Jump to content

Tafseer Naheemi Par Kizb Ka Ilzam


Saife Raza Sunni

تجویز کردہ جواب

Ye Ek Wahabi Ka Aitraz Hai, Iska Jawab Koi Taleeb Ilm Jarur Den

.

khair ab ye masla tafseer se b le lo Mufti Ahmed Yaar Khan Naheemi ek ayat ki tafseer karte hue likhte he :-

.

ho sakta he ke kuffar isaaiyo ( yahudiyo ) k kufr ki bakhshish hi murad ho or maqsad ye ho ke agr tu un kafiro or mushriko ko b bakhsh de to tujhe koi rok nhi sakta isi surat me ye arz o marooz shafat nhi balke rab taala ki badayi bayan karna he jese hazrat abdulillah bin umar ka farman he ke rab Taala sab ko dozakh me bhej de to uska adl he or sare bando ko jannat de de to uska raham he waha b rab taala ki qudrat ka zikr he

 

{ tafseer e naimee jild 7 safa 182}

.

ye lo barelwiyo dalil wo b tafseer se or wo b apke mufassir ki tafseer he

 

ab bolo kuffaro ki bakhshish ka koi wada he ??

yahudiyo ki bakhshish ka koi wada he ??

 

balke in kuffaro ke khilaf sirf azab ki waeede nazil hui he mgr tumhara mufassir is ka qail he ke Allah inko b jannat me bhej sakta he

 

Allah ne quran me khabar d he ke yahudiyo ki kuffaro ki bakhshish nhi hogi mgr tumhara molwi iska qail he ke Allah unki b bakhshish kar sakta he to tumhare usool se lazim ayega ke quran jhuta ho sakta he baqol tumhare mufti ke jab Allah apne wade k khilaf kar sakta he to lazim ayega ke Allaah ka kalam jhuta ho

 

ab lagao na apne mufti pe fatwa ???post-18117-0-84098600-1484742685_thumb.jpg

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...