Abdullah Yusuf مراسلہ: 12 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 12 مارچ 2017 (ترمیم شدہ) Harut or Marut Allah tala k 2 farishte the jinhen zameen per bheja gaya ta ke woh jadoo dikhayen logon ko or burai ko khatam kr sakenlekin mufasireen ne bohaat si tafaseer main yeh bayan kiya hai k yeh farishton k pas aik aurat aye jis ka naam zuhra tha us aurat ki khoobsoorati dekh kr yeh dono farishte gunah main mubtala ho gaye or us aurat k husband ko maar diyaAITRAZ YEH HAI KYA FARISHTE BHI GUNAH KR SAKTE HAIN NOUZUBILLAH Agar farishte gunah kr sakte hain tau hazrat Adam ko sab farishton ne sajda kiya siwaye iblees k tau kya iblees jin tha ya farishtaIn Aitrazat k jawabat chahiyenYeh aurat wala qissa mufasireen ki kitabon main mukhtalif tafaseeron main mojood hai or shadeed ikhtalaf haiYeh waqia ki tafseer Sura Baqarah Surah 2 Ayat Number 102 k neeche darj hai Edited 12 مارچ 2017 by Abdullah Yusuf اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
M Afzal Razvi مراسلہ: 13 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 13 مارچ 2017 Bhai Is Masly pe Tafseer Mazhari mein Kafi wazahat ki gayi hy..Jo apk liye kafi Faida_mand hogi.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdullah Yusuf مراسلہ: 13 مارچ 2017 Author Report Share مراسلہ: 13 مارچ 2017 (ترمیم شدہ) Bhai Is Masly pe Tafseer Mazhari mein Kafi wazahat ki gayi hy.. Jo apk liye kafi Faida_mand hogi.. mazhari 1.png mazhari 2.gif mazhari 3.gif mazhari 4.gif M Afzal Razvi Bhai jaan apka bohaaat bohaaat shukriya is main mufasireen k ikhtalafat parh kr samajh nai aa rahi thee Apne sara confusion clear kr diya apka bohaat bohaat shukriya Bhai jaan aksar jab tafaseer ka mutaliya krte hain tau bohaat sari tafaseer main apas main hi ikhtalaf hota hai or aksar aesi manghadant or be sanad mouzoh riwayaton se istadlal kiya hota hai or mufasireen ka apas main ikhtalaf hota hai aesa kyun hai kya koi bhi tafseer mufasir ki sahaw se paak nai maine kaafi tafaseer main ikhtalaf dekha hai or mouzouh riwayat se result nikala huwa hai jaise tafseer tabari or tafseer qurtubi main aik riwayat jo Hazrat Zaynab bint jahash R.A or Nabi Kareem k bare main hai k ap ki nazar hazrat Zaynab per pari tau Zayd per Un ki biwi haraam ho gayen Nouzubillah or is tarhan ki riwayaten hain jin se result nikala gaya hai bakaida Plz is ki kuch wazahat kr den tafseel se Edited 13 مارچ 2017 by Abdullah Yusuf اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 18 مارچ 2017 Report Share مراسلہ: 18 مارچ 2017 (ترمیم شدہ) Harut or Marut Allah tala k 2 farishte the jinhen zameen per bheja gaya ta ke woh jadoo dikhayen logon ko or burai ko khatam kr saken lekin mufasireen ne bohaat si tafaseer main yeh bayan kiya hai k yeh farishton k pas aik aurat aye jis ka naam zuhra tha us aurat ki khoobsoorati dekh kr yeh dono farishte gunah main mubtala ho gaye or us aurat k husband ko maar diya AITRAZ YEH HAI KYA FARISHTE BHI GUNAH KR SAKTE HAIN NOUZUBILLAH Agar farishte gunah kr sakte hain tau hazrat Adam ko sab farishton ne sajda kiya siwaye iblees k tau kya iblees jin tha ya farishta In Aitrazat k jawabat chahiyen Bhai jaan aksar jab tafaseer ka mutaliya krte hain tau bohaat sari tafaseer main apas main hi ikhtalaf hota hai or aksar aesi manghadant or be sanad mouzoh riwayaton se istadlal kiya hota hai or mufasireen ka apas main ikhtalaf hota hai aesa kyun hai kya koi bhi tafseer mufasir ki sahaw se paak nai maine kaafi tafaseer main ikhtalaf dekha hai or mouzouh riwayat se result nikala huwa hai قطعی عقائد میں اختلاف نہیں ہے۔ فروع میں اختلاف ہے اور یہ بھی فائدہ سے خالی نہیں۔ قرآن مجید فرقان حمید کی ایسی شان ہے کہ ایک ایک آیت کی کئی کئی تفاسیر ہیں، اور وہ بھی بلا دلیل نہیں بلکہ دلائل قاہرہ کی بنیاد پر۔ انفرادی اختلاف کی حقیقت سمجھنے کیلئے خاصی تحقیق کی ضرورت ہے اور بظاہر واقع اختلاف میں اکثر راہِ تطبیق موجود ہوتی ہے جہاں تک رسائی کیلئے تقویٰ و مہارت درکار ہے جیسا کہ علماء کرام کی کتب سے ظاہر ہے۔ مفسرین کے مختلف طبقات ہیں اور اگر انہوں نے اپنی تفاسیر میں ضعیف و موضوع روایات لکھی ہیں تو انکا مقصد ان روایات کی صحت تسلیم کرنا نہیں بلکہ یا تو انہوں نے اسے قاری کے ذمے چھوڑا (کہ وہ خود مختلف روایات کو ایک دوسرے سے الگ کرے) یا کسی اور فائدہ کے پیش نظر (مثلاََ موضوع یا ضعیف روایات کو ایک جگہ جمع کرنا تاکہ مراجعت میں آسانی رہے وغیرہ)۔ تسامحات البتہ موجود ہیں۔ jaise tafseer tabari or tafseer qurtubi main aik riwayat jo Hazrat Zaynab bint jahash R.A or Nabi Kareem k bare main hai k ap ki nazar hazrat Zaynab per pari tau Zayd per Un ki biwi haraam ho gayen Nouzubillah or is tarhan ki riwayaten hain jin se result nikala gaya hai bakaida Plz is ki kuch wazahat kr den tafseel se Edited 18 مارچ 2017 by AqeelAhmedWaqas اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdullah Yusuf مراسلہ: 19 مارچ 2017 Author Report Share مراسلہ: 19 مارچ 2017 n0.jpg n1.jpg n2.jpg n3.jpg n4.jpg n5.jpg n6.jpg raza 1.jpg raza 2.jpg jin.jpg قطعی عقائد میں اختلاف نہیں ہے۔ فروع میں اختلاف ہے اور یہ بھی فائدہ سے خالی نہیں۔ قرآن مجید فرقان حمید کی ایسی شان ہے کہ ایک ایک آیت کی کئی کئی تفاسیر ہیں، اور وہ بھی بلا دلیل نہیں بلکہ دلائل قاہرہ کی بنیاد پر۔ انفرادی اختلاف کی حقیقت سمجھنے کیلئے خاصی تحقیق کی ضرورت ہے اور بظاہر واقع اختلاف میں اکثر راہِ تطبیق موجود ہوتی ہے جہاں تک رسائی کیلئے تقویٰ و مہارت درکار ہے جیسا کہ علماء کرام کی کتب سے ظاہر ہے۔ مفسرین کے مختلف طبقات ہیں اور اگر انہوں نے اپنی تفاسیر میں ضعیف و موضوع روایات لکھی ہیں تو انکا مقصد ان روایات کی صحت تسلیم کرنا نہیں بلکہ یا تو انہوں نے اسے قاری کے ذمے چھوڑا (کہ وہ خود مختلف روایات کو ایک دوسرے سے الگ کرے) یا کسی اور فائدہ کے پیش نظر (مثلاََ موضوع یا ضعیف روایات کو ایک جگہ جمع کرنا تاکہ مراجعت میں آسانی رہے وغیرہ)۔ تسامحات البتہ موجود ہیں۔ raza.jpg 1.jpg 2.jpg 3.jpg 4.jpg 5.jpg 6.jpg z1.jpg z2.jpg z3.jpg z4.jpg z5.jpg z6.jpg maz.jpg Salam Aqeel bhai jaan bohaaaat hi umda jawab diya apne mujhe apke jawab ka hi intezaar tha bohaat hi kamaaal k dalail diye hain apne har baar ki tarhan apki yeh post bhi mere liye be had faida mand hai or baqi sab logon k liye bhi ab bohaat sare masail jo maine post kiye they jin per aqeel bhai jaan ne jawabat diye tamaam posts per woh sab ab google per show ho rahi hain ab google se bhi search kr k logon ko bohaat faida hoga apke dalail dekh kr Apka bohat shukriya bhai jaan ALLAH APKO HAMESHA KHUSH RAKHE اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔