Talinenoor مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2007 (ترمیم شدہ) Asslamoalaikum, plz Read it. Ager kissi ko koi baat galat mehsoos ho to reply ker k islaah ker dain. Allah ham sab ko samajhne ki tofeeq de, Aameen. Edited 30 ستمبر 2007 by talinenoor اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Aray o bad bakht, pahily tum aqaid par baat karo, aur ye posts ba'ad men karna, aur tum ne jo ahadees paish ki hain, Aur agar mard ka bacha hay to zarra in aayat ka shaan-e-Nuzool b likh do, k ye aayat kab aur kis k liye naazil hueen theen. Tum khabeeson ki yahee nishaani Ahaadith shareef men aayee hay k "Ye bad bakht mushrikonm waali aayat Momineen par chuspaan karen gy." Aur jab tum ne maan lya hay k aqeedah bunyaad hay to pahily ye to saabit karo na k tumhaara aqeedah durust hay, khaali aur mozu'aat ki hadith uthaa kar yahaan par post kar detty ho. Moderator ya Sup Moderator se madani request hay k is bad bakht ko laghaam diya jaaye, aur is ko b kalank (malang) ki tarah "under observation" rakh den. Kiyoun k ye aqaid par baat kar hee nahin rahha hay. Aik khabees Ismaeel dehlvi ne Sub-Continent (Indo-Pak) men is kaam ko start kya tha (k is bad bakht ne mushrikonm waali aayat Momineen par chuspaan kardi theen), to us bad bakht ka kya anjaam huwa ? Balakot men pathanon k haathon aik kuty ki mot maara gaya. Marny k ba'ad us ki laash ko jalaya gayaa tha. Phir b us k aqeedatmandon ne us ki jhooti qabr banadi thee. Lakin Allah ko ye b manzoor nahin tha k Us k Habib ki shaan men gustaakhi karny waly ka koee nishaan b zindah rahy. 8 October 2005 A.D Bimutabiq 3 Ramadan 1426 A.H men Balakot men jo zilzilaa aaya tha, us men is khabees ki jaali qabr k nishanaat b gum ho gaye. Syedi Aala Hadrat Aaqa-e-Na'imat Imam-e-Ahl-e-Sunnat ne kya na khoob kaha hay k Mit'ty hain, mit jaayen gy A'ada Tery Na Mitta hay na Mitty ga kabhi charcha tera Aur Alhamd-o-Lillah Hamary Aaqa-e-Na'imat Imam-e-Ahl-e-Sunnat Shah Ahmed Ahmed raza Khan ka Naam-e-Nami Ism-e-Giraami aaj b mashriq aur maghrib, shumaal aur junoob men lya jaata hay. Sirf Aap k aik "Kalaam" Mash'hoor-e-zamman salat-o-Salaam ko hee le lo, Azaan k ba'ad dunya men sab se ziyadah wo parha jatta hay. "Mustafa Jaan-e-Rahmat pe Laakhon Salam" Aap frmaaty hain k : Be nishanon ka nishaan mit'ta nahin Mit'ty Mit'ty naam ho hee jaaye ga Ya'any jo aadmi apny pechy koee nishaan hee na chhory to us ko kya mitaya jaaye ga, kiyoun k mitaya to us ko jaata hay na j apny peechhy koee nishaan chhor kar jaaye. Agar tum apni zaat ko Rasoll-ul-Allah ki zaat men fanna kardo gy, apni zaat ko hee mitta do, To yaqeenan tumhaaraa naam hamshah hameshah zindah rahe ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Ary o shoaib tum ne musanif Abd-ur-Razzaq ki aik hadith b naqal ki hay, tujh ko sharam nahin aati k jab hum iss kitaab men se koee hadith bataty hain to najdi ewaanon men ye shor mach jatta hay k is kitaab ki sabhi ahadith za'eef hain, to agar ye baat theek hay to ab tum ne kiyoun likhi hay us kitaab ki hadith ? Jawaab do. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
YA RASOOLULLAH مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2007 ALLAH اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Asslamoalaikum, Mere bhai yeh post aqeede per hi hai. Iss main koi faroi masla nahin chera gaya. Ager main ne koi hawala galat dia hai to zaroor nishandahi kero. Kissi Aayet ya Hadees se galat matlab nikala hai to meri islaah kero. Yeh bila daleel tanqeed koi maani nahin rakhti. Ager kissi aayet ka Shan-e-Nazool main ne nahin dia to aap de ker baat wazeh ker do iss main gussa kerne wali kia baat hai. Doosra yeh k main ne Ahadees bhi pesh ki hain aur woh ziada ter apne mozoo per saaf hain k Ummet-e-Muslima main shirek ho sakta hai. Main ne kissi per fatwa nahin lagaya sirf aik galatfehmi door kerne ki koshish ki hai, jahan galat hoon Islaah ker dain. Musanaf AbdurRazzaq ka hawala akela nahin hai uss k saath aur kitabon k hawale bhi hain doosra yeh k ham main se koi yeh nahin kehta k iss ki tamam ahadees zaeef hain, haan jo saabit ker de daleel k saath. wasalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2007 (ترمیم شدہ) Shoaib agar Huzoor-e-Akram, Noor-e-Mujasam ki Qabr but hay, to tum ye batao k gaandhi ki samadhi, bhudha ki qabr, George Washington ki Qabr wo kiya hain ? Aur un poar haaziri denna kya hay ? Shirk hay k nahin ? Kiyoun k tery Najdi Faisal ny George Washington ki Qabr par phol charhaaye thy. Nehru hindu k bachy ko Hijaaz-e-Muqadas men bulwaya gaya thaa. Aur Zia ne budha k mujasimy par phool charhaye thy. Agar Huzoor-e-Akram ki qabr par janna shirk hay, to ye kya hay ? Zaroor batanna. Edited 1 اکتوبر 2007 by Mujtaba Mudasir bhai plz show patience and dont use abusive language again. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Shoaib sahib aap ka article parh kar tau yeh lagta hay keh yeh kissi kharji nay apni kharjiyyat ki masti main likha hay keh saari duniya keh msul;man mushrik ho gaye hain aur bus thorray say hee Muwahid bachay hain. anywayz aap ko poora poora huq hay keh aap muslmanon ko mushrik banain aur uss kay liye quran o hadees say saboot bhi paish karain. laikin iss main yeh khyaal rakhain keh iss main aap saari duniya keh muslmanon ko mushrik kqarar daitay daitay apnay aap aur apnay firqay kay doosray loggon ko bi mushrik na bana dain. kiun keh aap loggon kay kufro shirk kay fatwaon say kasar aouqaat aisa hee hota hay keh uss ki zadd main Aaima , Muhadiseen,Mufasireen, Sahaba aur aksar auqat Rasool bhi aajatay hain. aur aap ki aik baat mujhay buhat pasand aai keh aap nay kissi bhi behas main phansnay say pehlay hee unn kitabon say braat ka izhar kar diya jo aap kay firqay ki asaas aur bunyaad hain. for example Molvi ismail dehlvi ki kitaab Taqwiyyatul Iman jo keh uss nay apnay taor par Quran o hadees ko samnay rakh kar likhi thi. aur jo kuch gustakhian uss kitaab main uss nay ki hain main uss ki taraf nahi jaan chahta. laikin aik baat yeh kehna chahoon ga keh aap ka har Aalim yeh dawa karta hay keh uss ka Manhaj Quran o hadees hay aur uss ki kitaabon main ussi ki tableegh hay. laikin us skay mar kar mitti ho janay kay baad aap uss say mukar jaatay hain keh jee uss nay jo kuch likha hum uss kay zimma daar nahi. ytau yehi au hum kehtay hain keh tumharay aalim jo kuch dawa kartay hain qurano hadees ka woh uss daway main sachay nahi hotay. kiun keh aagr woh theek hon tau aaj tum logg unn ki kitabon say iss tarah baraat ka izhar na karo. taqwiyyatul Iman aap ki woh kitaab hay jis par kiye gaye aiterazaat a jawab dainay kay liye aaj tak aap kay ullma haath paon martay rahay hain. shaid issi liye keh unn kay nazdeek uss kitab amin jo kuch likha hay woh saheeh hay aur uss main kuch ghalat nahi kiun ka uss ka source quran o hadees hay. iss liye main ussi kitab say aik hadees aap ki nazar karna chahta hoon jis main aap kay Piyaray Shaheed nay apnay samait tamam duniya keh muslamnon ko mushrik qarar diyya hay. tau jub aap kay Shah ismail dehlwi ki Hadees ki tashreeh say duniya main koi muslan nahi bacha tau phir aaj kay yeh mUwahid kahan say paida ho gaye aur yeh koi anokhi baat nai hay. hazrat Muhammad sallalaho alihe wasallam nay aaj say 14 sadian pehlay hee iss fitnay say aagah kar diyya tha jo Muslmanon ko mushrik qarar day ga. aur jub main iss tarh kayy articles aur books parhta hoon tau mujhay MUKHBAR E SADIQ Hazrat Muhammad Sallalaho alaihe wasallam kay Ilm e ghaib ka kaamil saboot mil jaata hay . aap bhi yeh hadees parh lain. shaid aap ki bhi ghalat fehmi door ho jaye keh Mushrik kaun hay??? fatway lagaanay wala ya jis par fatwa lagaaya jaata hay. عَنْ حُذَيْفَةَ رضي الله عنه قَالَ : قَالَ رَسُوْلُ اﷲِ صلي الله عليه وآله وسلم : إِنَّ مَا أَتَخَوَّفُ عَلَيْکُمْ رَجُلٌ قَرَأَ الْقُرْآنَ حَتَّي إِذَا رُئِيَتْ بَهْجَتُهُ عَلَيْهِ وَکَانَ رِدْئًا لِلْإِسْلَامِ غَيْرَهُ إِلَي مَاشَاءَ اﷲُ فَانْسَلَخَ مِنْهُ وَ نَبَذَهُ وَرَاءَ ظُهْرِهِ وَ سَعَي عَلَي جَارِهِ بِالسَّيْفِ وَرَمَاهُ بِالشِّرْکِ قَالَ : قُلْتُ : يَا نَبِيَّ اﷲِ، أَيُّهُمَا أَوْلَي بِالشِّرْکِ الْمَرْمِيُّ أَمِ الرَّامِي قَالَ : بَلِ الرَّامِي. رَوَاهُ ابْنُ حِبَّانَ وَالْبَزَّارُ وَالْبُخَارِيُّ فِي الْکَبِيْرِ، إِسْنَادُهُ حَسَنٌ. أخرجه ابن حبان في الصحيح، 1 / 282، الرقم : 81، والبزار في المسند، 7 / 220، الرقم : 2793، والبخاري في التاريخ الکبير، 4 / 301، الرقم : 2907، والطبراني عن معاذ بن جبل رضي الله عنه في المعجم الکبير، 20 / 88، الرقم : 169، وفي مسند الشاميين، 2 / 254، الرقم : 1291، وابن أبي عاصم في السنة، 1 / 24، الرقم : 43، والهيثمي في مجمع الزوائد، 1 / 188، وقال : إسناده حسن، وابن کثير في تفسير القرآن العظيم، 2 / 266. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 aap nay apnay article main jo ayaat likhi hain tau un kay baaray main arz yeh hay keh unn ayaat ko parh kar tau aur bhi yaqeen ho gaya keh yeh kissi kharji zehan ka karnaama hay. aap nay Surah yousuf ki ayat number 106 ka zikr kiyya. tau iss kay baaray main jitnay bhi aqwaal miltay ahin woh yehi ain keh yeh ayat Mushrikeen .munfiqeen aur yahood o nasaara kay baaray main nazil hui. aur agar aap ka khyaal yeh hay keh nahi yeh muslmanon kay baaray amin hay tau phir mujhay aap yeh bata dian keh woh kaun kaun say sahaba thay jin kay baaray main yeh ayat nazil hui??? وَمَا يُؤْمِنُ أَكْثَرُهُمْ بِاللّهِ إِلاَّ وَهُم مُّشْرِكُونَ [12-106] اور ان میں اکثر وہ ہیں کہ اللہ پر یقین نہیں لاتے مگر شرک کرتے ہوئے Tafseer ibn e Abbas main hay keh (And most of them) the people of Mecca (believe not in Allah) deep in their hearts; it is also said that this means: they do not believe in the worship of Allah (except that they attribute partners (unto Him)) openly. imam Jalal ul Deen Suyuti rehmatullah alaih tafseer Jalalain main iss ayat keh tehat likhtay hain And most of them do not believe in God, such that they might affirm that He is the Creator and the Sustainer, without ascribing partners, to Him, by worshipping idols; which is why, when crying their [ritual] response to God, they used to say: 'At Your service, no partner have You, save a partner that belongs to You; You possess him and all that he possesses', meaning it [when they said it].(As opposed to the proper talbiya performed by Muslims during the Hajj from the moment of ihrām to the Day of Immolation. The standard form of the tabliya is: labbayka اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 abb aap ki paish karda ahadees ki taraf bhi aatay hain jis ko Muslman apnay NABI ki taraf say khushkhabri samjhtay hain laikin aap uss ko ghalat fehmi saabit kar rahay hain keh Ummate Muslima ba haysiyyat e majmui kabhi shirk nahi karray gi. امتِ مسلمہ کے خصائص میں سے ایک یہ ہے کہ حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے اِس کے لئے یہ خوشخبری دی ہے کہ اُمت مسلمہ کی اصل آزمائش مال و زر کی حرص و ہوس سے ہو گی لیکن یہ شرک میں مبتلا نہیں ہوگی۔ یہی وجہ ہے کہ باقی بگاڑ اور نقائص اپنی جگہ گھمبیر کیوں نہ ہوں مجموعی طور پر اُمت مسلمہ شرک سے محفوظ ہے۔اُمتِ مسلمہ کی اکثریت جو سوادِ اعظم ہے اور جس کے شرک و گمراہی سے اعتقادی طور پر محفوظ ہونے کی ضمانت خود حضور رسالت مآب صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے عطا فرمائی ہے۔ ستم یہ ہے کہ عصرِ حاضر میں بعض گروہوں کی طرف سے امتِ مسلمہ کی اکثریتی جماعت پر شرک کا الزام لگا دیا جاتا ہے۔ یہی وہ بنیادی فتنہ ہے جس نے اُمت کی وحدت کو پارہ پارہ کر دیا ہے۔ یہ بات ذہن نشین رکھنے والی ہے کہ حضرت عقبہ بن عامر معروف صحابئ رسول صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم سے مروی یہ حدیث دراصل حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کے آخری خطبہ کی روایت ہے۔ اس کے بعد آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے کوئی خطبہ، کوئی باقاعدہ وعظ اور خطاب منبر پر نہیں فرمایا۔ اس اعتبار سے یہ روایت اور بھی اہمیت اختیار کر جاتی ہے اور اس میں بیان کیے گئے مضامین کی حجیت مزید مسلم ہو جاتی ہے۔ حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے اپنی امت کے شرک میں مبتلا ہونے کا خدشہ ظاہر نہیں فرمایا، اس کا معنی یہ ہر گز نہیں کہ کوئی فرد شرک نہیں کرے گا بلکہ من حیث الکل شرک جیسے ظلمِ عظیم سے امت محفوظ رہے گی۔ حضرت عقبہ بن عامر رضی اللہ عنہ بیان کرتے ہیں : عَنْ عُقْبَةَ بْنِ عَامِرٍ رضي الله عنه، قَالَ : صَلَّي رَسُوْلُ اﷲِ صلي الله عليه وآله وسلم عَلَي قَتْلَي أُحُدٍ، بَعْدَ ثَمَانِيَ سِنِينَ کَالْمُوَدِّعِ لِلأَحْيَاءِ وَالْأَمْوَاتِ، ثُمَّ طَلَعَ الْمِنْبَرَ، فَقَالَ : إِنِّي بَيْنَ أَيْدِيکُمْ فَرَطٌ وَأَنَا عَلَيْکُمْ شَهِيدٌ، وَإِنَّ مَوْعِدَکُمُ الْحَوْضُ، وَإِنِّي لَأَنْظُرُ إِلَيْهِ مِنْ مَقَامِي هَذَا، وَإِنِّي لَسْتُ أَخْشَي عَلَيْکُمْ أَنْ تُشْرِکُوْا، وَلَکِنِّي أَخْشَي عَلَيْکُمُ الدُّنْيَا أَنْ تَنَافَسُوْهَا قَالَ : فَکَانَتْ آخِرَ نَظْرَةٍ نَظَرْتُهَا إِلَي رَسُوْلِ اﷲِ صلي الله عليه وآله وسلم . مُتَّفَقٌ عَلَيْهِ وَاللَّفْظُ لِلْبُخَارِيِّ. أخرجه البخاري في الصحيح، کتاب : المغازي، باب : غزوة أحد، 4 / 1486، الرقم : 3816، ومسلم في الصحيح، کتاب : الفضائل، باب : إثبات حوض نبينا صلي الله عليه وآله وسلم وصفاته، 4 / 1796، الرقم : 2296، وأبوداود في السنن، کتاب : الجنائز، باب : الميت يصلي علي قبره بعد حين، 3 / 216، الرقم 3224، وأحمد بن حنبل في المسند، 4 / 154، والطبراني في المعجم الکبير، 17 / 279، الرقم : 768، والبيهقي في السنن الکبري، 4 / 14، الرقم : 6601، والشيباني في الآحاد والمثاني، 5 / 45، الرقم : 2583. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Shoaib agar Huzoor-e-Akram, Noor-e-Mujasam ki Qabr but hay, to tum ye batao k gaandhi ki samadhi, bhudha ki qabr, George Washington ki Qabr wo kiya hain ?Aur un poar haaziri denna kya hay ? Shirk hay k nahin ? Kiyoun k tery Najdi Faisal ny George Washington ki Qabr par phol charhaaye thy. Nehru hindu k bachy ko Hijaaz-e-Muqadas men bulwaya gaya thaa. Aur Zia ne budha k mujasimy par phool charhaye thy. Agar Huzoor-e-Akram ki qabr par janna shirk hay, to ye kya hay ? Zaroor batanna....................... Asslamoalaikum 2 all Muslims, Bhai mere her cheez ko tassub se dekhna koi achi baat nahin. Main ne kahan Nabi ki Qaber ko Butt kaha hai? Main ne apni to koi baat nahin ki main ne to hadees paish ki hai k Nabi ne Allah se dua ki thi k meri qaber ko butt na banane dena aur iss se yeh masla nikalta hai k aik qaber bhi butt ho sakti hai. Aap yeh bataen k main ne Zia-ul-Haq, Shah Faisal ya kissi ki koi baat paish ki hai? Ya un ko apna peshwa kaha hai k unnhon ne jo kia uss per hujjaten paish keron. Doosra yeh k Qaber per phool charhane ko kiss ne shirek kaha hai? Mere article main aisi koi baat hai?? Jo baat ki gai hai uss per comments karen. Aakhir main bhi khoob kahi k "ager Hazoor ki qaber per bhi jana shirek hai to......." Oh mere bhai main ne kahan likha hai k Nabi ki Qaber per jaana shirek hai???? Main kehta kuch hoon mtlab koi nikal rahe ho. Bhai mere dhiyan se parho main ne iss article main shirek kia hai, kia nahin, iss per to baat hi nahin ki. Iss main sirf itni baat samjhai gai hai k jo yeh samjha jaata hai k Ummet-e-Muslima shirek nahin ker sakti to yeh baat galat hai. Shirek kia hai kia nahin uss per to ahista ahista mazeed likhoon ga. Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 (ترمیم شدہ) aap nay apnay article main jo ayaat likhi hain tau un kay baaray main arz yeh hay keh unn ayaat ko parh kar tau aur bhi yaqeen ho................... Asslamoalaikum, Main ne apne article main jo surah Yousaf ki aayet pesh ki jis per aap ne aitraaz yeh kia hai k main ne woh musalmanon per laga di hai. Mujhe intahai afsos se kehna parr raha hai k aap log khule dil se meri baat ko parhte nahin aur ilzam laga dete hai jo main kehta bhi nahin, yahan bhi yehi hua. Jahan main ne yeh aayet pesh ki hai uss k baad main ne saaf likha hai k" iss aayet main Allah ne saaf wazahet ker di k Mushrikeen main se akser......." Jab main ne khud mushrikeen ki wazaher ker di thi, phir mere per yeh ilzaam kia maani rakhta hai? Iss aayet ko paish kerne ka maqsad sirf yeh tha k Allah ko maante hue bhi shirek hota hai. Haan doosri aayet main Allah ne musalmanon ko kaha hai k ager tum logon ne Mushrikon ya kuffar ki Ataat ki to tum bhi mushrik ho jao ge. Iss se wazeh aur kia baat ho sakti hai k Musalmaan bhi shirek ker k Mushrik ho sakta hai. Main ne jo ahadees pesh ki hain woh bhi saaf hain k Ummet main shirek ho sakta hai. Aap ne jo ahadees pesh ki hain unn main se kissi main yeh nahin k ummet se shirek ho hi nahin sakta. Apne bhai ko mushrik kehne waali hadees bhi tab mujh per lagti hai jab main ne kissi khaas ferd per Mushrik hone ki tohmet lagai ho. Werna to aap logon ne bhi Zia-ul-Haq ko mushrik kaha hai ooper saboot majood hai aik reply main to phir yeh hadees aap logon per na laga di jae. Main ne apne iss article main iss baat ki wazahet to ki hi nahin k kia shirek hai kia nahin, to phir aap mujhe kaise keh sakte hai k main nne sab ko mushrik keh dia hai. Main pehle bhi keh chuka hoon ke khud ko Ahlesunnat kehna Ahlesunnat hone ki daleel nahin bal k amel batae ga jab ayenda mazedd topics per baat ho gi to pata chal jae ga k Mohadasseen, Aema Ikraam ke khilaaf kis k aqaed o amaal hain. Abhi to jo kaha hai ussi topic main rehen. Aap ne aik hadees pesh ki hai k jis ka mefhoom hai k Naaji jamaat woh hai jo uss tareeqe per ho gi jis per Nabi aur Sahaba Ikraam hain. Allah aap ko jazae khair de buss issi ko pakar lain apne aqeede aur apne amaal check kerna start ker dain k kon kon se aqeede aur amaal inn Paak hastion ke the phir ussi ko pakar lain. Qisse, kahanion se jin kitabon main daleel li jaati hai unhen chor dain. Meri bhi aap se yehi guzarish hai. Aap se yeh bhi guzarish hai k barae meherbaani meri post ko dhiyaan se parhen aur jo baat main ne ki hai uss per hi bahes karen jo main ne ki hi nahin usse mere ser na lagaen. jo topic se ger mutaliqa baten hain unhen kot na kren, baat phelti chali jaati hai. Allah ham sab ko hadayet se nawaze, Aameen. Edited 1 اکتوبر 2007 by ya mohmmadah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 mujtaba bhai aapki post ke liye...O Gumrah Shoaib (yahi naam hai na tumhara) whatever jo bhi naam ho...mujtaba bhai ye confused hai isko khud bhi nahi maloom ye yahan kya sabit karny aaya hai...quran or hadees ko misquote kar ky iska poora zor is bat par hai ki Ummat e Muslima me shirk ho sakta hai ya ho raha hai....to aey gumrah humny kab mana kiya ki nahin ho sakta karny waly karty hongy...hum Ahle Sunnat wal Jamat ke maslak mein, humary aqaid mein, humari moatbir qutub mein..na hi shirk kabhi ho sakta tha na kabhi shirk hai or na hi insha Allah kabhi hoga....jo shirk karty hain tum wahan ja kar apna barood kharch karo yahan shirk nahin.... Jitny dalail diye sab hazam kar gaye tum GOU ka ghosht samajh kar. or phir ab apni khabasat par utar aaye............ Aap ne aik hadees pesh ki hai k jis ka mefhoom hai k Naaji jamaat woh hai jo uss tareeqe per ho gi jis per Nabi aur Sahaba Ikraam hain. Allah aap ko jazae khair de buss issi ko pakar lain apne aqeede aur apne amaal check kerna start ker dain k kon kon se aqeede aur amaal inn Paak hastion ke the phir ussi ko pakar lain. Qisse, kahanion se jin kitabon main daleel li jaati hai unhen chor dain. Alhamdo Lillah Humara aik aik Aqeeda or Mamlaat Quran or Sunnat par mabni hain...Raha amaal to uski maqbooliyat ka wasila bhi mere mustafa kareem ki zaat e muqaddasa hai...TUM GMs ne to koi kasar baki na chori unki or unky pyaron ki gustakhi mein...to insha Allah Amalon ka tokra sir par liye Dakhil e Jehnnaum ho hi jaogy ismy shak nahin.........Allah tumhy tumhary manzil tak pohchaye.. or ye batao Muslamano ki musallamat aqaid par or ijma e ummat shak karky kahin tum Tafseer ibn kaseer me quote ki gayi us hadees ke misdaq to nahin ban gaye.....jisko bhi tumny bari aasani se hazam kar liya shreer e madar samajh kar. Mujtaba bhai aapny GM ki post parh kar andaza to laga liya hoga ki inki ilmi sadaqat ke kya haal hain or insy kis had tak ilmi muzakira kiya ja sakta hai...insy se ilmi behas apna time zaya karna hai... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 mujtaba bhai aapki post ke liye...O Gumrah Shoaib (yahi naam hai na tumhara) whatever jo bhi naam ho...mujtaba bhai ye confused hai isko khud bhi nahi maloom ye yahan kya sabit karny aaya hai...quran or hadees ko misquote kar ky iska poora zor is bat par hai ki Ummat e Muslima me shirk ho sakta hai ya ho raha hai....to aey gumrah humny kab mana kiya ki nahin ho sakta karny waly karty hongy...hum Ahle Sunnat wal Jamat ke maslak mein, humary aqaid mein, humari moatbir qutub mein..na hi shirk kabhi ho sakta tha na kabhi shirk hai or na hi insha Allah kabhi hoga....jo shirk karty hain tum wahan ja kar apna barood kharch karo yahan shirk nahin.... Jitny dalail diye sab hazam kar gaye tum GOU ka ghosht samajh kar. or phir ab apni khabasat par utar aaye............ Alhamdo Lillah Humara aik aik Aqeeda or Mamlaat Quran or Sunnat par mabni hain...Raha amaal to uski maqbooliyat ka wasila bhi mere mustafa kareem ki zaat e muqaddasa hai...TUM GMs ne to koi kasar baki na chori unki or unky pyaron ki gustakhi mein...to insha Allah Amalon ka tokra sir par liye Dakhil e Jehnnaum ho hi jaogy ismy shak nahin.........Allah tumhy tumhary manzil tak pohchaye.. or ye batao Muslamano ki musallamat aqaid par or ijma e ummat shak karky kahin tum Tafseer ibn kaseer me quote ki gayi us hadees ke misdaq to nahin ban gaye.....jisko bhi tumny bari aasani se hazam kar liya shreer e madar samajh kar. Mujtaba bhai aapny GM ki post parh kar andaza to laga liya hoga ki inki ilmi sadaqat ke kya haal hain or insy kis had tak ilmi muzakira kiya ja sakta hai...insy se ilmi behas apna time zaya karna hai... Asslamoalaikum 2 all Muslims, "ya-Muhammadah" main aap ki meethi zuban ka to pehle se hi qael ho chuka hoon, mager aap her mertaba iss ka saboot mazeed dete hain. Ager aap bhi yehi kehte hain k shirek ho sakta hai aur aap iss se inkar nahin kerte jaisa k aap ne khud likha hai to phir gussa kis baat ka hai mere dost yehi main ne bhi likha hai. aap yeh bataen k main ne abhi tak konse muslima aqaed ke hilaaf koi kufria baat kahi hai jis ki wajah se aap ne mujhe jahanum ka perwana dia hai, jaise jahanum aap ki zaati jaageer hai ya Jannat main aap ne apna thikana dekh rakha hai jo doosron ko jahanum ke plot taqseem ker rahe hain?? Khuda k liye aap log apne siwa kissi ko musalmaan samajhte bhi hain ya nahin aur ilzaam phir ham per hi k ham sab ko gumrah kehte hain. Apna tarz-e-amal dekh lain baar baar bila daleel gumrahi ka fatwa. Lakin kia main ne aap main se kissi aik ko zaati tanqeed ka nishana banaya hai??? Kia Nabi ne barre barre gumrahon k liye bhi aise alfaaz istimaal kiye hai jaisa k aap mujh per ker rahe hain????(woh bhi bila daleel) Abb tak jo main ne kaha hai uss main se konsi baat aisi hai jis per aap ko main kaafir ya gumrah nazer aaya??? Aap ne jo yeh kaha hai k main tafseer Ibn-e-Kaseer ki ahadees hazam ker gaya hoon to uss ka jawab bhi main de chuka hoon k woh meri post k hilaaf nahin. Ager aap ko lagta hai k meri Ilmi hasiyet kuch nahin aur mere se ilmi guftagoo fazool hai to koi baat nahin. Mujhe apne Ilm per koi Fakher bhi nahin, mera bherosa to apne Allah ki zaat per hi hai. Aap ko lagta hai k meri post ka jawab aap logo ne de dia hai to bohat acha. Logon k saamne donon maoqaf hain woh khud dekh lain ge k kis ne daleel apne maoqaf per sahih di hai aur kis ko confusion hai??? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Ager aap bhi yehi kehte hain k shirek ho sakta hai aur aap iss se inkar nahin kerte jaisa k aap ne khud likha hai to phir gussa kis baat ka hai mere dost yehi main ne bhi likha hai. mere samajh me yahan ye baat nahin aa rahi ki yahan Ahle sunnat wal jamat jo sawady azam hai inky aqaid mein chatak bhar Angrezon ki paidawaar GM ko kon sa shirk nazar aa raha hai jo tumhy ye topic banana parha....saaf saaf kaho ki me aap Ahle Sunnat ke aqaid par aap logo ko yahan mushrik tehrany aay hu...lagta hai tumhy kuch ilm ki darkaar hai is "Towheed or Shirk" ke topic par to just use ur top floor if u have to read and clarify your doubts regarding this issue... http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=113 Khuda k liye aap log apne siwa kissi ko musalmaan samajhte bhi hain ya nahin aur ilzaam phir ham per hi k ham sab ko gumrah kehte hain. Apna tarz-e-amal dekh lain baar baar bila daleel gumrahi ka fatwa oh kya itna bura laga aapko wasiy mene apni poori post me aapko kafir hargiz nahin kaha haan aapko showk ho apny aapko kehlany ka to ismy mujhy koi aitraaz nahin..rahi baat gumrah hony ki to wo to rozy e roshan ki tarah waze hai ki jo ijma e ummat se hata or Ahle Sunnat wal Jamat se alag hua or phir kareeb 100-150 saal pehly biddati ki tarah janma wo GM Group gumrah nahin to or kya hau....?? Kia Nabi ne barre barre gumrahon k liye bhi aise alfaaz istimaal kiye hai jaisa k aap mujh per ker rahe hain????(woh bhi bila daleel) kya nabi ne bhi kisi forum par is tarah musalmano khilaaf shirk ke ilzaam wali post ki thi?? EMOTIONAL DRAMY BAZI BAND KARO OR SAAF SAAF IQRAAR KARO KI IS POST KA MAQSAD AHLE SUNNAT WAL JAMAT PAR SHIRK ME MULAWWIZ HONY KA ILZAAM LAGANA NAHIN TO PHIR OR KYA HAI ?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
YA RASOOLULLAH مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Alhamdo Lillah Humara aik aik Aqeeda or Mamlaat Quran or Sunnat par mabni hain...Raha amaal to uski maqbooliyat ka wasila bhi mere mustafa kareem ki zaat e muqaddasa hai...TUM GMs ne to koi kasar baki na chori unki or unky pyaron ki gustakhi mein...to insha Allah Amalon ka tokra sir par liye Dakhil e Jehnnaum ho hi jaogy ismy shak nahin.........Allah tumhy tumhary manzil tak pohchaye.. ye in ko ALLAH azwjal kis tarah pasand karta hai in wahabeow ko in ko pata nahi chalta k ham itni gustakhian kartay hain hai afsoss....to ye kis kosh fahme main mubtala hain hay hay hay... suraj ultay paoow paltay chand isaray say ho chak! anday najdi deakh lay qudrat rasoolullah ke! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 mere samajh me yahan ye baat nahin aa rahi ki yahan Ahle sunnat wal jamat jo sawady azam hai inky aqaid mein chatak bhar Angrezon ki paidawaar GM ko kon sa shirk nazar aa raha hai jo tumhy ye topic banana parha....saaf saaf kaho ki me aap Ahle Sunnat ke aqaid par aap logo ko yahan mushrik tehrany aay hu...lagta hai tumhy kuch ilm ki darkaar hai is "Towheed or Shirk" ke topic par to just use ur top floor if u have to read and clarify your doubts regarding this issue... http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=113 oh kya itna bura laga aapko wasiy mene apni poori post me aapko kafir hargiz nahin kaha haan aapko showk ho apny aapko kehlany ka to ismy mujhy koi aitraaz nahin..rahi baat gumrah hony ki to wo to rozy e roshan ki tarah waze hai ki jo ijma e ummat se hata or Ahle Sunnat wal Jamat se alag hua or phir kareeb 100-150 saal pehly biddati ki tarah janma wo GM Group gumrah nahin to or kya hau....?? kya nabi ne bhi kisi forum par is tarah musalmano khilaaf shirk ke ilzaam wali post ki thi?? EMOTIONAL DRAMY BAZI BAND KARO OR SAAF SAAF IQRAAR KARO KI IS POST KA MAQSAD AHLE SUNNAT WAL JAMAT PAR SHIRK ME MULAWWIZ HONY KA ILZAAM LAGANA NAHIN TO PHIR OR KYA HAI ?? Asslamoalaikum 2 all muslims, aise ilzaam barae ilzaam bahes main bhi ker sakta hoon. Lakin yeh to her aik ka apna zaraf hai. Ahlehadees 100-150 bares pehle ki padaesh nahin kion k yeh manhaj ka naam hai aur Ahlehadees hi sahih AhleSunnat hota hai. Jin logon ne Rasm o Rawaaj ko deen bana lia ho unn ka koi taluq Ahlesunnat se hergiz nahin. Aap log khud ko Ahlesunnat kis tarah kehte hain halan k aap log Brelvi hain. Ahlesunnat se toot ker aap log hanfi hue aur phir mazeed taqseem ho ker brelvi ho gae, lakin dawa phir Ahlesunnat hone ka. Aap logon ki saari daawet Ahmed Raza Khan ke pesh kie gaye deen ki taraf hai. Jab k Ahlehadees aur Ahlesunnat ki dawet Quran-o-Hadees aur Sunnat ki taraf. Hamari dawet kissi aalim ki tarf nahin jo peda na hota to Ahlehadees bhi na hote. Haan ager Ahmed Raza na hote to Firqa-e-Brelvia hergiz na hota. Main aisi ilzaami baten hergiz na kerta mager jin logon k paas daleel ki bajae mahez ilzaam hon unn se aisi baat kerne per khud ko majboor paata hoon. phir bhi kissi ko meri kissi baat se takleef pohanch ho to maazret'khua hoon. Wasalm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 great .... thanks for sharing.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2007 Asslamoalaikum 2 all muslims, to Muslims only for rest of All HidakAllah aise ilzaam barae ilzaam bahes main bhi ker sakta hoon. Lakin yeh to her aik ka apna zaraf hai. Ahlehadees 100-150 bares pehle ki padaesh nahin kion k yeh manhaj ka naam hai aur Ahlehadees hi sahih AhleSunnat hota hai. Ahle Hadith (Naam Nihaad ) log jin hadithso ko lekar shor machaty hain or dawa karty hain ki hum haq par hain or bukhari bukhari muslim muslim karty thkaty nahin....mujhy ye batayein ki kahan likha hai quran me ya huzur ka koi farmaan ki mere baad sahib e bukhari aayengy or imam muslim etc muhaddith aaengy or meri haditho ko jama krengy to tum unpar imaan rakhna or haq or batil ka mayar unki kitabon ko rakhna....itni bhi toufeeq nahin mili tum gumrahon ko ki Aimma Mujtahedeen par tanqeed karny se pehly jis bukhari ka bukhar ( kisi shayar ne khoob kaha hai ki DEEN SEEKHA PAR DEENDAARI NA AAYI ....BUKHAAR AA GAYA PAR BUKHARI NAHIN AAYI) tum GMs par charha hai wo Imam Bukhari humary imam e azam Abu Hanifa ke amuman 1000 shagirdon me se ek shagird ke shagird they....Imam bukhari ki wiladat to bohot baad me hui mere Imam e Azam to 70 ya 80 Hijri me paida huey or qareeeb 20 sahabi e Rasool ki ziyarat se afrooz huey or Tabaieen me shumar huey.... kya baat he mere Imam e Azam ki. Jin logon ne Rasm o Rawaaj ko deen bana lia ho unn ka koi taluq Ahlesunnat se hergiz nahin.Aap log khud ko Ahlesunnat kis tarah kehte hain halan k aap log Brelvi hain. Ahlesunnat se toot ker aap log hanfi hue aur phir mazeed taqseem ho ker brelvi ho gae, lakin dawa phir Ahlesunnat hone ka. Aap logon ki saari daawet Ahmed Raza Khan ke pesh kie gaye deen ki taraf hai. Jab k Ahlehadees aur Ahlesunnat ki dawet Quran-o-Hadees aur Sunnat ki taraf. Hamari dawet kissi aalim ki tarf nahin jo peda na hota to Ahlehadees bhi na hote. Haan ager Ahmed Raza na hote to Firqa-e-Brelvia hergiz na hota. Main aisi ilzaami baten hergiz na kerta mager jin logon k paas daleel ki bajae mahez ilzaam hon unn se aisi baat kerne per khud ko majboor paata hoon. phir bhi kissi ko meri kissi baat se takleef pohanch ho to maazret'khua hoon. Wasalm Dekh lein sunni bhaiyo Emotional baton ka libada orhy, salah-islah ka fareb liye ye sahab aaey thy jin ki asliyat upar ke quote se munkashif ho gayi hai....kher miyan aapki islah ke liye or aapky aqeed e shirk or towheed ke liye kuch mazeed information de raha hu....ummed hai DIMAG KE KUCH TABAQ ROSHAN HO JAYEIN....par ummed kam hi hai... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 to Muslims only for rest of All HidakAllah Ahle Hadith (Naam Nihaad ) log jin hadithso ko lekar shor machaty hain or dawa karty hain ki hum haq par hain or bukhari bukhari muslim muslim karty thkaty nahin....mujhy ye batayein ki kahan likha hai quran me ya huzur ka koi farmaan ki mere baad sahib e bukhari aayengy or imam muslim etc muhaddith aaengy or meri haditho ko jama krengy to tum unpar imaan rakhna or haq or batil ka mayar unki kitabon ko rakhna....itni bhi toufeeq nahin mili tum gumrahon ko ki Aimma Mujtahedeen par tanqeed karny se pehly jis bukhari ka bukhar ( kisi shayar ne khoob kaha hai ki DEEN SEEKHA PAR DEENDAARI NA AAYI ....BUKHAAR AA GAYA PAR BUKHARI NAHIN AAYI) tum GMs par charha hai wo Imam Bukhari humary imam e azam Abu Hanifa ke amuman 1000 shagirdon me se ek shagird ke shagird they....Imam bukhari ki wiladat to bohot baad me hui mere Imam e Azam to 70 ya 80 Hijri me paida huey or qareeeb 20 sahabi e Rasool ki ziyarat se afrooz huey or Tabaieen me shumar huey.... kya baat he mere Imam e Azam ki. Dekh lein sunni bhaiyo Emotional baton ka libada orhy, salah-islah ka fareb liye ye sahab aaey thy jin ki asliyat upar ke quote se munkashif ho gayi hai....kher miyan aapki islah ke liye or aapky aqeed e shirk or towheed ke liye kuch mazeed information de raha hu....ummed hai DIMAG KE KUCH TABAQ ROSHAN HO JAYEIN....par ummed kam hi hai... Asslamoalaikum 2 all muslims, Aap mujhe kehte hai k emotional hoon aur khud gusse main aisi aisi maarte hai k jin ka na sir na per. Aap ne kaha k Nabi ne kahan kaha hai k mere baad Bukhari o Muslim ki hi manana. To mere dost ham ne kab kaha hai Imam Bukhari Ya Imam Muslim ki mano. Ham to uss hadees ko maante hain jo woh pesh kerte hain. Ager sahis hadees koi bhi pesh kare ham manane k liye tiar hain. Abb chahe woh hadees Imam Bukhari pesh karen ya Imam Abu Hanifa. Sirf uss ko sahih hona chahiye. Aap log Imam Abu Hanifa ki hadees nahin maante bal k taqleed kerte ho jo bila daleel hoti hai (Taqleed ka maani hi kissi ki baat bila daleel manana hai hanfi books main dekh lain). Aik aur baat per gor kero sab se ziada tum ne shor machaya hua tha k aqeede per baat kero aur abhi sirf pehli post main ne ki hai k tum ne kabhi yeh kehna shuroo ker dia k Ahlehadees nai pedawaar hain, kabhi yeh k Imam Abu Hanifa qareeb k hain. Abb jo topic hai ussi per post kero. Ager Imam Abu Hanifa ki taqleed issi liye behter hai k woh ziada qareeb k hai to phir kissi Sahabi ki taqleed kion nahin ker lete woh to mazeed qareeb ho ga Nabi se. Imam Abu Hanifa ne kabhi yeh nahin kaha tha k meri taqleed kero na unn k apne shagirdon ne aisi baat koi tasleem ki bal k daleel ki buniad per unn se ikhtilaaf kia. Mager aafreen hai aane walon per jinhon ne taqleed ko laazim ker dia. Aap ne yeh bhi likha k Imam Abu Hanifa, 20 Sahaba Ikram se mille. Mahez sunni sunai na maaren, Ager aap ko iss baat yaqeen hai to 20 choren 10 Sahaba Ikram ka naam sahih saabit ker dain, main sab kuch chor ker aap ki maan loon ga k aap log sache ho aur jhoot nahin bolte. Ager na ker sake to phir maan lena k aap logon ko jhooti baaton se perchaya jaata hai. Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 (ترمیم شدہ) name='khalil rana' post='12606' date='Oct 2 2007, 05:26 Janab Khalil Rana Sahib, Aap se to mujhe aisi bachkana baaton ki umeed nahin thi. Aap ne pehle hadees hi jo pesh ki hai main iss ka jawab pehle bhi de chuka hoon k yeh to tab hai jab main kissi ko mushrik keh ker bila hujjet uss ke qatel ke derpe hoon. Ager iss se muraad yeh hai k shirek ko shirek hi naa kaha jae to yeh intahai galat baat hai. Doosra yeh k yeh hadees aap logon k khilaaf hai kion k ooper aik reply main Zia-ul-Haq ko mushrik o Kaafir kaha gaya hai aap ke fareeq ki tarf se. Doosri hadees main bhi yehi baat hai k Ummet k log Ijmaa k saath shirek nahin karen ge werna shirek ker sakte hain jaisa k main ne bohat si ahadees naqal ki hain. Nabi ki qaber butt banane se mehfooz hai Allah ne aisa intezaam kia hai k aap logon ko wahan phatakne bhi nahin dia jaata. Mera uss hadees ko pesh kerne se maqsood sirf yeh tha k aik qaber bhi butt ho sakti hai jiss se aap inkaar nahin ker sake, AllHamdulillah. Hadees k mutabiq ham bhi kissi gunah ki wajah se hergiz kissi ko muchrik nahin kehte. Kufaar k haq main naazil hone waali aayaat ko musalmaanon per chespaan kerna yaqeenan sahih nahin mager ager koi shirek kere ga to usse to shirek waali aayaat sunai jaen gi k nahin. Werna to phir jitna baatil firqe hain unn per koi aayet nahin pesh ki jaa sakti k woh unn k haq main to naazil nahin hui. Khud kia aap iss baat ko maante hain k Gustaak-e-Rasool per woh aayeten pesh nahin kerni chahiyen jo kufaar ke haq main naazil hui hain....? Aap ne bhi tasleem ker lia hai k Quran main jitni shirek k khilaaf aayeten pesh ki gai hain unn main shirek se daraia gaya hai to phir saabit hua k shirek ho sakta hai to daraia gaya hai. Yeh ham per buhtaan hai k ham her dor k EemanDaron ki aksiriat ko mushrik qara dete hain??? Mazaraat per jo kuch hota hai aap kabhi bhi uss ko her zamane main saabit nahin ker sakte kahan yeh baat k aksiriet inn kamon ko sahih her dor main samajhti thi. Nabi ki wazeh hadees hai k deen ajnabi tha aur anqareeb ajnabi ho jae ga aur aaj yehi soort-e-haal hai. Aksiriet deen main kabhi bhi miar nahin rahi. Baat ussi ki deen main sahih hai jo dallel se baat kare werna aaj kaseer musalmaanon ki hi jo haalat hai kia aap usse deen tasleem kerte hain..? Mushware ka hukam dia gaya hai musalmanon ko apne duniavi maamlaat main werna jahan daleelse baat saabit ker di jae wahan aksiriet ka faisla thukra dia jaata hai bal k duniavi maamlaat main bhi ameer paaband nahin hota Shoora ka. Hazzret Abu Baker Sadeeq R.A. ke kai faisle aise the jo jamhoor k rae ke khilaaf the jaise Zakaat na dene walon se Jihaad ka faisla. Soorah Yousaf ki aayet ka jawab bhi main de chuka hoon k main ne uss k neeche wazahet ki hai dhiyaan se parhen. isse iss per pesh kia gaya hai k Allah per emman k saath bhi shirek hota hai. Barae meherbaani bahes barae bahes na kerain bal k jo baat abhi main ne ki hi nahin mere per woh na lagaen. Abhi jab baat yeh ho gi k shirek kia hai kia nahin to phir aisi baten pesh kijie ga ta k ussi tanazer main uss per baat ho sake. Wasalam Edited 7 اکتوبر 2007 by Mujtaba Quoted images removed اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 jnab telinoor sahib aap ne muslamanoon ki aksriyat ko mushrik kehne ki apne mazmoon main khud terdeed ki hoi hai . yeh kon kehta hai keh umat main kisi qisam ka shirak naheen ho sakta . ab aap yeh likhein keh umat muslma main kiya shirak ho rha hai? yani aap kin batoon ko shirak kehte hain , pher baat chle gi. khalil rana اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Janab Khalil Rana Sahib, Aap se to mujhe aisi bachkana baaton ki umeed nahin thi. Magar humy GMs Se aisi hi jahliana baton ki ummed thi... Nabi ki qaber butt banane se mehfooz hai Allah ne aisa intezaam kia hai k aap logon ko wahan phatakne bhi nahin dia jaata. Mera uss hadees ko pesh kerne se maqsood sirf yeh tha k aik qaber bhi butt ho sakti hai jiss se aap inkaar nahin ker sake, AllHamdulillah. Muslalmano ke qatilon or ummat e mohammadiya ko mushrik qaraar dene walo ki wakalat karny walon jis khabasat ka humy intezaar tha wo aap se zahir ho rahi hai....Allah aap ko is khidmat e Azazeel par aapko aapki manzil tak pochaeyga jald Insha Allah Aap ne yeh bhi likha k Imam Abu Hanifa, 20 Sahaba Ikram se mille. Mahez sunni sunai na maaren, Ager aap ko iss baat yaqeen hai to 20 choren 10 Sahaba Ikram ka naam sahih saabit ker dain, main sab kuch chor ker aap ki maan loon ga k aap log sache ho aur jhoot nahin bolte. Ager na ker sake to phir maan lena k aap logon ko jhooti baaton se perchaya jaata hai. Imam Abu Hanifa (rh) was born in 80 AH in Kufa (present day Iraq, geographically located next to Basra). It was in 17AH that Hadhrat Umar(RA) ordered the foundation stone and building of Kufa and it was later that it was established as the capital of the Khilafah during the rule or Ali(RA). During the era of Imam Abu Hanifa Kufa was the residence of more than 1050 Sahaba. of whom 26 were veterans of Badr. It was here in Kufa the grandfather of Imam Abu Hanifa was blessed with the oppurtunity to meet Hadhrat Ali(RA) in person and it was on this occasion that Hadhrat Ali(RA) made dua for the offspring of Zuta. Abu Hurairah(RA) narrated that Rasoolillah(SAW) said "If Ilm was suspended from the Turaiya star and the Arabs are unable to reach it, even then a man from the sons of Persia will be able to reach it" (Bukhari, Muslim & Tabarani). In commentary of this hadith Imam Suyuti(rh), the renowned Shafie scholar, said "It has been communicated unanimously that this hadith refers to Imam Abu Hanifa." Imam Abu Hanifa was born in the generation of the Tabi'een and peronally met at least 5 Sahaba. His being a Tabie was affirmed by Imam Nawawi and Imam Dhahabi, with Hafiz ibn Hajr al Asqalani quoting meetings with 8 Sahaba in his lifetime. Some reports narrate these as including Anas ibn Malik, 'Abdullah ibn Abi Awfa, Sahl ibn Sad as-Sa'idi and Abu al-Fadl Amir ibn Wathila . He started to learn 'ilm al-fiqh in the classes of Hammad ibn Abi Sulaiman(rh) at the age of 22 and enjoyed the companionship of many notables of the Tabiin, and of Imam Jafar as-Sadiq (rh). Aap ne pehle hadees hi jo pesh ki hai main iss ka jawab pehle bhi de chuka hoon k yeh to tab hai jab main kissi ko mushrik keh ker bila hujjet uss ke qatel ke derpe hoon. Ager iss se muraad yeh hai k shirek ko shirek hi naa kaha jae to yeh intahai galat baat hai. Doosra yeh k yeh hadees aap logon k khilaaf hai kion k ooper aik reply main Zia-ul-Haq ko mushrik o Kaafir kaha gaya hai aap ke fareeq ki tarf se. Shirk ko tareef tumhy barha de di gayi par tumhari naqis aql me wo kahan samaeygi...Ab ye karo shoaib GM ki shirk ki tareef karo or phir apna wahid maqsad means Ahle Sunnat wal Jamat ko mushrik sabit karo do agar waqai apny....... Kufaar k haq main naazil hone waali aayaat ko musalmaanon per chespaan kerna yaqeenan sahih nahin mager ager koi shirek kere ga to usse to shirek waali aayaat sunai jaen gi k nahin. Werna to phir jitna baatil firqe hain unn per koi aayet nahin pesh ki jaa sakti k woh unn k haq main to naazil nahin hui. Khud kia aap iss baat ko maante hain k Gustaak-e-Rasool per woh aayeten pesh nahin kerni chahiyen jo kufaar ke haq main naazil hui hain....? lafzon se khelna tumhy tumhary GMs ne achcha sikhaya hai....par baat wahin ki wahin hai ki shirk ki tareef quran o sunnat se kar do or phir kisi musalmaan par shirk ka fatwa lagao jis ko tum GMs ne khel bana rakha hai.... Yeh ham per buhtaan hai k ham her dor k EemanDaron ki aksiriat ko mushrik qara dete hain??? Mazaraat per jo kuch hota hai aap kabhi bhi uss ko her zamane main saabit nahin ker sakte kahan yeh baat k aksiriet inn kamon ko sahih her dor main samajhti thi. Tumhari badqismati se aksariyat Ahle Sunnat wal jamat ki hi hai jo shumaal se junoob tak or mashrik se maghrib tak wahi aqeedy rakhty hai or rakhti chali aai hai jisy tum GM mushrikana karar dete aaye ho...or hum kya sabit kar sakty hain kya nahin wo to tumhy aany wala waqt bata hi dega...Pehly zara apna ilmi shahkar dikhao or shirk ki tareef quran or hadees se karo.... Nabi ki wazeh hadees hai k deen ajnabi tha aur anqareeb ajnabi ho jae ga aur aaj yehi soort-e-haal hai. bari wazeh lagi aapko ye hadees kya yahi hadees wazeh thi or jo aapko pesh ki gayi wo to apaky mayar pe nahin sahi lagi or na hi aapko unka wazeh hona sahih laga..kher khuda jab deen leta hai to aql cheen leta hai...tumhary Shah ismail Dehlwi ne jis aql e saleem ka muzahira apni kitab taqwiatul imaan me kiya tha or wo thandi hawa chala kar khud mushrik ho gaya tha or tumhary baap dadao ko bhi mushrik bana gaya tha...lagta hai tum unhi ki paidawaar ho kyu ke tum logo ko mushrik banny ka bara showk hai....deedy khol ke parho ki wo daur jab islam ajnabi ban jayega wo isa aleh salam ke baad ka dor hai jaisa ki Hazrat Abdullah Ibn Umar ki hadees se sabit hai jo Muslim or Mishkat me aayi hai... Aksiriet deen main kabhi bhi miar nahin rahi. Baat ussi ki deen main sahih hai jo dallel se baat kare werna aaj kaseer musalmaanon ki hi jo haalat hai kia aap usse deen tasleem kerte hain..? Mushware ka hukam dia gaya hai musalmanon ko apne duniavi maamlaat main werna jahan daleelse baat saabit ker di jae wahan aksiriet ka faisla thukra dia jaata hai bal k duniavi maamlaat main bhi ameer paaband nahin hota Shoora ka. Hazzret Abu Baker Sadeeq R.A. ke kai faisle aise the jo jamhoor k rae ke khilaaf the jaise Zakaat na dene walon se Jihaad ka faisla. GM Shoaib kehta hai Aksariyat deen mein myar nahin...aksariyat deen me hum musalmano me isliye mayar hai ki humary Nabi ne farmaya ki meri ummat kabhi bhi gumrahi par jama nahin hogi...han tum logo ki aksariyat ki baat thory hi hai jo gumrahi par jama hai...yaqeenan Ahlesunnat wal jamat ki aksariyat or kisi masly par ijma hona hujjat hai huzur ke farmaan se. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Magar humy GMs Se aisi hi jahliana baton ki ummed thi... Asslamoalaikum 2 all muslims, Main ne pehle bhi kaha tha k sunni sunnai baten na ki jaen. Mager iss k bawajood aap ne phir aisa hi kia hai. Aap ne likha hai,"Abu Hurairah(RA) narrated that Rasoolillah(SAW) said "If Ilm was suspended from the Turaiya star and the Arabs are unable to reach it, even then a man from the sons of Persia will be able to reach it" (Bukhari, Muslim & Tabarani)." Main poochna chahta hoon k yeh hadees Bukhari-oMuslim main kahan hai? Umeed hai rehnumai karen ge. Doosra yeh k yeh hadees hergis Imam Abu Hanifa k haq main nahin hai kion k unn ka taluq persia se nahin tha. Aap ne 20 Sahaba Ikram R.A. se Imam Abu Hanifa ki mulaqaat hona bataya tha. Main ne kaha tha 10 se saabit ker dain aur abhi baat kehne, sunnane tak hi aayi hai to koi 5 kehta hai to koi 8. Jab saabit kerna parre ga to 1 Sahabi se bhi mulaqaat saabit na ho sake gi. Aur iss baat main Imam Abu Hanifa per koi zadd nahin parti mager aap log unn per aisi baten kerte hain jo saabit nahin ho saktin. Ager phir bhi aap ko apne dawe per barra maan hai to aik hadees pesh ker dain jo Imam Abu Hanifa ne kissi sahabi si bian ki ho aur woh Sahih ho...? Aksiriaet hergiz miar nahin. Nabi ki hadees k meri Ummet gumrahi per jama nahin ho gi se Ijmaa ka saboot nikalta hai. Tum log apne aqaed per Ijmaa hergiz saabit nahin ker sakte. Iss hadees se aksiriet muraad lena intahai galat hai. Jese aaj musalmanon ki aksiriet deen se door hai to kia yehi baat sahih hai...? Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Shoeb... aik baat samajh lo keh jiss ke dil per mohar lagi ho ... ussey haq aur sach baat samajh main nahi aati.. Khuda azawajal ke liye dushmani main aur khudh ko sahi samajhney ke zeham main itni door na nikal jaao keh bilkul clear aur saaf rasta phir kabhi na paa sako... Akele main ghor karo aur yeah sab posts aur books jo yahan share kee gai hain in ko dobara parho aur har zaviye se dekho keh asal sirate mustaqeem per koan hai.. woh "Ahlesunnat" jo keh Nabi Sallalah o ali wasalam kee tazeem aur azmat per behs kartey hain .. ya phir woh "Wahabi" jinnoh ne azmat-e-Rasool Sallalahoaliwaslam ko pamal karney kee napak jasarat kee aur kufriya ibaarat wali books likhi hain. Yaad rakho tum yeah keh kar bari u zimma nahi ho saktey keh main uss alim ya molvi kee baat nahi manta jiss ne aisi baatain likhi hain... kiyoon keh kudh tum jo aqeeda apna bata rahey ho woh inhi "wahabiyon" ne ejaad kiya hai.. yeah saarey hathkandey inhoan ne hi ejaad kiye hain bholey bhaalye musalmano ko phasaney ke liye.. Plz plz agar waqi ikhlas se talabe haq ke mutlashi ho to phir dimagh ko cool aur dil ko wasih kar ke in posts ko dobara parho.. Mujhey apney Allah azawajal se umeed hai keh woh tum ko seedhi rah zaroor dikhaye ga.. Aamin... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔