Ghulam e Azhari مراسلہ: 7 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 7 اکتوبر 2007 Assalamualaikum. Umeed hai sab log theek thaak honge. Alhamdulillah Allah ne mujhe aik aur behen dedi hai, ap koi acha sa naam suggest kardain. 21st Ramazan us ki tareekh-e-Pedaish...SubhanAllah! that's one of the taak raatain for shab-e-Qadr... Secondly, Bohot dinon baad internet par aya hoon, kiunkeh parhai main ziyada se ziyada time laga raha hoon. 23rd ko mera pehla paper hai aur mujhe abhi tak mazeed bohot saari taiyari karni hai. time par mamla mukammal to nahi hoga, jitna ho sakega karloonga baqi Allah Malik hai. I need loads of duas from you all. barhi mushkil horahi hai, apna ziyada tar waqt to maine rad-e-badmazhab main guzaar diya aur ab parhai ki tension hai zabardast. Dua ki zaroorat hai. 27wi ko to zaroor mere liye ap sab dua ki jiyega. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
YA RASOOLULLAH مراسلہ: 7 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 7 اکتوبر 2007 (1)Zenab urooj (2)Uswa (3)Mukarma اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah مراسلہ: 8 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2007 aslamalikum bro my duas r with u or paper kese horahay hai bahi app k bro name which i was suggest that is 1.Fatima beacuse on 21 there is also day of Hazart Ali 2 Zinab bc my bhatji ka b yehe nam hai or bht pyara nam hai yeh 3 Ayesha yeh b bht acha name hai dua mein yaad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 8 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2007 InshahAllah I Will pry 4 u Name Aasma meaning Khobsoorat & Rooshni Shama meaning ujalah Aroosah Matlb Nahin Aata JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nazia مراسلہ: 10 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 اکتوبر 2007 Hafsa naam bhi acha hai aghr is k agay raza laga dein tou kya hi baat hai "Hafsa Raza" or waisay yeh naa naam Hazrat Umar Radi Allah'TalaAnha ki shezadi ka or hamrey pyare pyare AQA ki Zuja Muhtarama ka bhi naam hai Allah app ki sis ko sacha paka Ashiqu-e-Rasool baney AllahHumaAmeen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 10 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 اکتوبر 2007 ASLAM O ALIKUM pehlay tou aap ko bohat mubrik ho Allah aap ki behan ko lambi zindagi ore dunya o akhrit main taraqee day ore Deeni ore Dunyawi taleem say sarfraz karay .... hope aap sab thek hoon gay meray khayle main tou Fatima naam bohattttt payra hai mujhya ye naam bohat passand hai.. wessay naam decide kar k batye ga zaroor duaoon main yaad rakhye ga Allah hafiz waslam o alikum اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faheem Attari مراسلہ: 10 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 اکتوبر 2007 ASSALAM O ALIKUM BROTHER, HOPE U WILL BE WELL........AND BROTHER DONT WORRY OUR PRAYERS R U WITH AND DONT FORGET OUR PIR O MURSHID HE IS ALWAYS WIT U .......... AND CONGRATULATIONS THAT U HAVE GOT A LITTLE CUTE SISTER.......... MERA MASHORA HAI KE AP KI SISTER KA NAAM KISI SAHABIA YA KIS NAIK KHATOON KE NAAM PAR HONA CHAHYE TA KE USE US KA FAIZ BHI MILTA RAHE.........MUJHE SAMAJH NAHI AA RAHA KE KIYA SUGGEST KARON B/C IS KA BILKUL EXPERIENCE NAHI HAI............ REMEMBER ME IN UR GREAT PRAYERS...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 10 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 اکتوبر 2007 Aap ko bohat bohat mubarak ho.. Allah azawajal madni munni ko lambi zindagi sehat aur afiyat ke saatha inayat karey...aamin.. Suggestion... 1. Amena 2. Manahil 3. Safia 4. Memoona aakhir main bataiye ga zaroor keh kiya naam choice kiya hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 11 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 11 اکتوبر 2007 Mumty Mubarak ho. (1) Fatima (2) Javeria (3) Memouna Anyway aap jo b rakhen, bataiye ga zaroor. W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 13 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 13 اکتوبر 2007 Mumti Bhai ne apni Madani Bahin ka naam "Aleezah" rakha hai, Us ko in sab namon men se aik naam buhat passand aaya, aur woh naam hay "Javeriya", lakin afsos k us ki Chhoti sister ka naam "Javeriya" hay. W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 14 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2007 (ترمیم شدہ) Assalamualaikum, Thanx all. The name is "Aleeza" and it means Khushi. I was to tell all the name you guys suggested but mere parents ko batane se pehle hi naam decide karliya hai. maine to abhi tak apni behen ko nahi dekha kiunke main hyderabad main hoon aur woh Okara main hai. Allah Hafiz Mere papers k liye dua karte rahiye ga! Allah ap sab ko jaza-e-Khair ata farmae! Edited 14 اکتوبر 2007 by Shamsheer-e-Ala Hazrat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔