Abdullah Yusuf مراسلہ: 13 دسمبر 2016 Report Share مراسلہ: 13 دسمبر 2016 Hadeeson ko samajhne k liye humare pas kya zaraye (Resources) hainKyun k maine bohaaat sari aesi hadeesen parhi hain jo bohaat ajeeb hain or jin ko samjhna bohaat mushkil huwa haikuch aesi hadeesen hain jinhen parh kr log murtad ho jate hain or isi wajah se qurani muslims aik firqa nikal aya tha jo sirf quran ko mante they hadees ko mante hi nai theyAb mujhe sirf itna janna hai k hadees ko samajhne k liye humare pas kya kya zaraye mojood hain1.HADEES KI SHARAHMujhe sirf hadees ko samajhne k liye is aik cheez ka pata hai k hadees ki sharah se hadees ko samjha ja sakta hai lekin is k ilawa sharah k ilawa hadees ko kaise samjhen agar us hadees ki sharah bhi mojood na ho tau ap hadees ko kaise samjhen ge sharah k ilawa humare pas or kya zariye hain hadees ko samajhne k plz jawab den اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 25 فروری 2017 Report Share مراسلہ: 25 فروری 2017 Hadeeson ko samajhne k liye humare pas kya zaraye (Resources) hain Kyun k maine bohaaat sari aesi hadeesen parhi hain jo bohaat ajeeb hain or jin ko samjhna bohaat mushkil huwa hai kuch aesi hadeesen hain jinhen parh kr log murtad ho jate hain or isi wajah se qurani muslims aik firqa nikal aya tha jo sirf quran ko mante they hadees ko mante hi nai they Ab mujhe sirf itna janna hai k hadees ko samajhne k liye humare pas kya kya zaraye mojood hain 1.HADEES KI SHARAH Mujhe sirf hadees ko samajhne k liye is aik cheez ka pata hai k hadees ki sharah se hadees ko samjha ja sakta hai lekin is k ilawa sharah k ilawa hadees ko kaise samjhen agar us hadees ki sharah bhi mojood na ho tau ap hadees ko kaise samjhen ge sharah k ilawa humare pas or kya zariye hain hadees ko samajhne k plz jawab den Sunni Ulama-e-Kiram say rabita farmain. Ya tu bil-mushafa mulaqaat ka sharf hasil karain ya social media bhi use kiya ja sakta hay etc. For example: isi islami mehfil par post karain apnay question ya Ap is Whatsapp #: 0333-3143287 k zaree'ay Ask Imam Question Answer Service say faida utha saktay hain. Ahadees-e-mubarka ko samajhna bgher kisi sunni aalim sahib say madad liay huay hamaray liay na-mumkin hay. Qurani (naam-nihaad) firqa muslim nahi hay. Agar koi Hadees Paak ko parh kar murtadd ho jaey tu is main Hadees Shareef ka koi qsoor nahi hay (bal-kay yi tu Hadees Paak ka kamaal hay kay Baatil ko Haq sy door kar diya). اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔