Abdullah Yusuf مراسلہ: 24 فروری 2017 Report Share مراسلہ: 24 فروری 2017 Aik maslah ki samajh nai aa rahi mere ahle ilm hazrat is fiqhi maslah ki wazahat farma den yeh maslah samajh nai aa raha jo imam Qurtubi ne tafseer e qurtubi main likha haiyahan per yeh aurat se murad kya hai kon si aurat us ki biwi ya koi ghair mehram auratOR SAWAAL YEH HAI K KYA ZINAH SE PAIDA HUWI AULAAD SE NIKAH JAIZ HAI YA NAIKyunki jo Aulaad zinah se paida huwi hai woh sharai tor per apki beti nai hai tau us se nikah ka kya hukam hai OR JO IMAM QURTUBI NE LIKHA HAI WOH YEHI MASLAH HAI YA KUCH OR LIKHA HAI اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 24 فروری 2017 Report Share مراسلہ: 24 فروری 2017 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdullah Yusuf مراسلہ: 25 فروری 2017 Author Report Share مراسلہ: 25 فروری 2017 bahaar.jpg 2.jpg 3.jpg FINAL.jpg A.jpg B.jpg C.jpg D.jpg E.jpg Apka be haaddd shukriya bhai jaaaan maslah pata chal gya Apke jawab dene ka bohaat shukriya Bas aik akhri sawaal hai k imam qurtubi ne jo likha us ki bhi thori wazahat kr den K imam qurtubi ne kya maslah nikala hai apki bohat meharbani hogi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdullah Yusuf مراسلہ: 25 فروری 2017 Author Report Share مراسلہ: 25 فروری 2017 Aqeel ahmad waqas bhai jaaan ab ghor se parhne se sara maslah samajh aa gya apka bohaaaat shukriya apne apne keemti waqt nikal k meri rehnumai farmaye ALLAH APKO OR ILM SE NAWAZE OR HAMESHA SALAMAT RAKHE Apka bohat shukriya bhai jaaan اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 25 فروری 2017 Report Share مراسلہ: 25 فروری 2017 Wahhabi ghayr muqallideen yehni Ahle Hadith kay mutabiq esa nikkah karna jaiz heh. Baqi Ahle Sunnat mein qattan haram heh aur joh issay jaiz janay [khata mujtahid kay ilawah baqi sab par] kufr ka murtaqib aur toba beghayr maray toh Kafir heh. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔