Jump to content

Fazle Haq Aur Taqviya Tul Iman


bella

تجویز کردہ جواب

Pehlay yeh bataho kay agar tum ko dekhaya jahay toh haq tasleem kar kay Mawlana Fazl Haq Khayrbadi ka muwaqif ko qubul karo gay ya nahin? Aur joh fatwah unoon nay lagaya Ismail Dehalvi par wohi lagaho gay ya nahin?

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

Pehli baat yeh, mutalba mein nay nahin keeya thah kay dekha doh, dekha denay ka mutalba tumara thah. Zahir heh jab tum mutalba kartay ho kissi ka toh us ki waja yeh heh kay tum Allama Fazl Haq Khayrabadi kay maqam kay qail ho. Is'see waja say poocha kay fatwah deeya aur dekhaya toh man loh gay.

Mein nay toh Deobandiat par lanat behij kar kab ka Islam qubul keeya huwa heh. Is leyeh mera phir Islam ko chor kar Kafir honay ka irada nahin. Warna bhaag. Baat keun nah hogi, keun kay abh pata heh nay kay idhar tera peshab niklay ga aur tujjay peena paray ga.

Pehlay yeh bataho kay agar tum ko dekhaya jahay toh haq tasleem kar kay Mawlana Fazl Haq Khayrbadi ka muwaqif ko qubul karo gay ya nahin? Aur joh fatwah unoon nay lagaya Ismail Dehalvi par wohi lagaho gay ya nahin?

 

Aur jab tum nay manna nahin toh phir musalmanoon say daleel keun mangtay ho? Bey-fizool behas jis ka hasil kuch nahin woh bey-asal keeya kartay hen, la-asal hen, joh marzi karo.

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Peshab tum apny ghar main kisi ko pela dou ghar ki cheez ghar main kam ajay gi

 

Aur agar Khaira abadi ny wo fatwa na lagy hoon jo ahmed raza ny laga tu kiya tum apna peshab peny ko teyar ho

 

Mainy fatwa ka matba keya ky usko haq par nahe mana aur agar koe aisa matalba main tumhary akabar main sy dekha doon tu eska matlab unhoon ny b deoband ko haq par mana

 

bewa quf insan pahly baat ko samaj agar tini aqal nahe tu ahmed raza ki qabar par chala jay

 

scan aur maira sawalon ka jawab jaisy mainy manga hy point vise

Edited by bella
Link to comment
Share on other sites

...

 

Zehni mareez, mein nay yeh likha thah:

 

Posted 6 hours ago

Pehlay yeh bataho kay agar tum ko dekhaya jahay toh haq tasleem kar kay Mawlana Fazl Haq Khayrbadi ka muwaqif ko qubul karo gay ya nahin? Aur joh fatwah unoon nay lagaya Ismail Dehalvi par wohi lagaho gay ya nahin?

 

Mein nay kab likha kay tum nay Maulana Fazal Haq Khayrabadi ko mantay ho, mein nay toh poocha thah kay, qubul karo gay ya nahin? Mein nay kahan par likha, kay tum likha heh kay, tum Imam Fazal Haq Khayrabadi rahimullah kay verdict ko maan loh gay? Awain apnay Deobandi maulviyoon ki tera tummeh bakwas karna acha lagta heh. Hussain Ahmad Madani bilqul tumari tera ghali galoch karta thah tum nay bi toh apnay maulviyon ko kaheen peechay nahin chora.

 

Aur agar mein Imam Fazal Haq Khayrabadi ka Fatwah dekha doon jis mein unoon nay us par kufr ka hokam jaari keeya ho aur Kafir likha ho. Toh tum musalman ho jaho gay? Agar tummeh pata heh kay Imam Fazal Haq Khayrabadi rahimullah nay fatwah lagaya heh toh pooch keun rahay ho?

 

Imam Fazal Haq Khayrabadi wohi likh kar gahay hen joh fuqaha e Ahnaf likhtay ahay hen aur us'see ko kufr tehraya heh jissay ashaariyyah aur maturiddiyah Kufr likhtay ahay hen. Banday ko thori sharm o haya aani chahyeh. Janab Imam Fazal Haq rahimullah ka kohi hukum e kufr khilaf e Ashaariyyah o Maturudiyyah o Ahnaf nahin heh.

 

Jis bicharay ko yeh pata nahin kay Imam Fazal Haq rahimullah nay, Ismail Dehalvi par kin ibarat par hukum kufr aur takfir ki heh, us ko kia pata kay Imam Fazal Haq rahimullah ka kon sa hukum ashaariyyah, maturidiyyah, ahnaf kay khilaaf heh. Wesay mujjay daranay ki khatir yeh sawal pooch rahay ho. Mein kutta dekh kar us kay baap ko pehchan leta hoon is'see tera tumari chal baziyon ki asliyat bi.

Jis ki bina par tum yeh sawal kar rahay ho, kay Imam Fazal Haq Khayrabadi rahimullah nay Ismail Dehalvi kay khilaaf kia likha aur kia ihtirazat keeyeh, janab us'see ko mein nay bi abhi doh maheenay huway hen paray huway. Aur Deobandi Maulvi nay yeh likh kar kay [Imam Fazal Haq rahimullah ka aur Ismail Dehalvi ka ikhtilaf, Imtinah e Nazir taq mehdood thah, is say ziyada ka kuch nahin thah] ek bara ghaleez aur Deobandi fitrat kay mutabiq jhoot likha heh. Mein nay bi ussay para huwa heh.

 

Idhar meray saath degen nah maren. Warna Ismail Dehalvi jesay apnay baray bhai kay sar par peshab karta thah metaphorically speaking aap par bi sharmingi ki geelazat barasnay ka zummedar hoga. Apni oqaat mein raha karo. Teray jesay jahil banday ko apni ilmi oqat nahin boolni chahyeh. Kitni dafa is forum par tummeh Sunniyoon nay zaleel keeya heh magar esa bey-sharm banda heh phir say panga karta heh.

 

Abh challenge deh kar abh baag raha heh, tooh likh deh kay mein Islam qubul kar loon ga, aur Deobandiyoon ko Kafir tasleem karoon ga joh joh is kufr kay qail hen, mein tummeh barpur refferences kay saath dehalvi ki ibarat aur takfir dekha doon ga. Phir tum joh kar saktay ho karna. Phir tum mujjay dekhana kay Imam Fazal Haq Khayrabadi rahimullah kay fatway kesay Ahnaf kay ulamah kay khilaaf hen. Aur phir mein tummeh batahoon ga kay, daway tumaray unchi ur'ran patang walay hen, aur dalail deoband walay hen.

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Admin sb

 

Es batameez jis ko peshab peny aur pelany ka shok hy koe tameez sekha dou. aur mainy phly he kaha tha jawab roman main nahe aur mairy sawalon k mutabak hoga

 

magar ye jahal wo tu kar nahe raha faltu main bakwas kar raha hy. bewaquf insan agar main kissi fatwa ka mutaba kartoon jo ap ky kissi akabar ny kissi ebarat yan masla par deya hy tu wo maira pur haq hy es sy tum muj ko kaisy majoor kar sakty ho k man pahly esko haq mano phir dekhaon ga

 

Professor masoud barelvi ny sahe kaha tha

 

Ahmed raza jahloon ka peshwa hy

Edited by bella
Link to comment
Share on other sites

.....

جناب بلا صاحب۔،۔

منجملہ دیگر باتوں کے، انکا رد لکھا

۔۱۔ تقویۃ الایمان کی بحث شفاعت (صفحہ ۳۵ تا ۳۸) کا رد اپنی کتاب تحقیق الفتوی میں

۔۲۔ تقویۃ الایمان کی امکان نظیر کی بحث کا رد اوپر والی کتاب میں

۔۳۔  امکان نظیر کے رد پر مزید امتناع النظیر کتاب

بطور استفتا یہ ان سے پوچھا گیا اور یوں رد کیا گیا

اور عبارات اگر پیش کی جاتیں، تو سب کا رد ملتا

Link to comment
Share on other sites

Kashmeer khan

 

Har jaga tavel nahe chalti aur ap ki apni kahee hoe baat nahe chalti. barelvion co tu shayad tumari baat sy tasali hojay magar ham tumarhai aisi geci pati tavel ko nahe manty samjy

 

Muhammad Ali

 

Dekh ly apny he pati bahe ka jawab aur ab jab mujy reply karny logo tu apna pashab pi kar ana kun k Khaira Abadi ny  assi baaton par atraz nahe keya jis par barelvi karty hn

 

Aur amkan nazir par pir mahr ali shah Sb ka fatwa b dekha dhoon magar pahly tum apna pashab pi kar ajajo

Link to comment
Share on other sites

Allama Fazl Haq Khayrabadi rahimullah kay shagirdoon mein, Maulana Khayrud din Dehalvi rahimullah, Maulana Hidayatullah Rampuri rahimullah, Maulana Faizul Hassan Saharanpuri,  Shah Abdul Qadir Badayuni rahimullah, Maulana Abdul Haq Khayrabadi rahimullah. In jayyid Ulamah nay apnay ustad Maulana Fazl Haq Khayrabdi rahimullah kay mission ko jari rakha. Aur in Jayyid Ulamah ki mu’adid kitaben publish huween theen. Imam Fazal Haq Khayrabadi nay Ismail Dehalvi kay nazriat kay khilaf doh kitaben likhi, voh yeh hen:

- Tehqeeq Ul Fatwa Fi Ibtal At-Taghwa.
- Masla Imtina Nazir.

Masla Imtina Nazir, Ismail Dehalvi nay likha, kay agar Allah chahay toh Muhammed jesay lakhoon peda kar deh, is nazriyeh kay radd mein likhi. Aur wahan par bi hukum kufr aur takfir ki heh Ismail Dehalvi ki. Tehqeeq Ul Fatwah mein, tafseelan mukhtalif ibarat e Taqwiyatul Iman ka radd heh aur gustakhana ibaraat par girift aur hukum e kufr o takfir Ismail Dehalvi mojood heh. Page 67 say shoroon hoti heh, aur is’see page say Taqwiatul Iman ki ek taweel ibarat naqal kee jaati heh joh page 70 taq jari rehti heh. Aur fatwah lenay wala sawal karta heh. Safa 71 Imam rahimullah nay, Ismail Dehalvi ko murtaqib mu’adad amoor shiniya tehraya,  aur shaan e RasoolAllah sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam mein Ismail Dehalvi ko tanqees karnay wala tehraya, Ismail Dehalvi ko baray lateef ilfaaz mein bay-iman likha, aur fitna aur gumrahi ko pehlanay wala likha. Page 139 par Ismail Dehalvi ko Kufr sareeh ka murtaqib tehraya, aur munkir nusus sareeh. Page 235 par, tanqees e RasoolAllah sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam par hukum kufr ka zikr keeya. Page 236,  par allamah sahib kay gustakh ki sazza kufr batahi aur issay Qazi Ayaaz rahimullah say naqal keeya. Page 237 par Qazi Ayaaz rahimullah kay hawalay say bataya kay gustakh e RasoolAllah sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam Kafir heh aur Kufr mein shak bi Kufr likha. Aur safa 247 par Imam Fazal e Haq nay Ismail Dehalvi ko Kafir likh deeya aur joh Ismail Dehalvi kay kufriat ka difa karta heh ussay bi Kafir likh deeya. Mein yahan par hi ikhtisar karta hoon, baqi aap logh kitaben parh lenh. Abh aatay hen Maulana Shah Fazal Rasool Qadri Badayuni rahimullah nay - Saif Al Jabbar, likhi.

 

------------------------------------------------------------------------------------------------------

Imam Fazal Haq Khayrabadi rahimullah kay pass kissi nay joh ibarat pesh ki thee Fatwah ki khatir unoon nay is'see ibarat par doh Kitabenh likh deenh. Woh Mujahid banday thay agar un ko waqt milta achi khasi khabr letay. Kia un ka Taqwiyatul Iman ki baqi Kufriat par kitaben nah likhna yeh mana rakhta heh kay Taqwiyatul Iman mein Kufr o Gustakhiyan nahin theen? Agar yahi mana heh toh tumaray Thanvi, Gangohi, Nanotavi, Dehalvi, nay Shia ki kon si Kufriat ka zikr keeya? Tum Shia kay khilaaf in charoon ki ek kitab dekkha doh, ya woh ihtiraz dekha doh joh Haq Nawaz Jhangvi kartay kartay Kufr aur Kafir mara. Agar tumaray mazhab mein Shia Kafir thay toh Thanvi kay Kufr keun nahin likha? Agar Shia tumaray mazhab kay mutabiq Quran kay munkir thay toh Qasim Nanotavi nay Shia ko Quran ka munkir keun nahin likha? Agar Shia tumaray mazhab kay mutabiq Sahabah ko galiyan detay thay toh Ismail Dehalvi nay esa keun nahin likha? Bas sabat huwa kay Shia tumaray mazhab mein sahih ul aqeedah musalman hen aur Kafir Kafir kehnay ka taqiyah kar rahay ho. Lol! Yeh huwi tumari mantaq.

Link to comment
Share on other sites

Kashmeer khan

 

Har jaga tavel nahe chalti aur ap ki apni kahee hoe baat nahe chalti. barelvion co tu shayad tumari baat sy tasali hojay magar ham tumarhai aisi geci pati tavel ko nahe manty samjy

Janab bella sahb!

Ma na in short lkha tha, if mari tawil gaci pti the toh dalil sa usa rd kartay ap.

Jen gustakhana ebaraat pr Imam Fazl Haq mutla hoy, onka raad bhevlkha,

Agar es baat sa ekhtlaf ha toh eska khelaf dalil sa btao. Edhar udhar ke baat na karnaa, just stay on topic

Edited by kashmeerkhan
Link to comment
Share on other sites

(bis)

کشمیر خان نے جواب تو لکھ دیا ہے،دیوبندی کی سمجھ میں نہیں آ سکتا

شہید جنگ آزادی علامہ فضل حق خیر آبادی علیہ الرحمہ سے دو فتوے پوچھے گئے

آپ نے دنوں کا جواب دے دیا، امتناع النظیر،اور تحقیق الفتویٰ

کیا دیوبندیوں کو یہ دونوں جواب قبول ہیں ؟

Link to comment
Share on other sites

..

کیا ہی جہالت ہے اس وہابی کی!!!!!!۔،۔۔
کس نے کہا ہے کہ شہید جنگ آزادی نے وہ کتاب نہیں پڑھی تھی؟؟ جب استفتا میں اسی کتاب کا بعض حصہ پیش کیا گیا تو اس کا پڑھا جانا تو آپ بھی مانتے ہیں،، پھر ایسا سوال کیسے آیا؟
بالفرض شہید جنگ آزادی نے نہ تقویۃ الایمان پر اطلاع پائی اور نہ اسکا رد ہی لکھا تو اس سے وہابی دیگر علما کرام کے فتوی سے بچ جائیں گے؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟
کیا تقویۃ الایمان کی عبارات پر گستاخانہ کفریہ ہونے کا حکم مجرد علامہ فضل حق خیرآبادی علیہ الرحمۃ کے فتوی پر موقوف ہے؟؟؟؟؟جب تک کسی شخص کا التزام کفر ثابت نہ ہو جائے، تب تک وہ اپنے کفریہ کلام کا حقیقتا قائل قرار نہیں دیا جاتا۔،۔،۔ تقویۃ الایمان کی عبارات کفریہ پر فتوی لگاتے ہوئے علامہ فضل حق خیر آبادی نے لکھا: ’’اس بہیودہ کلام کا قائل از روئے شریعت کافر و بےدین ہے اور ہرگز مسلمان نہیں ہے۔۔ اور جو اسکے کفر میں شک و تردد لائے۔۔ کافربےدین اور نامسلمان ولعین ہے‘‘۔،۔،۔ اگر اسمعیل دہلوی کا التزام کفر ثابت ہو جاتا تو وہ حقیقتا تقویۃ الایمان کی کفریہ عبارات کا قائل مانا جاتا
اسی لیے اعلیحضرت نے نہ اسمعیل دہلوی کو مسلمان کہا اوراحتیاطا نہ کافر کہ التزام ثابت نہیں
۔،۔،۔،۔،۔،،،
بلا صاحب! آپ نے تھانوی یا گنگوہی صاحب کے فتاوی ہی کھول لیے ہوتے تو ایسا سوال نہ کرتے۔ ۔ ۔ کیا ہی اجہل بندہ سامنے آیا!!!!!۔،۔،۔ یہ دن بھی دیکھنے رہ گئے تھے
  :P:P :P :P :P :P 
فتاوی رشیدیہ میں گنگوہی نے جا کر اس شخص کی گفتگو سنی تھی یا اسکی کتاب پڑھی تھی یا عبارت پر حکم لگایا تھا؟؟
 

post-16911-0-60707800-1472815117_thumb.jpg

Link to comment
Share on other sites

(bis)

بیلا صاحب! میں محمود احمد برکاتی کی زندگی میں ان سے لیاقت آباد کراچی میں مل چکا ہوں

میں نے ان سے کچھ کتابیں بھی خریدی تھیں

وہ مولانا برکات احمد ٹونکی کے خاندان میں سے تھے، دیوبند مسلک کی طرف زیادہ رجحان رکھتے تھے۔

آپ نے بتایا نہیں کہ مولانا فضل حق خیرآبادی نے جو فتوےشاہ اسماعیل دہلوی پر دئیے کیا آپ کو وہ تسلیم ہیں؟،

Link to comment
Share on other sites

.....

علامہ فضل حق نے دیوبندی عقائد کا ساتھ کبھی نہیں دیا

بریلوی دوکان نہیں چمکاتے بلکہ حق بیان کرتے ہیں

آپ جیسے عقل سے پیدل کی سمجھ میں نہیں آتا تو ہم کیا کر سکتے ہیں؟؟

علامہ خیرآبادی کے سامنے جو عبارت پیش ہوئی، اسی پر فتوی ہے

باقی تقویۃ الایمانی عبارات کا ان پر پیش ہونا کہیں سے ثابت کردو، ہم بھی انکا رد انہی سے دکھا دیں گے

 

.....

میری آخری پوسٹ کا جواب نہیں آئا

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...