Jump to content

Ambiya (Alaihimussalaam) soorat ke etebar se mukhtalif - Scan/Reference chahye


تجویز کردہ جواب

Assalamu Alaikum mere tamam Sunni Bhaio

Wahabi deobandi ka ye kehte kehte moon nahi dukhta ki NABI (saw) zaat o jins ke etebar se hamare hi tarah hote hai (MA'AZALLAH) so mere bhaio ye post maine is liye kiya tha ki kuch dino pehle maine saeedi bhai ki ek post read kiya tha jisme unhone NABI (saw) ki do jehat sabit kiye the soorat e bashari aur soorat e malki.. Lekin references aur original scan na hone ki wajah se mujhe bahot dikkate aa rahi hai

Bara e mehrbani agar kisi bhai ke paas is masle me daleel ho to zaroor share kare.. Kyuki aaj kal ye cheez deobandi wahabi ke liye bolna bahot asaan ho gaya hai.. Aur itna hi nahi hamare bahot se nawaqif sunni bhai bhi unke jhanse me aa jate hai.. Lehaza is masle par bhi agar kaafi Dalail mil jate to bahot Accha hota

 

Dua ki darkhwast 

Zahid Raza Noori 

Edited by Sag-e-Attar
Aaqa (صلی اللہ علیہ وسلم) Ke Zikr e Mubarak Ke Sath Mukamal Durood Lazman Likha Keren. Yeh Forum Ke Rules Main Shamil Hai.
Link to comment
Share on other sites

  • سگِ عطار changed the title to Ambiya (Alaihimussalaam) soorat ke etebar se mukhtalif - Scan/Reference chahye

SUBHAN ALLAH 

Waqas bhai aap ka bahot bahot shukrguzar hoon.. Aap ne bahot se maslo me meri rehnumai farmayi hai.. ALLAH TA'AALA aap ki umr o amal o ilm me be-panah tarakki farmaye

 

Aur khalil rana bhai aap ke baare me kya kahoon.. Alfaz khatm ho jayenge kehte kehteH 

ALLAH TA'AALA aap ka tamam pareshaniyo ko door farmayen aur aap ki har jaiz maqasid tamannao ko poora farmaye

AMEEN AMEEN SUMMA AMEEN

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...