawab dega ke yaqenan ALLAH ko gaib hai. to ab Allah ko maloom hai to kia wo gaib na raha? yaqenan wo gaib hai hamare lie magar Allah ke lie ni. to yehi jawab Nabi ke lie ke jab unko Allah ne ilm dia to wo unke lie gaib ni raha hamare lie gaib hai. 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulam e raza مراسلہ: 8 جون 2017 Author Report Share مراسلہ: 8 جون 2017 On 6/6/2017 at 3:09 PM, Madni.Sms said: Salam, kuch arz karne ki koshish karta hai, Allah qubool farmae. Sab se pehle apne aetraz zikar kia " atai ilm e gaib hota hi nhi h shariyat m" ye bilkul jahalat wali bat hai Allah Ta'ala irshad farmata hai: > "GHAiB ka Jan'nay wala Apne GHAiB pr Sirf Apne Pasandida Rasoolon hi ko Aagah Farmata hai, Har Kisi ko (Ye Ilm) Nhi deta"(Surah Jin A26/27)" > "(Ae Mehboob) Ye Quran Ghaib ki khabro se hy, Jo Ham AAP ki Tarf WHi kerte Han" (SURA Al-imran 3/5) > "Ay NABi ALLAH Ne Apko Sikhaya Jo Tum Na Janty Thy Or ALLAH Ka Tum Par Bara Fazal Hy" (Surah Nisa, #113) IN AYAT SE SABIT HOTA HAI KE ALLAH APNE NABION KO ILM-E-GAIB ATA FARMATA HAI ISKA MUNKIR QURAN KA MUNKIR THERA. Ab jaha tak talluq hai ke jo bta dia jae wo gaib ni hota to iska jawab bhi dekh lijye. us se sawal kia jae ke ALLAH gaib janta hai ke nai? wo jawab dega ke yaqenan ALLAH ko gaib hai. to ab Allah ko maloom hai to kia wo gaib na raha? yaqenan wo gaib hai hamare lie magar Allah ke lie ni. to yehi jawab Nabi ke lie ke jab unko Allah ne ilm dia to wo unke lie gaib ni raha hamare lie gaib hai. Bohot khub bhai... Aur tisra wala jo aeteraz kiya wo kamina.... K lugvi mane m istelahi mane m..... Us maoke se mene kaha tha k tumhare mulla ne fatwe diye h kya fatwe lugat k maine m diye jate h.....? To wo jid par ara raha aur bar bar yehi kahta raha k lugavi mane m h.... Khair m mazid kosis m hu.... Bhai.... Apne deen ko sikhne aur apne sathiyo ko aur karibiyo ko btane ki kosis me rahta hu..... Allah apko jaja e khair ata kre.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madni.Sms مراسلہ: 9 جون 2017 Report Share مراسلہ: 9 جون 2017 12 hours ago, Gulam e raza said: Bohot khub bhai... Aur tisra wala jo aeteraz kiya wo kamina.... K lugvi mane m istelahi mane m..... Us maoke se mene kaha tha k tumhare mulla ne fatwe diye h kya fatwe lugat k maine m diye jate h.....? To wo jid par ara raha aur bar bar yehi kahta raha k lugavi mane m h.... Khair m mazid kosis m hu.... Bhai.... Apne deen ko sikhne aur apne sathiyo ko aur karibiyo ko btane ki kosis me rahta hu..... Allah apko jaja e khair ata kre.... Allah apko kamyabi ata farmae ! Ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔