Jump to content

Quran Ki Qirat (Hafs Qirat) Or (Warsh Qirat)


Abdullah Yusuf

تجویز کردہ جواب

Assalamualaikum Yeh aik new thread hai jis ko banane ki zaroorat is liye pesh aye kyunki ab Facebook or twitter per or online social media per jahan gustakhana khakon or gustakhiyon se bhare pages per humare Aqa Nabi Kareem  (saw) per aitrazat ho rahe hain or gustakhiyan ho rahi hain us k sath sath in jahil ghaleez yahoodiyon or eesaiyon k padriyon ne ab Quran ki Qirat per bhi hamle shuru kr diye hain or Quran ki Mukhtalif Qirat parh kr yeh dikhaya ja raha hai k mukhtalif Qirat se Quran k mukhtalif ayat badal jatin hain NOUZUBILLAH
Kyunki is topic per mere koi bhai research nai kr rahe tau main is topic per Research kr raha hon or un tamaam aitrazat ko yahan naqal kr k un k jawabat don ga mere bhaiyon se guzarish hai k mere is kaam main mera sath den
Yeh topic bhi ab zaroori ban gya hai kyunki yeh padri yahoodi doosre aam musalmanon ko yeh dikha rahe hain k quran hi badal chuka hai jis se humari awam bichari gumrah ho rahi hai is liye main yahan un tamam aitrazat k jawabat dhoondon ga or koshish kron ga har aik musalman ko tasali baksh jawab mile ta ke woh doosron ko bhi gumrah hone se bachaye
Main waqfe waqfe se aitrazat or un k jawabat lagata jaon ga or meri guzarish hai baqi bhaiyon se k jis k pas is bare main jo bhi material mojood ho woh bhi upload krta rahe 
Wassalam

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...