Brailvi Haq مراسلہ: 8 اگست 2016 Report Share مراسلہ: 8 اگست 2016 Is aitraz ka jawab chahiay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 8 اگست 2016 Report Share مراسلہ: 8 اگست 2016 (ترمیم شدہ) Is aitraz ka jawab chahiay Salam alayqum, Meray bhai kabi kitab khud dekh leeya karen. Ek safa agay likha heh kay RasoolAllah say woh ilm e ghayb chupa heh joh bila-wasta ho. Ham toh RasoolAllah ka ilm e ghayb wasta e illahi mantay hen. Is'see kitab ka aur isee chapter ka pura bab par lenh, baat wazia ho jahay gee. Yeh lenh, direct link heh bab ka: http://www.pirsahibgolrasharif.com/Books/Ala%20Hazrat%20sahib/Eelaa%20au%20kalimat%20illah/Eelaa%20au%20kalimat%20illah.html#p=117 Pir Sahib rehmatullah nay bi wohi tareef e ilm e ghayb ki heh joh Sahib e Jaa Al Haq nay ki heh. Baqi pir sahib nay Ilm e ghayb joh Allah ka heh. Pir sahib ki ibarat heh; "... jis par hawadis ka inkishaaf farmatay hen toh yeh ilm e ghayb mein dakhal nahin ..." Ilm e Ghayb ko jumla ma qabal ki taraf lotaya yehni: "... ghayb naam heh us cheez ka jo hawas o zahira o batina kay idrak o ilm badi aur istidlali say ghayb ho ..." Toh ibarat ka mafoom yeh hoga, "... jis par hawadis ka inkishaaf farmatay hen toh yeh ilm e ghayb [jo hawas o zahira o batina kay idrak o ilm badi aur istidlali say ghayb ho] ghayb mein dakhal nahin ..." Aur Pir Sahib nay esay ilm ko Allah (subhanahu wa ta'ala) say mansoob keeya: "Aur yeh ilm Hazrat Haq subhanahu kay saath mukhtis heh." , Yehni esa ilm e ghayb Allah (subhanahu wa ta'ala) kay leyeh khaas heh aur yahi aqeeda e ahle islam heh. Aur jis Deobandi nay is ko qubul keeya, us nay nazriyat e ahle islam ko qubul keeya. Phir Pir Sahib RasoolAllah (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) kay ilm e ghayb ki nisbat farmatay hen: "Aap (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) say manfi woh ilm e ghayb heh joh bila-wasta ho." Jis say sabat huwa kay Pir Sahib Ilm e Ghayb bila wasta kay makhfi honay ka nazria rakhtay hen Ilm Ghayb ba-wasta e illahi kay munkir nahin. Agay mazeed is'see ilm e ghayb ba-wasta e illahi ko Pir Sahib nay itla ghuyub mein gina. Ek aur khaas baat, pir Sahib rehmatullah nay sirf itlahat e Ghayba kay baray mein kalam farmaya heh - mushaydaat aur samat e ghuyub par kalam nahin farmaya. Is'see waja say Pir Sahib nay yeh uppar wali behas ki. Edited 8 اگست 2016 by MuhammedAli اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Brailvi Haq مراسلہ: 8 اگست 2016 Author Report Share مراسلہ: 8 اگست 2016 جناب,میں نے کتاب ڈاؤن لوڈ کرنے کی پوری کوشش کی تاکہ خود پڑھ سکوں کہ ماجرا کیا ہے مگر یہ کتاب نہیں ملی اس کے بعد یہ یہاں پوسٹ کی.......اور آپ کا لنک اوپن نہیں ہورہا,,,اگر آپ وہ مذکورہ پیج یہاں لگادیں سکین کرکے تو مہربانی ہوگی اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
kashmeerkhan مراسلہ: 9 اگست 2016 Report Share مراسلہ: 9 اگست 2016 جناب,میں نے کتاب ڈاؤن لوڈ کرنے کی پوری کوشش کی تاکہ خود پڑھ سکوں کہ ماجرا کیا ہے مگر یہ کتاب نہیں ملی اس کے بعد یہ یہاں پوسٹ کی.......اور آپ کا لنک اوپن نہیں ہورہا,,,اگر آپ وہ مذکورہ پیج یہاں لگادیں سکین کرکے تو مہربانی ہوگی In sb pages ko achhi trah study kry najdee jahilo kay aitraaz ka total answer usi book ma given ha, oar wo bhe khud Peer Sahb kay mubarak qalam say 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔