Jump to content

Ala Hazrat Ne Huzoor Alaihissalam Salam Ko Fakhre Alam Kehna Bemani Likha Is Aitraz Ka Jawab Chaiye


Saife Raza Sunni

تجویز کردہ جواب

Ye wahabi kutte ka aitraz hai

.

AHMAD RAZA KHAN KI GUSTAKHI...

AHMAD RAZA KHAN APNI KITAB IRFAN E SHARIYAT ME LIKHTA HAI -:

" NABI ( S.A.W ) KO FAKHR E ALAM YA FARKH E JAHAN KAHNA BEMANI HAI"..

JAB KI INKE 2 MOLVIYO NE ALLAH KE RASOOL ﷺ KO FAKHR E ALAM KAHA HAI..

1- مولانا محمد آل مصطفے کیٹہاری

(مناظرہ بنگال ص 19 فیصلہ کن مناظرہ)

2-حافظ محمد حسن مجدی سجادہ نشین (العقائد الصحیحہ فی تردید الوھابیہ ص 72)

AUR ALHAMDOLILLAH HMARA BHI YANI AQEEDA HAI KI ALLAH KE RASOOL ﷺ IS ALAM E INSANIYAT KE LIYE FAKHR HAIN ( BAHRAIN E QATIYA , DEOBANDI MAZHAB)

WAH RAZAKHANIYO JO SARKAR SARI INSANIYAT KE LIYE FAKHR HAIN BALKI HAR SHAY KE LIYE FAKHR HAIN WOH TUMHARE NAZDEEK IN ALFAZ SE MAUZOOF NHI HO SAKTE....?

KYUN KI BAREILVIYO KE NAZDEEK AGAR SHAITAN NA HOTA TO DUNIYA ME KUCH BHI NA HOTA (رسائل نعیمیہ ص - 379 )

WAH RAZAKHANIYO SHAITAN KO QAYNAT KA SABAB MAAN LO PAR ALLAH KE HABEEB ( S.A.W ) KO FAKHR MANNE KO TAYYAR NHI...?

1- MASHHOOR LUGAT "FIROZUL LUGAT ME "BEMANI" KE MANE YEH LIKHE HAIN - "MOHMAL" LAGU - "BEHUDA" - "BE SAROPA" (SAFA #349)

2- MASHHOOR VA MAROOF LUGAT "HASAN UL LUGAT ME "BEMANI" KE MANE YEH LIKHE HAIN - LAGU "MOHMAL" - "WOH LAFZ JISKE KOI MANE NA HON" - "BEHUDA"

AUR FAZIL BARILVI AISE MAUKE KE LIYE EK USOOL LIKHTE HAIN...."JAB LAFZ DO KHABEES MANO ME AUR EK ACHCHE MANO ME MUSHTARIQ THAHRA AUR SHARA ME WARID NHI TO ZAAT BARI PAR ISKA ITLAQ MAMNU HOGA" (MALFUZAT HISSA AWWAL SAFA# 174)

TO AHMAD RAZA KHAN KE FATWE AUR USOOL SE----

1- NABI ( S.A.W ) KO FAKHR E ALAM YA FARKH E JAHAN KAHNA MANU HAI (MAAZ-ALLAH)

2- NABI ( S.A.W ) KO FAKHR E ALAM YA FARKH E JAHAN KAHNA BEHUDA LAGU HAI.. (MAAZ-ALLAH)

3- NABI ( S.A.W ) KO FAKHR E ALAM YA FARKH E JAHAN KAHNA MOHMAL HAI.. (MAAZ-ALLAH)

4- NABI ( S.A.W ) KO FAKHR E ALAM YA FARKH E JAHAN KAHNA SAROPA HAI.. (MAAZ-ALLAH)

SHARM MAGAR TUMKO AATI NHI...

POST KA JAWAB HO TO DEN FALTU BAKWAS NA KAREN.........

post-18117-0-29776600-1485690225_thumb.jpg

Link to comment
Share on other sites

as salam alaikum

 

bhai in sha Allah koi na koi jawab likh day ga sabar kia karain . kuch he hazrat yaha jawab likhtay hain wo bhe mahaz Allah azzwajal aur us kay Rasool alaihisSalam ki raza ki khatir warna yaha koi bhe aisa banda nahe jis ka yei kaam dia gaya ho kay wo jawab likhay ..

Edited by aaftab
Link to comment
Share on other sites

Ye wahabi kutte ka aitraz hai

.

AHMAD RAZA KHAN KI GUSTAKHI...

AHMAD RAZA KHAN APNI KITAB IRFAN E SHARIYAT ME LIKHTA HAI -:

" NABI ( S.A.W ) KO FAKHR E ALAM YA FARKH E JAHAN KAHNA BEMANI HAI"..

JAB KI INKE 2 MOLVIYO NE ALLAH KE RASOOL ﷺ KO FAKHR E ALAM KAHA HAI..

1- مولانا محمد آل مصطفے کیٹہاری

(مناظرہ بنگال ص 19 فیصلہ کن مناظرہ)

2-حا

فظ محمد حسن مجدی سجادہ نشین (العقائد الصحیحہ فی تردید الوھابیہ ص 72)

Bhai Imam Ahmad Raza khan rehmatullah ne Fakhr-e-Jahan Kehny ko siraf be_Ma'ani likha hy..

 

Aur Na hi isy ghalt kaha aur na Is se mana kiya k aisa likhna gunah..

Baqi jo hawaly agar unk scan pages hon toh Laga dain , us se daikha ja saky k Wahan puri baat kiya hy..

 

 

Bhai 1 baat yad rakhna Jahan Aaqa  (saw)  ki zaat ki baat hoti hy, Wahan pe Sunni Qayas K ghory nahi doraty 

wahabiyon ki tarha, Intizar krain apko iska in_Sha_Allah ilmi jawab dalail k sath diya jaye ga..

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...