Sumreen مراسلہ: 17 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2008 MASHALLAH SUBHANALLAH SAARE SMS BOHAT HI ACHY HAIN DUAON KI TALABGAAR. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah مراسلہ: 17 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2008 Sarkar Salallaho Alehi Wasalam nay farmaya: Quran Parha karo kyonkay ye Qayamat kay din apnay parhny waloun ki shafa`at kary ga ( Muslim, pg403) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attaria91 مراسلہ: 18 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 18 مارچ 2008 nice sms talby dua اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah مراسلہ: 18 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 مارچ 2008 Tumhara apnay Musalman bahi kay Dil mein khushi dakhil kerna magfirat ko wajib kernay walay a`maal mein say hai.( Majma-al-zawa`id, j18, pg 352) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah مراسلہ: 19 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 19 مارچ 2008 Jis maeyt par so(100) musalman namaz parhain, Allah Azawajal us ki magfirat farma deta hai.(Majma-al-zawa`id, pg148) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah مراسلہ: 21 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 21 مارچ 2008 Jisay ye Pasand ho kay Allah Azawajal ki barigaah mein pesh hotay waqt Allah Azawajal us par razi ho usay chahye kay wo kasrat say Durood Parhay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah مراسلہ: 30 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 30 مارچ 2008 Har wo Zakham jo Allah Azawajal ki raah mein lagay Qiyamat kay din tak taaza rahay ga.us say surk rang ka kahoon behta hoga aur us ki khusbu muskh jaisi hogi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 30 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2008 PLEASE YEH MESSAGE HAR KOI APNE FRIEND AUR JANN NE WALON KO KARAI. Deobandiyat/Wahabiyat sirf iss wajah say pheeli thi ke unhon ne apna Literature buhat zyada Taqseem kia hum ne bhi qayamat walay din Allah aur Rasool ko mun dekhana hai tu kia jawab dain gai ? aghar app ko Allah ne itne estiqamat ata farmai hai tu app har Month koi achi see Aqaid ke baray main Book khareed kar kisi ko Tuhfa ya Parne ke liye dain aur zyada behtar hai ke Deobandiyat/Wahabiyat ke baray mein koi na koi Book ya Rasala hee taqseem kar dain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔