Jump to content

Tafsir Jalalain Or Quran E Kareem Per Bohat Bara Aitraz(Jawab Inayat Kren)

Abdullah Yusuf

تجویز کردہ جواب

Is Quran e Kareem ki Ayat per aitraz aya hai k yeh wali ayat 

So be not weak and ask not for peace (from the enemies of Isl�m), while you are having the upper hand. God is with you, and will never decrease the reward of your good deeds. S. 47:35 Hilali-Khan

is doosri Ayat se takra rahi hai Dono ayaten apas main ikhtalaf kr rahin hain

But if they incline to peace, you also incline to it, and (put your) trust in God. Verily, He is the All-Hearer, the All-Knower. S. 8:61 Hilali-Khan

jawab inayat kren

In 2 Quran e Kareem ki Ayat k baad Tafsir Jalalain jo imam jalalud din sayuti  per bohat bara aitraz kiya gya jo main yahan paste kr raha hon
 
And if they incline to peace (read silm or salm, meaning, 'settlement'), then incline to it, and conclude a pact with them: Ibn 'Abbas said, 'This has been abrogated by the "sword verse” [Q. 2:191]'; Mujahid said, 'This [stipulation] applies exclusively in the context of the People of the Scripture, for it was revealed regarding the Banu Qurayza; and rely on God, put your trust in Him; truly He is the Hearer, of words, the Knower, of actions. (Tafsir al-Jalalaynonline source; bold and capital emphasis ours)

Imam jalalud din sayuti in hi 2 ayaton ko le kar farmate hain k jo ayat peace or sakoon k liye nazil huwi thee woh is ayat se mansookh ho gaye hai jis main larai krne ka hukam diya gya hai

YEH BAAT KAHAN TAK THEEK HAI OR IS PER AITRAZ HAI K ISLAM TAU KHOON KHARABA OR QATAL KA DARS DETA HAI NOUZUBILLAH 
KYUNKI JO AYAT PEACE OR SAKOON K LIYE NAzil huwi K AGAR YAHOOD AP SE AMAN OR SAKOON CHAHEN TAU UN SE MAT LARO LEKIN IMAM JALLAUDIN SAYUTI NE LIKHA K YEH AYAT IS AYAT SE MANSOOKH HO GAYE HAI K JAHAN BHI INHEN PAKARO MAAR DO 

YEH AITRAZAT AYE HAIN JAWAB INAYAT KREN MAINE JO JO US YAHOODI K ALFAZ THEY WAISE K WAISE HI YAHAN BTA DIYE HAIN JO AITRAZAT US NE KIYE THEY

Link to comment
Share on other sites

Is mein kohi contradiction nahin.

So be not weak and ask not for peace (from the enemies of Isl�m), while you are having the upper hand. God is with you, and will never decrease the reward of your good deeds. S. 47:35 Hilali-Khan

Uppar wali ayaat, jang kay doran, agar Musalmanoon ko Fatah ho rahi ho aur Kafir sulah ki dawat denh, yeh ayaan honay kay baad kay woh haar jahen gay, is context mein peace say rokti heh. Ilfaz joh under lined hen un par ghor keren.

But if they incline to peace, you also incline to it, and (put your) trust in God. Verily, He is the All-Hearer, the All-Knower. S. 8:61 Hilali-Khan

Yeh ayaat, jang say pehlay, kay wastay heh, misaal kay tor par Kafir musalmanoon kay mulk par hamla awar honay kay wastay tiyar ho, fojen border par aa jahen, jang kay ilan ka intizar ho, aur phir woh agar sula ki taraf ruju karen toh, sulah ki taraf ruju ka hokam heh. Aur khas nutqa, ayaat 8:61, mutliq hokam heh peace ki taraf ruju karnay ka, 47:35 is mutliq mein exception (ghaliban urdu mein issay istisnah kehtay hen) sabat karti heh, kay aur halatoon mein peace ki taraf ruju karo agar dushman tiyar ho jahay toh, magar is halat mein nahin jab musalmanoon ka ghalib ana larahi kay doran bilqul wazia aur kuffar ki haar bilqul wazia ho.

Jahan taq baat contradiction ki thee us ki wazahat kar deeh. Baqi kay leyeh tehqeeq ki zeroorat heh kay jamhoor ka kia nazria heh aur kin dalail par mansookh tehrahi gahi heh, jis kay leyeh meray pass waqt muyasir nahin.

Edited by MuhammedAli

Bohaaat bohaaat shukriya MuhammadAli bhai jaan jo ayat apas main takra rahin theen us ki apne bohaat achi wazahat kr dee hai 

Ab jo imam jalaludin sayuti ne apna qol likha hai k surat 9 ayat 5 wali ayat un tamam ayat ko mansookh kr rahih hai jo kufar se aman or sakoon k liye nazil huwin thee us aitraz ka jawab agar kisi ki tehqeeq ho tau jawab zaroor de den

And if they incline to peace (read silm or salm, meaning, 'settlement'), then incline to it, and conclude a pact with them: Ibn 'Abbas said, 'This has been abrogated by the "sword verse” [Q. 2:191]'; Mujahid said, 'This [stipulation] applies exclusively in the context of the People of the Scripture, for it was revealed regarding the Banu Qurayza; and rely on God, put your trust in Him; truly He is the Hearer, of words, the Knower, of actions. (Tafsir al-Jalalaynonline source; bold and capital emphasis ours)

Yeh imam jalalud din sayuti ka qol hai jis main woh bta rahe hain k kufar se aman or sakoon ki ayaten sari mansookh ho gayen hai surah 9 ayat 5 se jis main kufar se sirf kital ka hukam hai or kital hoga aman or sakoon nai hoga

IS BAAT KA JAWAB ZAROOR INAYAT KREN AGAR KISI KI BHI YEHQEEQ HO 

BERELVI ULAMA KARAM KA AQWAL PESH KREN OR DOOSRE IMAM KI TAFSEERON MUFASIREEN K AQWAL SE JAWAB INAYAT KREN YA BERELVI ULAMA K AQWAL BHI KAFI HON GE :)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...