Jump to content

Mutta Or Semaaar


Misbah bukhari

تجویز کردہ جواب

Phir choose file per click kr k jonsi bhi file apne upload krni hai 
chahe jpg ho ya pdf woh select kr len upload ho jaye ge 



متعہ حرام ہے اور اس کی تفصیل یہاں پوسٹ نہیں ہو پا رہی

 

JPG / PDF

فائلز ہیں

کوئی بتاۓ کیسے پوسٹ کروں؟

post-18040-0-75937100-1482595412_thumb.png

Edited by Abdullah Yusuf
Link to comment
Share on other sites

Post ka jawab Maulana Muhammad Ali naqshbandi ki kitab fiqa jafria main hai 
Muhammad Ali Naqshbandi ne muta k uper poori 1 jild likhi hai or bayan kiya hai yeh dor e jahalat se tha jaise ghulam londiyan waghaiar shuru se hi culture main they waise hi muta bhi pehle se tha islam main kuch der tak is ki ijazat dee baad main Nabi Kareem (saw) is ko khayber k Mauke per Haraam karar diya or is se qayamat tak mana farma diya
kuch Shia aitrazat krte hain muta ko le kr woh tamam aitrazat or detail apko us kitab main mil jaye ge
FIQA JAFRIA MAULANA MUHAMMAD ALI NAQSHBANDI 

Link to comment
Share on other sites

Jistera Sharab kay peenay ka hokam nahin aya thah balkay pehlay hee log peetay thay. Sirf hurmat wahi kay zariyeh huwi. Is'see tera muttah pehlay hi Arab kartay thay sirf hurmat ki wahi Khaybar kay fata honay walay din huwi. Jis par yeh Ahadith daleel hen:

Ali bin Abi Talib narrated: "The Prophet prohibited the Mut'ah with women, and the meat of domestic donkeys during (the campaign of) Khaibar." [Tirmadhi, Book 6, Hadith 1121]

Narrated `Ali bin Abi Talib: On the day of Khaibar, Allah's Messenger (ﷺ) forbade the Mut'a (i.e. temporary marriage) and the eating of donkey-meat. [bukhari, Book 59, Hadith 527]

Shia say based on following Hadith Hadhrat Umar forbade it:
 

Ibn Uraij reported: 'Ati' reported that Jabir b. Abdullah came to perform 'Umra, and we came to his abode, and the people asked him about different things, and then they made a mention of temporary marriage, whereupon he said: Yes, we had been benefiting ourselves by this temporary marriage during the lifetime of the Holy Prophet (may peace be upon him) and during the time of Abu Bakr and ‘Umar.

Sahih Muslim, Book 008, Number 3248
 

Abu Nadra reported: While I was in the company of Jabir b. Abdullah, a person came to him and said that Ibn 'Abbas and Ibn Zubair differed on the two types of Mut'a (Tamattu’ of Hajj 1846 and Tamattu’ with women), whereupon Jabir said: We used to do these two during the lifetime of Allah's Messenger (may peace be upon him). Umar then forbade us to do them, and so we did not revert to them.

Sahih Muslim, Book 008, Number 3250

Magar yeh Shia ki ghalat samaj ka nateeja heh. Haqiqat mein Mutah khaybar kay fatah honay walay din hi haram ho chuka thah  magar kuch Sahabah is baat ka ilm nahin rakhtay jis waja say woh muttah par amal kartay rahay. Hazrat Umar kay zamanay mein is baat ka ilm jab Hazrat Umar ko in Sahabah kay mamnu mutah karnay par ilm huway toh unoon nay rok deeya. Aur zahir baat heh joh pehlay say hee haram thee us ko woh khud haram nahin kar rahay thay balkay sirf Allah kay nabi kay hokam e shariat ko jari kar rahay thay. Jistera kissi musalman ko yeh pata nah ho kay sharab haram heh aur woh sharab peeyeh magar jab ahle ilm ko maloom ho toh woh ussay rokay. Abh is say yeh mana akhaz karna kay shariat mein mamnu nahin magar Muhammed Ali Razavi nay haram kar deeh heh toh jahalat hogi ya nahin?

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...