Abdullah Yusuf مراسلہ: 19 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 19 مارچ 2017 (ترمیم شدہ) Pehle maine hazrat adam or hazrat moosa k beech main guftagu k uper aitrazat post kiye they Aqeel bhai jaan ne bohaat hi umda or kamaaal k jawabat diye Ab hazrat Adam or Hazrat Hawa k uper jahilana aitrazat kiye gaye hain kuch riwayat ko le krIt is narrated on the authority of Abu Huraira and Hudhaifa that the Messenger of Allah said: Allah, the Blessed and Exalted, would gather people. The believers would stand till the Paradise would be brought near them. They would come to Adam and say: O our father, open for us the Paradise. He would say: What turned you out from the Paradise WAS THE SIN OF YOUR FATHER ADAM. I am not in a position to do that; ... (Sahih Muslim, Book 001, Number 0380) Yeh sahih muslim ki hadees hai jis main Nabi Kareem ne farmaya k jab logon k pas jannat rakhi jaye ge tau woh apne gunahon ki mafi or shafat k liye nabiyon k pas jayen ge or jab woh hazrat Adam k pas jayen ge tau hazrat Adam kahen ge k meri gunah ki wajah se tum sab ko jannat se nikala gaya AB IS MAIN GUNAH KA ZIKAR HAI JAB K ANBIYA KARAM GUNAHON SE PAAK HAIN IS PER AITRAZ AYA HAIDoosra Aitraz Hazrat Hawa per hai jis ki riwayat yeh hai The Prophet said, "Were it not for Bani Israel, meat would not decay; and were it not FOR EVE, no woman would ever betray her husband." (Sahih al-Bukhari, Volume 4, Book 55, Number 611) Sahih bukhari ki riwayat hai k Hawa ki wajah se baki women bhi apne husband ko dhoka deti hain agar hawa aesa na krtin tau baki aurten bhi apne husband k sath mukhlis rehtinAB IS HADEES MAIN HAZRAT HAWA PER AITRAZ KIYA GAYA K TAMAM AURTON K GUNAH HAZRAT HAWA K SIR HAIN NOUZUBILLAHOr aik habil or kabil ki riwayat per bhi aitraz kiya jata hai k habil kabil ne pehla gunah kiya tau ab sare log jo gunah krte hain woh un k wajah se krte hain is liye sare gunah un k sir hainYEH TAMAM AITRAZAT MUNKIREEN E HADEES OR YAHOODIYON K HAIN IN K JAWABAT ZAROOR DENJAZAKALLAH Edited 19 مارچ 2017 by Abdullah Yusuf 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 20 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2017 ذنبک کا معنی.pdf anbiyakaramgunahseypakhain-130202121155-phpapp02.pdf اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 20 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2017 (ترمیم شدہ) Ab hazrat Adam or Hazrat Hawa k uper jahilana aitrazat kiye gaye hain kuch riwayat ko le kr It is narrated on the authority of Abu Huraira and Hudhaifa that the Messenger of Allah said: Allah, the Blessed and Exalted, would gather people. The believers would stand till the Paradise would be brought near them. They would come to Adam and say: O our father, open for us the Paradise. He would say: What turned you out from the Paradise WAS THE SIN OF YOUR FATHER ADAM. I am not in a position to do that; ... (Sahih Muslim, Book 001, Number 0380) Yeh sahih muslim ki hadees hai jis main Nabi Kareem ne farmaya k jab logon k pas jannat rakhi jaye ge tau woh apne gunahon ki mafi or shafat k liye nabiyon k pas jayen ge or jab woh hazrat Adam k pas jayen ge tau hazrat Adam kahen ge k meri gunah ki wajah se tum sab ko jannat se nikala gaya AB IS MAIN GUNAH KA ZIKAR HAI JAB K ANBIYA KARAM GUNAHON SE PAAK HAIN IS PER AITRAZ AYA HAI اس روایت میں گناہ کا لفظ نہیں آیا بلکہ خطا کا ذکر ہے (اگرچہ اور روایات وغیرہ میں صورتاََ گناہ کا ذکر آیا ہے)۔ حقیقتِ گناہ کو تفصیلاََ سمجھنے کیلئے اس ٹاپک کو دیکھ لیجئے گا۔ https://www.google.com/url?q=http://www.islamimehfil.com/topic/23343-%25D8%25A7%25D9%2586%25D8%25A8%25DB%258C%25D8%25A7%25D8%25A6%25DB%2592-%25DA%25A9%25D8%25B1%25D8%25A7%25D9%2585-%25DA%25A9%25DB%258C-%25D8%25B9%25D8%25B5%25D9%2585%25D8%25AA-%25DA%25A9%25DB%2592-%25D9%2585%25D8%25AA%25D8%25B9%25D9%2584%25D9%2582-%25D8%25A8%25D8%25B1%25DB%258C%25D9%2584%25D9%2588%25DB%258C%25D9%2588%25DA%25BA-%25DA%25A9%25D8%25A7-%25D8%25A7%25D8%25AE%25D8%25AA%25D9%2584%25D8%25A7%25D9%2581/&sa=U&ved=0ahUKEwi79LbEu-TSAhVjJJoKHUtdC5IQFggGMAE&client=internal-uds-cse&usg=AFQjCNEFV6oSIVXElXc7BdBoUZfLvnpjqA دئیے گئے امیجز کو ملاحظہ فرمائیں، ان میں مختصر طور پر جواب دیا گیا ہے۔ Doosra Aitraz Hazrat Hawa per hai jis ki riwayat yeh hai The Prophet said, "Were it not for Bani Israel, meat would not decay; and were it not FOR EVE, no woman would ever betray her husband." (Sahih al-Bukhari, Volume 4, Book 55, Number 611) Sahih bukhari ki riwayat hai k Hawa ki wajah se baki women bhi apne husband ko dhoka deti hain agar hawa aesa na krtin tau baki aurten bhi apne husband k sath mukhlis rehtin AB IS HADEES MAIN HAZRAT HAWA PER AITRAZ KIYA GAYA K TAMAM AURTON K GUNAH HAZRAT HAWA K SIR HAIN NOUZUBILLAH اوپر آپ نے پڑھ لیا ہے کہ سیدہ حضرت حوا رضی اللہ تعالیٰ عنھا نے بھول کر(یا دیگر وجوہات کی بنا پر) ایسا کیا تو انکے اس فعل میں حقیقتِ گناہ نہ رہی۔ یہ بھی خیال رہے کہ معصوم صرف انبیاء کرام علیھم السلام اور ملائکہ ہیں۔ Or aik habil or kabil ki riwayat per bhi aitraz kiya jata hai k habil kabil ne pehla gunah kiya tau ab sare log jo gunah krte hain woh un k wajah se krte hain is liye sare gunah un k sir hain YEH TAMAM AITRAZAT MUNKIREEN E HADEES OR YAHOODIYON K HAIN IN K JAWABAT ZAROOR DEN JAZAKALLAH قتل صرف قابیل نے کیا تھا (ہابیل نے نہیں)۔ اعتراض کا جواب ملاحظہ ہو۔ Edited 20 مارچ 2017 by AqeelAhmedWaqas 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔