Jump to content

فتاویٰ مسعودی پہ اعتراض-حاضر ناظر کے متعلق


Brailvi Haq

تجویز کردہ جواب

post-14098-0-24590500-1467891408_thumb.jpg

1 - Ibarat mein lafz khuda likha heh magar aap kay scan mein nazr nahin. uppar check kar lenh.

2 - bil zaat ka lafz wazia likha heh ... yehni Zaati tor par hazir nazir ki do sifaat Allah kay wastay khas hen. Ham toh bil arz mantay hen, bil zaat toh ham bi ghayr khuda kay leyeh Shirk mantay hen.

3 - Neechay dekhnay sunnay ko bi Allah ki sifat bil zaat likha heh, aur agar esi sift makhlooq mein maani jahay aur bil zaat toh ham bi Shirk mantay hen.

4 - kissi kay baray mein yeh nazriya rakhna kay woh dekhta sunta heh Shirk heh? Shirk wesay toh nahin magar bil zaat maneh toh zeroor Shirk heh. Is'see tera hazir nazir manna Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) ko Shirk nahin jab taq un ko bil zaat hazir nazir nah mana jahay. Joh bewaqoof yeh kahay kay hazir nazir ko shirk likha keun kay yeh khaas Allah ki sift heh toh phir poochen Mufti sahib nay toh dekhnay sunnay ko be khasi sift Allah ka bataya abh insaan ko dekhnay sunnay wala mana jahay toh bi Shirk heh? Wazia tor par bil zaat ka likha heh kay khaasoosiat bil zaat hazir nazir, sami o baseer honay mein heh, bil ata honay mein nahin.

 

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...