sidra mughal مراسلہ: 13 نومبر 2016 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2016 Asslam o Alaikum . mjhe Toraat or Anjeel main Ahle kitab ne jo threef ki thi usk mutalik puchna tha.. Main ne bht si tafaseer dekhi hain pr mje confirm ni mil rha topic ... Plz ap mje achi c tafseer k bary m btaen ta k main uska mutalya kr sku .. shukriya. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdullah Yusuf مراسلہ: 15 نومبر 2016 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2016 Apko Bible k bare main jo poochna hai ap pooch saktin hainBible k mutaliq tafaseeron se nai mile ga lekin kuch tafseeron main mufasireen ne likha hai k Injeel main tahreef kee gaye hai Apko zaroorat hi nai kisi tafseer ko parhne ki Injeel k tahreef k saboot k liye kyunki us ki tahreef k saboot main yehin per waziah kr deta hon apke samne ya phir tafseer hi chahiye apko aage ab ap btayen 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sidra mughal مراسلہ: 16 نومبر 2016 Author Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2016 Bhai mje bs ye janna hai k injeel or toraat main kin kin mukamat pr tahreef ki gae hai. quran pak main jaisy Allah ne frmaya h " Ye log Allah ki kitab ko chupaty hain " Jsy toraat m Ap S.A.W.W ki tshreef awri ki khushkhbri di gae thi k .. Or Ap S.A.W.W k osaaf mubarik byan kiye gay thy . Mje tafeer main se to ni mila main ne sari ayat ki tafseer prh k dekhi hai pr uss m detail ni hai .. Is liye ap ko agr ksi book ka pta ho jis main ye sari details mil jay to please mje bta den mje zrurt h iski .... shukriya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔