Syed AAlim مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 Report Share مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 Any comment from Ahle sunnat scholors like Ashraf Jalalai sahab ,Irfan sah mashadi or other about Mukhtar shah naimee who supports Tahir ul Quadri. in Nafse Islam lot of speeches from him. JazakAllah Syed Aalim اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 Report Share مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 Report Share مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 (ترمیم شدہ) Shaykh Syed Mukhtar Naeemi Ahle Sunnat kay Aalim hen. Aur Syed Shah Turab Al Haq Qadri (rahimullah alayhi ta'ala) say unneh Hadith ki ijazat heh. Raha Shaykh Syed Mukhtar Naeemi ka nazria kay Amir e Dawat Islami Mawlana Ilyas Qadri Mujadid hen is mein kohi haqiqat nahin. Ghaliban yeh in ki muhabbat ka izhar heh. Edited 18 اکتوبر 2016 by MuhammedAli اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 Report Share مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 According to my opinion he is Sulah Kulli.You can listen his speeches in which he has clearly asked that THQ is Mujaddid.But some days ago I listened his one clip in which he was saying that he was not right about this issue(about THQ).I will post that clip whenever I find. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 Report Share مراسلہ: 18 اکتوبر 2016 Well we don't need to agree with him on anything. When an Aalim starts to work against the Maslak of Ahle Sunnat than you should oppose him. Ahle Sunnat ka dahira itna tang nahin kay sirf ginti kay das mauvli is mein rahen. Sirf hamaray dill tang hen. Nah mein Tahir Ul Qadri kay gumrahi walay nazriyat say raazi hoon aur nah ussay Ahle Sunnat say kharij samajta hoon. Nah mein Dawat e Islami ki vhs video aur digital video say raazi hoon aur nah innay ahle sunnat say kharij samajta hoon. Aur mein ba-zaat e khud Sayyidi Taajush Shariah ka mureed hoon, aur un kay mowaqif kay Dawat e Islami walay ahle Sunnat say kharij hen, say raazi nahin hoon. Maulvi Abdul Qadir Qadri Jilani say mein sakht nafrat karta hoon is kay kartooton ki waja say magar mein is ko chand ek issues ki waja say Ahle Sunnat say kharij nahin manta. Jazbat mein agar kohi aur chawal maar jahoon toh woh aur baat heh. Hazrat Aysha (radiallah ta'ala anha) ka mowaqif joh deed e illahi par heh, aur Hazrat Ibn Abbas (radiallah ta'ala anhu) ka joh heh, bilqul contradictory hen magar ham donoon kay Ahle Sunnat honay say kharij honay ka nazria nahin rakhtay. Mera kehnay ka matlab yeh huwa jab taq kohi Ahle Sunnat kay asool o zawabat kay teht reh kar kohi es'si baat kehta heh joh jamhoor e Ahle Sunnat kay khilaf ho, ussay chor deeya jahay, nah kay Maulvi kay peechay par kar us'see waqt dam leeya jahay jab taq woh alal ilaan Kafir honay ka ilaan nah kar deh. In ikhtilafat aur Maulviyoon ki agay peechay ki chavlen agay peechay publicise mat keeya keren. Is say ikhtilaf aur fasaad barta heh aur nuqsaan Ahle Sunnat ka hee hoga. Chotay motay ikhtilafat ki bina par kohi bi Ahle Sunnat say kharij nahin. Us'see waqt ahle Sunnat say kharij heh jab woh Ahle Sunnat kay tamam ya bot say asool o zawabat ko chor deh. Eka duka gumrahi walay nazrat ko khata tehqeeq par mehmool karna chahyeh. Hamaray chaar Imam, in kay apas mein kesay ikhtilaf hen, magar sab kay mutaliq yahi nazria heh kay khata ijtihadi huwi aur sab qabil e dua o salam o dua maghfirat hen. Agar ham thora dil bara karen toh yahi asool Tahir Ul Qadri, waghera ki taraf mora ja sakta heh. Magar insaan ki koshish yahi heh kay logh ussi kay nazriyeh ko qubul karen aur joh khilaf heh ussay ghalat janay. Both kam Ulamah esay hen jin par kohi ilzam nah aata ho. [Muj par abhi Sullah qulliat ka bi ahay ga.] Abh agar ham sab ko istera ilzam denay lagay toh phir shahid kohi ek bi khalis Sunni nah ho. Is tera kay maslay joh hen un ko nah pehlahen, joh fitna jis maulvi say uthay, us par itni khamoshi ikhtiyar karen kay ussi kay saath mar jahay. Ghaliban ek Hadith mein para thah, kay jab Musalmanoon mein kissi maslay par ikhtilaf ho ya Quran ki kissi ayaat ki tafsir mein ikhtilaf ho, toh uss behas ko chor dena chahyeh. Keun kay ikhtilaf baray ga aur chornay say khatam hoga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed AAlim مراسلہ: 19 اکتوبر 2016 Author Report Share مراسلہ: 19 اکتوبر 2016 Salam, @Mohammad Ali Sahab, I am agree with Mukhtar shah naimee view about Ameer e Ahle Sunnat. Issue with Tahirul Quadri, he is supporting and declared him as mujaddid . Tahirul quadri ne Gazi Mumtaz quadri sahab ko qatil kaha iske bad koi unko mujaddid kahe to uske bare me kya kahenge?? so many other issues with tahirul quadri are also you can find on Youtube. I am looking for any comments from our Shere Alla Hazrat like Asif Jalai sahab or irfan shah. etc about Mukhtar Shah Naimee. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed AAlim مراسلہ: 20 فروری 2017 Author Report Share مراسلہ: 20 فروری 2017 I had not asked about Mukhtar shah naymee on "Dawate Islami". I want to know any comment from Currently akabir Ulma Ahle Sunnat like Irfan shah or Khadim Hussain or Asif Jalai about Mukhtar shah as He is supporter of Tahirul Quadri. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔