p ahmed raza مراسلہ: 26 مئی 2017 Report Share مراسلہ: 26 مئی 2017 *Qur'aan ka paighaam aapke naam* ▪▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪ ✅ *Us se zaalim kaun hai jise Allaah ki Aayaten dikhaai jaye aur woh use na maane* Surah Kahf 18: 57 Surah Jaasiya 45: 6 -8 ✅ *Allaah ko chhor kar uske bandon ko mat pukaaro* Surah A’raf 7: 194 – 197 Surah Younus 10: 28 - 36 Surah Nahl 16: 20 - 21 Surah Kahf 18: 102 ✅ *Allaah shirk karne waalo ko kabhi maaf nahi karega* Surah Nisa 4: 48 Surah Nisa 4: 116 ✅ *Aksar log Imaan laane ke baad bhi shirk karte hain* Surah Yousuf 12:106 ✅ *Agar koi Nabi bhi shirk karta, to uske a’amaal bhi barbaad ho jate* Surah An’am 6:83-88 Surah Isra 17:39 Surah Zumar 39:65 ✅ *Sirf Allaah se he dua maango aur wahi dua qubool karne wala hai* Surah Baqarah 2: 186 Surah Ibrahim 14: 39 Surah Ghaafir 40: 60 Surah Shoora 42: 25 – 26 ✅ *Sab ke sab Allaah ke saamne faqeer aur muhtaaj hain* Surah Fatir 35: 15 ✅ *Murde ya jo qabro me hain, sun nahi sakte* Surah Naml 27: 80 Surah Fatir 35: 22 ✅ *Qiyaamat ke din apni marzi se koi kisi ki Sifaarish nahi kar payega* Surah Baqarah 2: 255 Surah An’am 6: 51, 70, 94 Surah Younus 10: 3 Surah Mariyam 19:87 ✅ *Ghaib ka ilm sirf Allaah ke paas hai* Surah Ali-Imran 3: 179 Surah Maidah 5: 116 Surah An’am 6: 59 Surah Hood 11: 123 ✅ *Kisi Nabi ko bhi ghaib ka ilm nahi tha* Surah Maidah 5: 109, 116 – 117 Surah Hood 11: 25 – 31 ✅ *Muhammad (ﷺ) bhi ghaib nahi jaante the* Surah Ali-Imran 3: 44 Surah An’aam 6: 50 Surah A’raf 7: 188 Surah Anfaal 8: 60 ✅ *Allaah apne Rasoolon me se jisko, jitna chahta hai Ghaib ka ilm ata kar deta hai* Surah Ali- Imran 3: 179 Surah Jinn 72: 26-27 Surah Hood 11: 49 Surah Yousuf 12: 102 ✅ *Muhammad (ﷺ) khud apne fayde aur nuqsaan ka koi ikhtiyaar nahi rakhte the* Surah A’raf 7:188 ✅ *Saare Rasool Bashar (Insaan) the* Surah Hood 11: 25 – 27 Surah Ibrahim 14: 10 – 11 Surah Mu’minoon 23: 23 – 24, 32 – 34 Surah Hajj 22: 75 ✅ *Nabi (ﷺ) bhi ek bashar aur Rasool the* Surah Isra 17: 90 – 96 Surah Kahf 18: 110 Surah Mu’minoon 23: 3 Surah Fussilat 41: 6 ✅ *Allaah aur uske Rasool ke muqaable me Baap, Dada Aur Buzurgon ke pichhe mat chalo* Surah Baqarah 2:170 Surah Maidah 5:104 Surah Luqmaan 31:21 Surah Ahzaab 33:66-68 ✅ *Sirf Gumaan aur atkalo ke pichhe mat chalo* Surah An’am 6: 128 ✅ *Aksariyat ke pichhe mat chalo* Surah An’am 6: 116 Surah A’raf 7: 3, 70, 71 ✅ *Rasoolullah (ﷺ) ki ita’at hi nijaat ka behtareen zariya hai* Surah Ali-Imran 3: 31, 32, 12 Surah Nisa 4: 59, 64, 65, 69, 80, 115 Surah Maidah 5: 92 Surah Anfaal 8: 20 ✅ *Jo Allaah aur uske Rasool de, bas usme he raazi raho* Surah Ahzaab 33:36 Surah Hashr 59:7 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
M Afzal Razvi مراسلہ: 26 مئی 2017 Report Share مراسلہ: 26 مئی 2017 Bhai mera nahi khayal k in Ayaat aisa kuch hy k apko isk liye yahan post karna pary.. Baqi ap khud in ayaat ko sari ko parhain apko khud hi clear ho jaye ga.. Usk ilawa Isi Forum pe Beshumaar aisy thread hain jin mein inki Wazahat ki gayi hy.. kindly bhai pehly Search Box mein Ja k Topic k mutabiq Search kar liya krain.. Dusri baat.. Apko jis ne ye Post Copy_Paste kar k di hy.. Uski iski Wazahat karwana.. Uper ki Ayaat mein Saaf inkar .. Aur Nechy ki AYat mein Ye Iqrar k Allah Jitna Chahy ilam Atta farma dy.. 3 hours ago, p ahmed raza said: ✅ *Ghaib ka ilm sirf Allaah ke paas hai* Surah Ali-Imran 3: 179 Surah Maidah 5: 116 Surah An’am 6: 59 Surah Hood 11: 123 ✅ *Kisi Nabi ko bhi ghaib ka ilm nahi tha* Surah Maidah 5: 109, 116 – 117 Surah Hood 11: 25 – 31 ✅ *Muhammad (ﷺ) bhi ghaib nahi jaante the* Surah Ali-Imran 3: 44 Surah An’aam 6: 50 Surah A’raf 7: 188 Surah Anfaal 8: 60 ✅ *Allaah apne Rasoolon me se jisko, jitna chahta hai Ghaib ka ilm ata kar deta hai* Surah Ali- Imran 3: 179 Surah Jinn 72: 26-27 Surah Hood 11: 49 Surah Yousuf 12: 102 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 27 مئی 2017 Report Share مراسلہ: 27 مئی 2017 ✅ *Aksar log Imaan laane ke baad bhi shirk karte hain* Surah Yousuf 12:106 -------------------- Salam alayqum, Is ayaat ki Tafsir Quran ki roshini mein pesh e khidmat heh: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔