Jump to content

Ala Hazrat Per Aitraz Ka Jawab Chahiye (Kya Ala Hazrat Se Ghalti Huwi?)

Abdullah Yusuf

تجویز کردہ جواب

Fauz e Mubīn dar Radd e Ĥarkat e Zamīn

Is kitab main Ala hazrat ne btaya hai k sun Suraj Zameen (earth) k gird ghoomta hai or chakar lgata hai jab k yeh baat tau bilkul darust nai.

Kyunki Aj ka har insan janta hai k science ne daryaft (discover) kiya hai k Zameen (Earth) or tamaam planets Sooraj (Sun) k gird ghoomte hain Zameen k gird koi planet nai ghoomta kya yeh ijtahadi ghalti hai Ala hazrat Kee ?

Mere zehan main yeh jawab aata hai k mujadid se Ijtahadi ghalti ho sakti hai 

Is ki wazahat kr den

Link to comment
Share on other sites

Bhaai.. ALAHAZRAT nay serf yhi 1 kitab es topic par nah lekhi bal_kay aor 2,3 kitabain bhe ha esi unwan par..

waisay toh boht sa hawalay day sakta hon kay aisa aqida serf ALAHAZRAT ka nahe bal-K tamam sunni ka ha.

ye 1 resala read kray:  Quran Aor Science (Mas`ala Zameen Saakin Hy. Suboot Ayaat Sy)

READ

DOWNLOAD

Edited by kashmeerkhan
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Kashmeerkhan Brother Assalamualaikum Main apki baat se bilkul agree krta hon or mera bhi yehi aqeeda hai Jo Ala hazrat ka hai
Main aik PAKKA SUNNI HANAFI BERELVI HON 
Ala hazrat tau humari jaan hain un k baghair tau aj hum deen main saans bhi nai le sakte lekin yeh maslah science ka hai
Ab is maslah main science ne yeh law bna diya hai or prove kiya hai k Sun zameen k gird chakar nai lgata yeh ghalat view hai or log tau moon per pohanch gaye hain yeh baaten sattelites se bhi detail main dekhi ja chuki hain.
Jo qurani ayat hain maine parhi hain jo apne upload keen or maine khud se bhi books parhin hain un main QURANI AYAT KA YEH ZIKAR ZAROOR MOJOOD HAI K ZAMEEN OR ASMAAN HARKAT NAI KRTE 

yeh zikar kahin mojood nai k Sun zameen k gird ghoomta hai 
Balke is ka ulat hai Zameen Sooraj sun k gird ghoomti hai baqi planets ki tarhan 
ALA HAZRAT PER YEHI AITRAZ HUWA HAI K ALA HAZRAT NE KAHA SUN JO HAI WOH ZAMEEN k gird ghoomta hai Ab is ki kya haqeeqat hai yeh main bhi nai janta kya waqai ALA hazrat ne aesa likha apni kitab main
Kyunki humari masjid k imam ne bhi yehi btaya hai k Sooraj sun zameen k gird ghoomta hai ALA HAZRAT KA NAAM LE K

Edited by Abdullah Yusuf
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Surah Al-Anbiya, Ch. No. 21, V. No. 33… (Arabic)…. That it is Allah, who has created the nights and the day…. (Arabic)…. each one travelling in a orbit, with its own motion.

Yeh mujhe Ayat bhi mil gaye Is AYAT KO LE KR ALA HAZRAT R.A NE YEH CHEEZ BAYAN KEE THEE K SUN ZAMEEN K GIRD CHAKAR LGATA HAI APNI KITAB MAIN AB YEH BAAT KAHAN TAK SAHI HAI YEH ALLAH BEHTAR JANTA HAI

وَهُوَ الَّذِي خَلَقَ اللَّيْلَ وَالنَّهَارَ وَالشَّمْسَ وَالْقَمَرَ ۖ كُلٌّ فِي فَلَكٍ يَسْبَحُونَ

  And it is He who created the night and the day and the sun and the moon; all [heavenly bodies] in an orbit are swimming.
Edited by Abdullah Yusuf
Link to comment
Share on other sites

بھائی جی۔،۔ آپ دو کام کریں

ایک تو یہ کہ اوپر میں نے جو کتاب پیش کی ہے، اسے مکمل پڑھ لیں

اور دوسرا یہ کہ اعلی حضرت عظیم المرتبت رحمہ اللہ کی یہ ۳ کتب پڑھیں خصوصا پہلی پہلی

معين مبين بهر دور شمس وسكون زمين

http://www.alahazratnetwork.org/modules/booksofalahazrat/item.php?itemid=215

فوز مبين در رد حركت زمين

http://www.alahazratnetwork.org/modules/booksofalahazrat/item.php?itemid=216

نزول آیات فرقان بسکون زمین و آسمان

http://sunnibookz.blogspot.com/2013/06/blog-post_9016.html

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

bella ji kya apne kabhi science parhi hai maine is topic per detail main reserch kee hai or result yeh nikalta hai k Ala hazrat ne Astronomy pe jo Research kr k yeh maslah bayan kiya woh kuch scientists ka bhi yehi bayan tha or Ala hazrat ke zamaney main yeh baat bilkul aik law ki tarhan mani jati thee or jis waqt aik science ki observation law man lee jaye tau woh duniya main insanon ka ijmaa hota hai

Ab baat yeh hai k bohat si theories aesi hain jin main science ka khud hi apas main ikhtlaaf hai jaise k darwin theory of Evolution is main scientists ka sadi se ikhtlaf chala aa raha hai ab na hi yeh baat sabit hai or na hi is ki koi asal hai is liye hum science ki kisi bhi theory ko foran maan kr faisla nai kr sakte or waise bhi apka kaam hai aitraz krna 
NO PROBLEM SUIT YOURSELF
OR FOR THE SAKE OF ARGUMENT MAIN APKI YEH BAAT MAN BHI LON TAU KYA SABIT HO GYA JANAB ???
YAAR KUCH AKAL KRE BNDA FAZOOL JAHAN JAGAN MILTI HAI AITRAZ KR K APNI TAANG GHUSANE KI KOSHISH KRNI HAI APNE

Edited by Abdullah Yusuf
Link to comment
Share on other sites

Bella ji apka or humara berelviyon k apas main 1000 ikhtalafat hain lekin kam se kam un hi cheezon ka reply kr diya kren jo main POST KRTA HON JO NABI KAREEM S.A.W.W PER AITRAZ HOTE HAIN YAHOODIYON OR EESAIYON KI TARAF SE
AP KO SIRF AITRAZ KRNA AATA HAI YAAR AP KA KOI REPLY KISI POST PE NAI AAYA MERI JAISE HI ALA HAZRAT K BARE MAIN KUCH DEKHA SAATH HI AITRAZ SHURU KR DIYA APNE KAM SE KAM NABI KAREEM S.A.W.W KI TOHEEN WALI POSTS DEKH KR WAHAN APKE PAAS REPLY KRNE KA TIME NAI OR YAHAN APKE PAAS TIME HAI

Link to comment
Share on other sites

Bohat shauk hai Aitraz krne ka yeh mere Aitrazat hain In ka jawab den agar koi jawab nai tau kahen ashraf ali thanvi kafir o mushrik hai

http://www.islamimehfil.com/topic/25119-deobandiyon-ka-radd-hazir-o-nazir-or-mazar-sharif-par-hazri-ab-ashraf-ali-thanwi-kafir-o-mushrik-huwa-lgao-fatwa-deobandiyon/

Link to comment
Share on other sites

Bella ji apka or humara berelviyon k apas main 1000 ikhtalafat hain lekin kam se kam un hi cheezon ka reply kr diya kren jo main POST KRTA HON JO NABI KAREEM S.A.W.W PER AITRAZ HOTE HAIN YAHOODIYON OR EESAIYON KI TARAF SE

AP KO SIRF AITRAZ KRNA AATA HAI YAAR AP KA KOI REPLY KISI POST PE NAI AAYA MERI JAISE HI ALA HAZRAT K BARE MAIN KUCH DEKHA SAATH HI AITRAZ SHURU KR DIYA APNE KAM SE KAM NABI KAREEM S.A.W.W KI TOHEEN WALI POSTS DEKH KR WAHAN APKE PAAS REPLY KRNE KA TIME NAI OR YAHAN APKE PAAS TIME HAI

Mn ny apko 2 topic mn reply kia ha,ye forum ap logo ka ha r rules k mutabiq Ahle haq ki sites ka link dena mana ha wrna David wood r dosry Christians ko mu torh jawab Ahle haq ki sites pr mojood hn

Link to comment
Share on other sites

Kitab parny ka waqat nhe Ahmed Raza Khan Ny earth ko sakan kaha hy

Keya earth apny axix k arround harkt nhe krti

keya earth sun k arround saal main chakar nhe kati

Syed e Ala Hazrat nay zameen kay ki rotation ko sakin nahin kaha. Balkay zameen ki ek jaga say dosri harqat ko sakin kaha heh. Keun kay zameen ki harkat sooraj ki kashish ki waja say heh is waja say bazat e khud harkat nahin karti balkay sooraj gaseet kar saath leh kar ja raha heh. Jistera car mein betha banda ba-zaat e khud safar nahin karta balkay car chal rahi heh aur banda sakin hota heh. Is'see tera sooraj ki kashah mein anay ki waja say zameen bazaat e khud safar nahin karti balkay

A --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- B

A say bi jatay huway zameen sooraj ki gravity mein heh aur sooraj ki waja say A say B ja rahi heh aur saath hi sooraj kay ird gird goom rahi heh. Is waja say zameen ko sakin kehna darust heh. Jistera banda car mein betha hota heh, sakin toh hota heh magar phir bi safar kar raha heh. Is'see tera zameen sooraj ki chak-kar mein heh aur bazaat e khud safar nahin karti sooraj safar karta heh aur saath zameen aur sakan honay kay bavjood safar kar rahi heh. Pehlay kitaboon ko paro kay likhi keun hen aur kis tera ka sukoon ka zikr heh phir behas karna.

Pehlay yeh video dekh loh, kay sooraj ek A say B ki taraf ja raha heh, aur zameen keun kesay sakin bandti heh:

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

SaifUllah Bhai jan apka bohat shukriya ap ne reply kiya mere topics threads per main ap per koi aitraz nai kr raha main ap ka shukriya ada krta hon apne apna keemti waqt mujhe diya main bella per aitraz kr raha tha or agar bella apka account hai tau main mazrat chahta hon 

MuhammadAli bhai jaan ne tassali baksh jawab de diya hai ab koi gunjaish nai rahi aitraz ki
 
Edited by Abdullah Yusuf
Link to comment
Share on other sites

In kay upar joh udhar heh woh pura karnay denh. In say us waqt taq moon nah lagahen jab taq yeh udhar ka jawab nah denh. In baqi sab batoon par baat karna bey-fizool heh ... jab yeh gustakhana e ambiya kay difa kar rahay hen aur kafiroon ko apna uqabir aur kufr ko islam bata rahay hen toh phir pehlay yeh kufr ko islam sabat karen aur apnay uqabir ko musalman phir agay peechay baat karen. Joh bunyadi ikhtilafat hen un ka hal pehlay phir agay peechay ki behas.

Link to comment
Share on other sites

SaifUllah Bhai jan apka bohat shukriya ap ne reply kiya mere topics threads per main ap per koi aitraz nai kr raha main ap ka shukriya ada krta hon apne apna keemti waqt mujhe diya main bella per aitraz kr raha tha or agar bella apka account hai tau main mazrat chahta hon

MuhammadAli bhai jaan ne tassali baksh jawab de diya hai ab koi gunjaish nai rahi aitraz ki

Bhai Bella meri id nhi ha

Jb bhi koi aetraz ho ghair Muslims ki trf sy ap post kia kren mn jawab donga jb baat Namoos e Risalat s.a.w ki ho to saary ikhtilaf ek trf

Link to comment
Share on other sites

Bhai Bella meri id nhi ha

Jb bhi koi aetraz ho ghair Muslims ki trf sy ap post kia kren mn jawab donga jb baat Namoos e Risalat s.a.w ki ho to saary ikhtilaf ek trf

Namoos e risalat ka difa aur tahaffuz Ahle Sunnat wal Jammat ka warsa heh aur thah. Aap kay uqabir nay hamesha towheen e risalat ki aur aap ka warsa gustakh kafiroon ka difa heh, aur gustakhiyoon ka difa heh. Idhar filmi dialouge nah sunaho hammeh. Apni uqaat yaad rakho. Logoon nay Soloman Rushdi ko bura jana, halan kay joh towheen us nay ki Thanvi aur Ismail Dehalvi ki gustakhiyoon say das darjay kam heh. Namoos e risalat ki baat aap ko zeb nahin deti woh karen joh aap ki haqiqat heh.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

Namoos e risalat ka difa aur tahaffuz Ahle Sunnat wal Jammat ka warsa heh aur thah. Aap kay uqabir nay hamesha towheen e risalat ki aur aap ka warsa gustakh kafiroon ka difa heh, aur gustakhiyoon ka difa heh. Idhar filmi dialouge nah sunaho hammeh. Apni uqaat yaad rakho.

Aap jesy khawarij biddatio ny to Allah aur Rasool s.a.w ki shaan mn bhi badtareen ghustakhiya ki hn aur apni bidaat r ghustakhiyo ko chupany k lye Ahle haq k khilaf bkwaas krty hn

Peer Meher Ali shah rh, Khwaja Qamar sialvi rh,ulma e firangi mehal jesy ulma Ahle haq ki tazeem krty rhy hn

Aur Apny Pir Jamaat Ali k khilaf bhi fatwa lgao Jo apny bety ko Madrsa Deoband bhejta ha r Deoband ki ata ki hwi dastaar ko apny paas tazeem sy mehfoz rkhta ha

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Yeh baat saaf saaaf waziah hai k 
Ashraf Ali thanwi
Rashid Ahmed Ghanghoi
Qasim Nanotwi
Ismail Dehlvi

OR BOHAT SE AKABIR DEOBAND KAFIR HAIN PAKKE IN KI IBARAT GUSTAKHIYON SE BHARI PARI HAIN 
SaifUllah AP KYUN IN KA DIFA KRTE HO OR AESE BAD TAMEEZI SE BAAT KR K KYA MILE GA APKO 
IN LOGON KO TOHEEN KI NABI KAREEN S.A.W.W OR AP IN KA HI DIFA KRTE HO SIRF APNI EGO ANA KI WAJAH SE

Edited by Abdullah Yusuf
Link to comment
Share on other sites

دیوبندی صاحب مجھے آپ صحیح معنوں میں ایک پاگل شخص لگتے ہیں۔حضرت خواجہ محمد قمرالدین سیالوی رحمت اللہ علیہ کا دیوبندیوں کی تکفیر کا فتویٰ موجود ہے۔پیر سید جماعت علی شاہ صاحب کے حسام الحرمین کی تصدیق پر دستخط موجود ہیں۔علمائے فرنگی محل کا رجوع موجود۔پیر سید مہر علی شاہ صاحب کسی ایک عقیدے میں آپ کے ہم نوا نہیں۔لیکن آپ جیسا بد عقل شخص کبوتر کی طرح آنکھیں بند کرنے کے علاوہ کچھ نہیں کر سکتا

Link to comment
Share on other sites

Aap jesy khawarij biddatio ny to Allah aur Rasool s.a.w ki shaan mn bhi badtareen ghustakhiya ki hn aur apni bidaat r ghustakhiyo ko chupany k lye Ahle haq k khilaf bkwaas krty hn

Peer Meher Ali shah rh, Khwaja Qamar sialvi rh,ulma e firangi mehal jesy ulma Ahle haq ki tazeem krty rhy hn

Aur Apny Pir Jamaat Ali k khilaf bhi fatwa lgao Jo apny bety ko Madrsa Deoband bhejta ha r Deoband ki ata ki hwi dastaar ko apny paas tazeem sy mehfoz rkhta ha

Jhoot bol kar sharm nahin aati tummeh. Ghaleez banday musalmanoon mein kohi gustakh nahin gustakh tumaray Deobandi hen. Apni shakal dekh sheeshay mein phir bata kay ahle haq ka esa khauf naq moon hota heh? Tumara ganda khameer nazr aa raha heh. Kon thay woh jin ki Peer Mehr Ali Shah aur Khawaja Qamr Ud Din Sehalvi nay tazeem ki. Idhar naam toh bataho. Phir pata chalay kay woh tumaray uqabir jesay ghaleez aur bad kirdar, shakal aur seerat thay ya nahin.

Pir Jammat Ali Shah sahib aur un kay Sahib zaday Mawlana Muhammad Akbar Hussain joh farigh Madrassa Deoband thay Aftab e Anwar e Sadaqat ki taeed ki ya nahin? Aur un kay Sahib zaday nay Sawarim al Hindiyah ki taeed ki ya nahin. Thanvi, Dehalvi, Nanotavi, Ambethvi, Gangohi kay kufroon ko kufr aur Husam al Haramayn ki Takfir ki taeed kee ka nah?

Kissi ka aap kay madrassay mein parna esa hee heh jesay Kafiroon say musalman ka university mein parna. Imam Bukhari nay toh Kharijiyoon aur Rafziyoon say Ahadith leenh, kia kabi tum nay Imam Bukhari ki Takfir ki? Chawal banday, kufr o gumrahi ka hokam tab ho, jab banda gumrahi aur kufr kay nazriat ko apnahay. Imam Bukhari nay Khawarij say Ahadith leenh toh kia woh Kafir ho gahay, aur Rawafiz say Ahadith leenh toh Kafir huway? Din raat, Kafir Kafir Shia Kafir ka wird karnay walay keun Kafir nahin ketay Imam Bukhari ko. Ullu kay pat'thay kaheen kay.

Aur Ulama e Farangi Mahal, nay aap kay Kufroon kay kufr honay ki taeed ki thee, aur sirf takfir mein ikhtilaf keeya, yehni Ismail Dehalvi ki ibarat ko kufr. Jin Ulamah e Farangi Mehal ka Pir Sahib nay adab keeya woh galeez Deobandi nahin thay balkay woh Ahle Sunnat mein firohi ikhtilaf mein ho janay ki waja say un ka criticism keeya jata thah aur Pir sahib rehmatullah un ki tazeem kartay thay. Asool mein ikhtilaf biddat ki taraf leh jata heh aur esay ikhtilaf mein parnay wala qabil e muzammat hota heh, firohi ikhtilafat ki waja say kohi ahle sunnat say kharij anhin hota aur nah qabil e tanqees hota heh. Aap Deoband kay paray hen is waja say aap ko ilm nahin.

Sher e Ahle Sunnat, aur haqiqi Munazir e Azam, Maulana Hashmat Ali rahimullah alayhi ta'ala bi aap kay madaris kay paray huway thay, aur shoroon mein Deobandi thay. Jab Tamheed e Eman, pari toh dil Noor e eman kee taraf mahil huwa. Magar phir bi Deobandi madrassa mein partay rahay aur Ala Hazrat ki bayt bi ki. Magar Deobandi ustadoon ki achi khaasi dolahi kartay thay. Aakhir mein Ala Hazrat ki ijazat say Bareilly Shareef muntaqil huway.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

بھائی جی۔،۔ آپ دو کام کریں

ایک تو یہ کہ اوپر میں نے جو کتاب پیش کی ہے، اسے مکمل پڑھ لیں

Syed e Ala Hazrat nay zameen kay ki rotation ko sakin nahin kaha. Balkay zameen ki ek jaga say dosri harqat ko sakin kaha heh. Keun kay zameen ki harkat sooraj ki kashish ki waja say heh is waja say bazat e khud harkat nahin karti balkay sooraj gaseet kar saath leh kar ja raha heh. Jistera car mein betha banda ba-zaat e khud safar nahin karta balkay car chal rahi heh aur banda sakin hota heh. Is'see tera sooraj ki kashah mein anay ki waja say zameen bazaat e khud safar nahin karti balkay

A --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- B

A say bi jatay huway zameen sooraj ki gravity mein heh aur sooraj ki waja say A say B ja rahi heh aur saath hi sooraj kay ird gird goom rahi heh. Is waja say zameen ko sakin kehna darust heh. Jistera banda car mein betha hota heh, sakin toh hota heh magar phir bi safar kar raha heh. Is'see tera zameen sooraj ki chak-kar mein heh aur bazaat e khud safar nahin karti sooraj safar karta heh aur saath zameen aur sakan honay kay bavjood safar kar rahi heh. Pehlay kitaboon ko paro kay likhi keun hen aur kis tera ka sukoon ka zikr heh phir behas karna.

Pehlay yeh video dekh loh, kay sooraj ek A say B ki taraf ja raha heh, aur zameen keun kesay sakin bandti heh:

aap logo say guzarish kay topic par hi baat karay to acha hoga. aap logo ki baato say lagta hay shayd aap logo nay in teeno kitabo may say eik kitab bhi nahi parhi warna idhr udhr ki baatay na kartay. ao zara may aap logo ko in kitabo ki sayr karwa do. Misal kay tor par apkay Ala Hazrat eik jaga likhtay hay:

post-15519-0-95377800-1472452639_thumb.jpg

Yani apkay Ala Hazrat kay nazdeeq Zameen mutlaqan saqin hay yani na to woh apnay axis pay rotate karti hay aur na hi sooraj kay gird chakar lagati hay. aap kay Ala Hazrat kay is daleel ka jawab to koi fifth class ka bacha bhi day sakta hay, filhal meray 3 sawal hay jin kay mujhay jawabat chahiyay.

1.  Chalo maan letay hay kay zameen sakin hay aur suraj uskay gird gumta hay. To phir kya aap log ya kehna chahtay hay kay chand (moon) ko zameen kay gird chakar lagany may 28 din lagtay aur surooj jo kay chand kay nisbatan, zameen say bohat door hay usay 24 ghantay lagtay hay zameen kay gird chakar laganay kay?

2. apkay ala hazrat nay sari kitaab Newton aur Galileo kay rad may likhi hay. Muhammad Ali sahab kya aap hummay bata saktay hay kay Newton aur Galileo earth ki rotation ko sakin mantay thay ya nahi?

3. Saal may 365 din kyon hotay hay?

Link to comment
Share on other sites

Haq whatever jo bhi naam hai apka yeh maslah jitna apne bara bna diya hai itna bara hai hi nai yaar science k ander har aik insaan ki apni raye hoti hai 
Jaise darwin ki apni raye hai tau ab kya theory of evolution se itefak krna shuru kr de har muslim

Aj ki science k mutabiq tau newton k bohaat sare nazariyat se scientists ikhtilaf krte hain tau kya bnda ab yeh kehne lag jaye newton aik painda insan tha jis ko kuch nai aata tha

YAAR kuch aqal se kaam lo jis zamaney ki jis sadi ki baat hum kr rahe hain woh 100 saal purani baat hai or us waqt k daur k muslims scholars or tamam bohat se ulema karam is baat per ikhtalaf krte they scientists se jaise for example pehle scientists mante they EARTH IS FLAT

AJ KA BNDA KYA YEH KAHE GA WOH SCIENTISTS BEWAKOOF OR JAHIL THEY NAHI BILKUL NAI AJ KA BANDA BALKE YEH KAHE GA K YEH US DAUR KA FAMOUS NAZARIYA THA JO HAR SCIENTIST KA THA TAU US WAQT ITNE RESOURCES NAI THEY OR IKHTALAF THA

ALA HAZRAT K DAUR MAIN BHI YEHI BAAT MASHHOOR THEE TAU SCIENCE MAIN IKHTILAF E RAYE HO SAKTA HAI YAAR KYA FAZOOL BAAT KO LE K BEHAS KR RAHE HAIN TIME WASTE KRNE WALI BAAT HAI YAAR
ALA HAZRAT NE YEH VIEWS IS LIYE DIYE KYUNKI US ZAMANEY MAIN YEH BAAT FAMOUS THEE OR SAB YEHI MANTE THEY OR SCIENTISTS MAIN BHI IS BAAT MAIN IKHTILAF THEY IS LIYE QURAN KI AYAT KO LE KR ALA HAZRAT NE YEH BAAT KEE THEE JO US DAUR MAIN MANI JA SAKTI THEE.

KYUNKI MAJORITY YEH MANTI AYE HAI EARTH FLAT HAI OR YEH BHI MANTI AYE HAI UNIVERSE EXPAND NAI KR RAHI AB YEH SAB NAZARIYAT MAIN AJ K 5 CLASS K BACHE KO BTAON WOH MUJHE JAHIL KAHE GA JAB K US DAUR K ANDER YEH NAZARIYAT BOHAAAT FAMOUS SCIENTSITS K REH CHUKE HAIN 

To kya aap mantay hay kay apkay Ala Hazrat say ijtehadi ghalti huwi? Ha ya Na may jawab day.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...