Aap Ka Bhai مراسلہ: 14 اکتوبر 2016 Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2016 Assalaa-to-Wasslaam-o-Aaliaka Ya Rasoolallah Sallho Alehi Walehi Wassllam Asslaam-o-Alaikum Mera sawal yeh hai k Me ne Muftiyan-e-Kiraam Ulmai-e-Kiram or bohat se books me parha hai k Namaz-e-Jumma me Azaan se le kr khutbay ki Azaan-e-Saani tak farishte Namaz-e-Jumma k anay wale har sakhsh ki entry krte hen masjid k gate pe kharay ho kr or us ka sawab bhi likhte hen phr Azaan-e-Saani hote he register band kr k khutba sunte hen or phr jo log namaz k liye ate hen un k naam ki haazri nahi lagti Ab sawal yeh hai k jahan masjiden chohti hoti hain wo full hojati hain or baad me ane wal namazi hazraat bahar daryaan bicha k beth te hen wo log masjid me nahi ja pate hen to kiya un ki entry un farishtoon k register me hoti hai jo masjid k under jane walay har namazi ka naam likh te hen Bra-e-Madinah mujhe is ka tasalli bakhsh jawab Quran-o-Hadees ki roshni me marhamat farma den Jazakamullah ho khaira Sajid Ali اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔