Shadab Ashrafi مراسلہ: 19 مئی 2017 Report Share مراسلہ: 19 مئی 2017 بسْــــــــــــــــــمِ ﷲِالرَّحْمَنِ اارَّحِيم الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ Deobandiyon k Shaikhul Alam Ya Shaikhul Hind Maulana Mahmood-Ul-Hasan Ne Quran-e-Pak Ka Tarjama Kiya Hai Jis Ki Tafsir Deobandiyon k Hi Shaikhul Islam Shabbir Ahmad Usmani Ne Ki Hai Jo Tafsir-e-Usmani k Naam Se Hai Surah Fateha Ayat 4 Ki Tafsir Karte Huwe Likhte Hain اياك نعبد و اياك نستعين¤ Tarjama: Teri Hi Hum Bandagi Karte Hain Or Tujh Hi Se Madad Chahte Hain. (Tarjama Bhi Isi Ka Hai) Is Ki Tafsir Me Likhte Hain k... "Han Agar Kisi Maqbool Banda Ko Mahaz Wasta Rahmat-e-ILahi Or Gair Mustaqil Samajh Kar Iste'anat-e-Zahiri Us Se Kare To Jayaz Hai k Yeh Iste'anat Dar Haqeeqat HAQ TA'ALA Hi Se Iste'anat Hai. 》TAFSIR-E-USMANI, SURAH FATEHA, AYAT 4. الحمدالله Deobandiyon k Ghar Se Hum Ahle Sunnat Wal Jamat (Jise Is Waqt Hind-o-Pak Me Barelvi k Naam Se Jana Jata Hai) Ka Aqeeda Sabit. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔