Abdullah Yusuf مراسلہ: 22 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 22 مارچ 2017 Is lanati insan per jitni lanat kee jaye utni hi kam hai Engineer Muhammad Ali Mirza ne Hazrat Ameer Muawiya k uper be shumar aitrazat kr raha hai is insan ka koi bhi rad nai kr raha poore youtube per is k clips hain hazrat Ameer Muawiya k khilaf or un per aitrazat pe aitrazat krta hai IS KI IN BATON KA RADD KREN koi bhi bhai jaan1.Sahih muslim ki riwayat k hazrat Ameer Muawiya kehte they k logon ko na haq qatal kro (Nouzubillah) 2.Hazrat Ameer Muawiya Hazrat Ali per minbar per lanat krwane wali riwayat (NOUZUBILLAH) 3.Hazrat Ameer Muawiya ko Hadi or Mahdi bana Nabi Kareem ki hadees tirmizi shareef se (Us per aitraz kr raha hai k zaeef hai) 4.Ali Ibn Ul Juad jo Imam ahmad ibn hanbal k ustad hain un ki taraf aik baat mansoob kr k kehta hai k woh kehte they k agar Allah Hazrat AMeer muawiya ko qayamat k din azaab de tau mujhe is ka koi dukh nai hoga (NOUZUBILLAH) 5.Sharah Mani ul Asaar imam tahawi ki kitab se aitraz krta hai k hazrat abdullah ibn abbas ko jab pata chala k hazrat ameer muawiya 1 witr parhte hain tau unhon ne hazrat Ameer Muawiya k liye bohat bure alfaz istemaal kiye (NOUZUBILLAH)YEH IS LANATI INSAAN K AITRAZAT HAIN OR IN KA KOI BHI RAD NAI KR RAHA YOUTUBE PER JIS KI WAJAH SE LOG GUMRAH HO RAHE HAIN MERI ISLAMIMEHFIL K MEMBERS SE GUZARISH HAI K IN TAMAAM AITRAZAT KA RAD KIYA JAYE OR LOGON KI ISLAH KI JAYETA KE LOG GUMRAH NA HON اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
raees nizami مراسلہ: 23 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2017 Assalamo alaikum... Bhaijan maine bhi is lanati gustakh ki video dekhi mujhe ek baat samajh aayi ke yeh sakhs har kisike mukhalif baate karta hai na yeh ahle sunnat wal jama'at se koi ta'alluk rakhta hai na yeh deobandi wahabi hai na yeh ahle hadees se hai na yeh khwuarji hai na hi ye rafzi hai ise jawab diya jaye to kis hawale se jab ko yeh kisi bhi firke ko nahi manta aur jaha tak sawal hai yeh gushtakhe sahaba r.a hai agar aapne gour kiya ho to isne apni website jo ki naam WWW.AHLESUNNATPAK.COM se bana rakhi hai halanki iska koi bhi ahle sunnat wal jama'at se koi ta'alluk nahi hai yeh sadaloh musalmano ko bahka raha hai ye jabki iska aqeeda ahle sunnat wal jama'at ke bar khilaf hai ab hume sada loh musalamano ke islah ki koshish karne hai unhe aise logo se bachana hai jo logo ka iman barbad kar rhe hai mai apni agli comment me hazarate amir muaviya r.a ki shan me kuch bahala ibaraten pesh karunga inshaallah.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
raees nizami مراسلہ: 23 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2017 Assalamo alaikum kuch ba hawala ibarat aur kuch hadees e mubarak pesh e khidmat hai mulahza farmaiye aur iman ko tazgi bakhsiye Ahle Sunnat Wal Jammat Ka Nazariya Yeh Hai Ke Sahaba-E-Kiraam Raz Sare Ke Sare Adil, Pakbaaz, Saleh, Aur Ameer The.. (Muqaddamma Ibn Salah Safa 150 Mirqaat Mulla Ali Qari Jild 1 Safa 330) ♥ Rasool Ullah S.A.W Ne Irshad Farmaya- Mere Sahaba Raz Ka Ikraam Karo Aur Unki Izzat Karo.. (Al-Majamul Ausaat Lit Tibrani Jild 3 Safa 204, Raqam-2929) 1) Rasool Ullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Hazrat Ameer Muawiya Ke Baarey Me Irshad Farmaya- “Aye ALLAH Inko Hidaayat Dene Wala Aur Hidaayat Yaafta Bana Aur Logon Ko Inke Zarye Hidaayat Ataa Farma (Sunan Tirmizi Jild 2 Safa-224 Baab- Manaqib-E-Muawiya(r.z) ,Imam Tirmizi Rah Farmatey Hain Riwayat Hasan Hai.. Bidaya An’Nihaaya Safa 32) 2)Rasool Ullah S.A.W Farmatey Hain-“Meri Ummat Ka Wo Pehla Giroh Jo Samandari Jihad Krega Uske Lye Jannat Wajib Hai.. (Sahih Bukhari Hd.no-2924) *Mulla Ali Qari Hanfi Rah Farmatey Hain-“Us Jihad Me Ameer Muawiya The” (Umdatul Qaari Sharh Sahih Bukhari) 3) Rasool Ullah S.A.W Ne Dua Ki-“Aye ALLAH Isey (Muawiya Ko) Hisab Kitab Ka ILM Ata Kar, Azaab Se Iski Hifazat Farma..” (Musnad Ahmad Jild 4, Safa-127, Hd.no-17192, Darja- Hasan Tareekh Khulfa E Rasheedin Lil Imam Suyuti Rah) 4) Hzrat Ali Raz Farmate Hain- Mere Lashkar Ke Maqtool Aur Muawiya Raz Ke Lashkar Ke Maqtool Dono Jannati Hain.. (Al-Ma’ajamul Kabeer Lit Tibrani Jild 19 Safa 307 Hd.no-688) 5)Hazrat Abu Bakr Siddique Raz Se Riwayat Hai Ke Rasul ullah S.A.W Hajr-e-Aswad aur maqam-e-IBRAHEEM ke darmiyaa itne hath buland ker k dua ker rahe they ke Aap S.A.W Ki baghlain nazer aarahi theen, Aap keh rahy they:”Aey ALLAH! Aag ko Muawiya k badan per HARAM ker de, Aye ALLAH! Aag ko Muawiya ke badan per HARAM ker dey..” (Tareekh-e-Damashq-Al Kabeer, Jild 26 Safa 45) 6) Hazrat Abdullah Bin Umar Raz bayan kerte hain k Rasool ALLAH SA.W ne farmaya- “Tumhary samne iss derwaze se ej shaks ayega , jo ahle-jannat se hai, toh iss darwaze se Ameer-e-Muawiya aaye , phir Ek sahabi ne arz kiya, kya ahl-e-jannat wale MUAWIYA hai? Huzoor S.A.W ne farmaya haan, mazeed fermaya tum jannat ke darwaze per mujhse miloge.. (Tareekh-e-Damashq Al-Kabeer Jild 26 Safa 70) 7) Hazrat Abdullah Ibne Umar Raz maine Huzoor sallallaho alaihi wasallam ke baad hazrat muaviya Raz jaisa koi sipaahi nahi dekha.. (Al Bidayah Al Nihaaya) 8) Shaik Abdul Qadeer Jilani Rah Farmate Hain-“Main hazrat ameer muawiya ke raaste pr baitha rahu (aur saamne se unki sawaari) aa jaaye aur unke ghode ki dhool udd kar mujhpe pad jaaye to main isse khud ke liye nijaat ka zariya samjhunga..” (Gunyatul Talibeen) Allah hume aur tamam ummat e muslima ko padhne, samajhne, amal karne aur iman par kayem rahne ki tofeek ata farmaye..aameen ya rabbul aalamin اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
فقیرقادری مراسلہ: 23 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2017 (ترمیم شدہ) السلام علیکم ابن العربی نے "عارضۃ الاخوی" میں لکھا ہے کہ حضرت امیر معاویہ رضی اللہ عنہ کے متعلق مخالفین نے من گھڑت افسانے گھڑے اور انہیں رسول اللہ ﷺ کی طرف منسوب کیا وہ سب کے سب غلط ہیں اور بعض احادیث قابل اعتبار ہیں لیکن ان کی تفصیلات غلط بیان کی اور جن لوگوں سے ایسی باتیں منقول ہیں وہ خود گمراہ اور عقیدہ اہلسنت سے کوسوں دور تھے ان پر کوئی اعتماد نہیں کیا جاسکتا۔ (کتاب امیر معاویہ رضی اللہ عنہ پر اعتراضات کے جوابات ص 28 ) چند الفاظ کے ردوبدل کے ساتھ لکھا۔ اِس بے غیرت گمرہ حرامی جانور سے ہر صورت بچا جاۓ۔اِس کے بیانات کو نہ سنا جاۓ اور نہ ہی آگے پھیلایا جاۓ۔ Edited 23 مارچ 2017 by Usamagk اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
M Afzal Razvi مراسلہ: 23 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2017 Is Kazzab ne is video mein Jhoot bola..is video k 5:52 (time) pe isny kaha k "Is Hadi wali hadees ko Imam Hakim aur Nisayi ne Zaeef kaha (Is Kazzab ne hawala toh koi diya hi nahi) aur kuch ne Hassan kaha Jaisy k Nasir Albani sahib aur Shaikh Zubair ali zai ne Hassan kaha sahih nahi.."isk Shaikh Zubair Zai aur Albani ne isy hassan kaha ya sahih..Khud dakhain iska jhoot.. Note - Is Gadhy ka ye kehna k is hadees ko Hassan kaha sahih nahi, Toh isi se is gadhy ki jahliyat zahir ho gayi, 1-Imam Tirmizi rehmatullah k Nazdeek Hassan Hadees sahih hadees hi hoti hy.. (Sharah Elal e Tirmizi : Jild 1 : Safa 392) 2-Imam Hajar Rehmatullah ne Hassan hadees ko sahih hadees ki Qism kaha hy..(An Nukat : Jild 1 : Safa 290) 3-Aur Imam Ibn e Kaseer Rehmatullah k mutabiq Jamhoor k nazdeek Hassan Hadees Sahih ki qism hy..(Baa-esul Hasees : Safa 35) 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 24 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2017 (ترمیم شدہ) IS KI IN BATON KA RADD KREN koi bhi bhai jaan 1.Sahih muslim ki riwayat k hazrat Ameer Muawiya kehte they k logon ko na haq qatal kro (Nouzubillah) سیدنا عبداللہ بن عمرو بن عاص رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے اپنی طرف سے تو کچھ نہیں کہا، بلکہ ایسا مضمون تو احادیث مبارکہ میں دیا ہوا ہے، اسی کو ذکر فرما دیا۔ 2.Hazrat Ameer Muawiya Hazrat Ali per minbar per lanat krwane wali riwayat (NOUZUBILLAH) طوالت کے خوف سے بعض مقامات پر صرف فہرستِ کتاب سے متعلقہ بحث ہائی لائٹ کر دی ہے، جسے اسی کتاب کو ڈاؤن لوڈ کرکے یا آن لائن باآسانی پڑھا جا سکتا ہے۔ (اسمیں کوئی مسئلہ ہو تو بتا دیجئے گا)۔ 3.Hazrat Ameer Muawiya ko Hadi or Mahdi bana Nabi Kareem ki hadees tirmizi shareef se (Us per aitraz kr raha hai k zaeef hai) امام ترمذی رضی اللہ تعالیٰ عنہ جیسے امامِ حدیث نے تو اسے حسن کہا ہے۔ جاہل معترض کی بات کی کیا اوقات ہے!۔ معترض کی علمی لیاقت کا اندازہ اس بات سے کیجئے کہ حدیثِ غیر صحیح سے اسکا جعلی ہونا مراد لیتا ہے!۔ جامع الترمذی کا مقام و مرتبہ بھی ذہن میں رہے۔ اس حدیث شریف سے ملتے جلتے الفاظ کی اور احادیث بھی موجود ہیں۔ محققین نے اسے قبول بھی کیا ہے مثلاََ مزید ملاحظہ ہو!۔ بالفرض یہ حدیث ضعیف ہو تو بھی حدیث ضعیف فضائل میں مقبول ہے۔ 4.Ali Ibn Ul Juad jo Imam ahmad ibn hanbal k ustad hain un ki taraf aik baat mansoob kr k kehta hai k woh kehte they k agar Allah Hazrat AMeer muawiya ko qayamat k din azaab de tau mujhe is ka koi dukh nai hoga (NOUZUBILLAH) معترض جاہل کو ان امام صاحب کا نام درست لینا نہیں آتا، اور صرف ایک قول نقل کر کے اس پر تفریع بٹھانے کے چکر میں ہے۔ اسے بغض و عناد کے سوا اور کیا کہا جا سکتا ہے۔ بہرحال امام ابن الجَعد رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے منسوب یہ بات درست نہیں ہے۔ ملاحظہ ہوں انہی امام صاحب کی مسند میں سے احادیث پاک کہ گستاخِ صحابہ پر اللہ عزوجل کی لعنت ہے اور صحابہ کرام علیھم الرضوان کو برا بھلا نہ کہو (وغیرہ)۔ انہی امام صاحب کی توثیق کرنے والے ائمہ کرام کے اقوال ملاحظہ ہوں۔ اگرچہ ان امام صاحب پر بھی جرح کی گئی ہے (جیسے اور ائمہ کرام پر کی گئی) لیکن انکی اتنی زبردست توثیق و تعدیل کے مقابل اسکی کوئی اہمیت نہیں رہتی۔ مجرحین و معدلین کی اسی بحث کا خلاصہ ملاحظہ ہو۔ اب ان ائمہ و محدثین کا ذکر ہوگا جنہوں نے امام ابن الجعد رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے احادیث لی ہیں۔ اس سے انکا اعلیٰ مقام و مرتبہ ظاہر و باہر ہوتا ہے۔ غیرمقلدین نے (اپنی عادت کے ’’خلاف‘‘) انہیں ثقہ مانا ہے۔ 5.Sharah Mani ul Asaar imam tahawi ki kitab se aitraz krta hai k hazrat abdullah ibn abbas ko jab pata chala k hazrat ameer muawiya 1 witr parhte hain tau unhon ne hazrat Ameer Muawiya k liye bohat bure alfaz istemaal kiye (NOUZUBILLAH) پہلے اس اعتراض کا جواب ملاحظہ ہو۔ جاہل معترض نے اپنی تقریر میں جس طرح کہا کہ (مفہوم) ’’ابن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے ’’بطورِ طنز‘‘ امیر معاویہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ کو فقہیہ اور رسول اللہ ﷺ کی صحبت پانے والا کہا ہے جیسے ہم کسی کو غلط کام کرنے پر کہہ دیتے ہیں کہ اسے چھوڑ دو! اسے نہیں پتہ کیا!‘‘ تو یہ اس بدباطن کا مکر ہے۔ ملاحظہ ہوں اقوالِ علماء و ائمہ کہ ان اعلیٰ ہستیوں کا اس معاملے میں کیا کہنا ہے۔ YEH IS LANATI INSAAN K AITRAZAT HAIN محترم بھائی صاحب!۔ کسی پر ’’لعنت بھیجنے یا لعنتی کہنے‘‘ کے حوالے سے یہ پڑھ لیں۔ ان شاء اللہ عزوجل پوری بات سمجھ آ جائے گی۔ اس ضمن میں یزید پلید علیہ ما علیہ پر لعنت وغیرہ کی بحث بھی ذکر کی گئی ہے (سیدنا امام غزالی رحمہ اللہ کے حوالے سے) تو اسکا مختصر مگر جامع بیان مناسب معلوم ہوتا ہے تاکہ کوئی اشکال باقی نہ رہے۔ کذاب مفتری کی اس تقریر میں ویسے تو بہت سی غلط باتیں ہیں، لیکن چند اہم کا رد کر رہا ہوں۔ خُمس کے حوالے سے عرض یہ ہے کہ جو مال سیدنا امیر معاویہ رضی اللہ عزوجل عنہ اہل بیت اطہار رضوان اللہ تعالیٰ علیھم اجمعین کو دیتے تھے، وہ خمس نہیں تھا جیسا معترض نے کہا۔ نیچے تفصیل ملاحظہ فرما لیں کہ خمس کس وقت تک دیا جاتا رہا۔ ۔’’سیدنا امیر معاویہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے اپنے بیٹے یزید کو ولی عہد بنایا‘‘ کے حوالے سے ۔’’رسول اللہ خاتم النبیین ﷺ نے سیدنا امیر معاویہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ کو دعائے ضرر دی‘‘ کے حوالے سے احتیاط!۔ ۔’’سیدنا امیر معاویہ رضی اللہ عزوجل عنہ نے شرائطِ صلح کی خلاف ورزی کی‘‘ کے حوالے سے ۔’’رسول اللہ شفیع المذنبین ﷺ کی دعا قبول نہیں ہوئی‘‘ کے حوالے سے Edited 25 مارچ 2017 by AqeelAhmedWaqas 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 25 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 25 مارچ 2017 یوٹیوب پر علی مرزا کذاب کے رد میں اور بھی کئی ویڈیوز موجود ہیں۔ یہ دو ویڈیوز مزید ایڈ ہو گئی ہیں۔ جس بھائی کے پاس وقت ہو تو وہ مزید جوابات کی ویڈیوز اپلوڈ کر دے۔ 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
BIKE RIDERS مراسلہ: 18 نومبر 2017 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2017 Need scan page urgently... Hzrat Ali Raz Farmate Hain- Mere Lashkar Ke Maqtool Aur Muawiya Raz Ke Lashkar Ke Maqtool Dono Jannati Hain.. (Al-Ma’ajamul Kabeer Lit Tibrani Jild 19 Safa 307 Hd.no-688) Maherbaani iska scan page Chahiye bhai bohat search kiya par kahi nahi milraha ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔