Jump to content

AMMI KI BADUA


Taha_Ali

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...
مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Yaar aap sab member ko sharam ani chiye wese to bohat islami Questions k liye ye forum make kya hey aap ne lakin post kye howe mujey khafi din ho gaye rozana open kar kar k thag gaya k mere Question k reply aya howa hoga lakin shame on you Alls

Edited by Taha_Ali
Link to comment
Share on other sites

 

bahiyoo ma apni maa ko songs suney say mana karta ho to baduaa mellti hey kisi bat par behas karta ho to baduaa melti hey samaj nahe ata mai karoo to kya karoo

 

 

(salam) bai tumharee dastan suni bara dokh hoa aj jo batain apni maah ke nahi chopatay or hamain kah dia k sharam kar ham members ko to log to apnay raaz chopatay hain or tum ajeeb banday ho tum nay to hamain kah dia ap logow ko sharam nahi ati mujay post kieay hoeay .....kafi batain likhian hain to sunow sach...

 

sach hamesha karwa he hota hai tumhare galti hai sab wo is tarah k zarah say late ho gia jawab tum nay ham par tankeed karni shuroo kar de pahlay apni islah karo.

 

pher apni umme jaan ke ok by

Link to comment
Share on other sites

(salam) Bhai Main Ney Pehlay Too Yeah Parha Nahin Tha

Bhai Ap Ko Ek Bat Batata Hoon Humaray Area Kay Ek Nigran Hai

Un Ko Shah Sahib Kh Kr Hum Bulatay Hain Alhamdlillah Mujay 1st Time Emamah Unhoon Ney Hi bandah Tha

Un Ki Walidah B Un K Sath Aasi Hi Pesah Aati Thin Wo Un Ko Baduain Aor Galiyan B Deti Thin But WO Un K Aagay Uff Tak Nahin Kartay Thay

Un Ki Walidah Kud Farmati Hain K Main Isay Galiyan B Deti Hoon Badduain B Lekin Yeah PIr B

Muj Say Larta Jaghrta Nahin Bal K Har Rooz Rat Ko Meray Paoon Dubata Hai

Sar Dubata Hai

i Think Agar Ap B Yeah Roweyah Apna Lain Too Madinah Madinah

Aor HanIs Silsilah Main Ap Markaz Say Taweez B Hasil Kar Saktay Hain

JazakAllah (azw)

Link to comment
Share on other sites

(salam) mein nay soch rakha tha kay aap ko reply zaroor dongi bhai but throa sa ramzan ki wajah say anay ka time nahin mil raha tha aik baat tu yee kay maa kabhi bhi aulad ko badua nahin daiti aulad bhi kuch na kuch ghalat zaroor kurti hai jabhi aisa hota hai aur mein agur aap ki baat ka yaqeen kurbhi laiti hon tu pehlay aap khud dhanday dil say apna mahasbaa karain kay aap kahan ghalat hain kuch aisa tu nahin kur rahay kay jis say un ko dukh mil raha hoo bhayya baat ko samjhoo aur maa tu maa hi hoti hai aur aap pehlay khud ko maa jaisa chahti hai jo kama kehti hain wo kurnay ki koshish karain phir dekhain Allah (azw) kaisa karam kurta hai
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...