Zahidmobi88 مراسلہ: 24 اپریل 2017 Report Share مراسلہ: 24 اپریل 2017 (ترمیم شدہ) Assalamu Alaikum mere tamam Sunni Bhaio Wahabi deobandi ka ye kehte kehte moon nahi dukhta ki NABI zaat o jins ke etebar se hamare hi tarah hote hai (MA'AZALLAH) so mere bhaio ye post maine is liye kiya tha ki kuch dino pehle maine saeedi bhai ki ek post read kiya tha jisme unhone NABI ki do jehat sabit kiye the soorat e bashari aur soorat e malki.. Lekin references aur original scan na hone ki wajah se mujhe bahot dikkate aa rahi hai Bara e mehrbani agar kisi bhai ke paas is masle me daleel ho to zaroor share kare.. Kyuki aaj kal ye cheez deobandi wahabi ke liye bolna bahot asaan ho gaya hai.. Aur itna hi nahi hamare bahot se nawaqif sunni bhai bhi unke jhanse me aa jate hai.. Lehaza is masle par bhi agar kaafi Dalail mil jate to bahot Accha hota Dua ki darkhwast Zahid Raza Noori Edited 24 اپریل 2017 by Sag-e-Attar Aaqa (صلی اللہ علیہ وسلم) Ke Zikr e Mubarak Ke Sath Mukamal Durood Lazman Likha Keren. Yeh Forum Ke Rules Main Shamil Hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 24 اپریل 2017 Report Share مراسلہ: 24 اپریل 2017 (ترمیم شدہ) Edited 25 اپریل 2017 by AqeelAhmedWaqas اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 24 اپریل 2017 Report Share مراسلہ: 24 اپریل 2017 http://www.mediafire.com/file/3ye3ejeu8bwsr93/شاہکار+تراجم+2.pdf اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 25 اپریل 2017 Author Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2017 SUBHAN ALLAH Waqas bhai aap ka bahot bahot shukrguzar hoon.. Aap ne bahot se maslo me meri rehnumai farmayi hai.. ALLAH TA'AALA aap ki umr o amal o ilm me be-panah tarakki farmaye Aur khalil rana bhai aap ke baare me kya kahoon.. Alfaz khatm ho jayenge kehte kehteH ALLAH TA'AALA aap ka tamam pareshaniyo ko door farmayen aur aap ki har jaiz maqasid tamannao ko poora farmaye AMEEN AMEEN SUMMA AMEEN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔