Jump to content

گھر کو آگ لگ گئ گھر کے چراغ سے


SaifUllah

تجویز کردہ جواب

Ye tasweer kis newspaper ke hai?

 

Backwall per Bainazeer ke tasweer aur mukhtalif firqo k Ulma namaz perh rahay hai!!!!!

 

Kya tasweer woh bhe aurat k sath bajamat namaz hoti hai.

 

 

All in all Its more to be a FAKE PICTURE.

Lo jee eik barelwi forum say tasdeeq karlay:

 

http://sunniport.com/index.php?threads/mufti-muneeb-ur-rehman-reading-namaz-behind-deobandi-molvi.12849/

Link to comment
Share on other sites

Mufti Muneeb ur Rehman Sahb badmazhab ke pechay namaz ko jaiz nahi samjhte.. Mufti Akmal Qadri Sahb ne imamat se related issi qism ka aik ghalat masla bayan kya QTV per.. Jis per Allama Syed Muzaffar Hussain Shah Qadri sahb ne tanqeed ki.. Baad men masla Mufti Muneeb ur Rehman Sahb ki sadarat men hal kya gaya.. Mufti Akmal Qadri Sahb ne rujoo kya. or "Sehat e Aqeedah" ko imam ki shart e awwal qarar dya.. Mufti akmal sahb ki rujoo ka main sabab Mufti Muneeb ur Rehman sahb hain.

 

 

Baqi raha is picture ka jawab.. Mujhe pora yaqeen hay ke yeh namaz kisi majbori ki waja se perhi gayi hogi jiski wazahat woh khud behter ferma sakte hain.. Baqi picture men dekha ja sakta hay ke shia or wahabi ghair muqallid bhi namaz pedh rahe hain. tu hanafi deobandi imam ke pechay ghair muqallid or fiqah jaafri ki namaz kese hogi?.. Ye namaz ki jamaat bilkul aik photo taqreb malom ho rahi hay.. Mufti sahb ne yaqenan yeh namaz dobara dohrayi hogi..

 

Baqi wahabi deobandi tu Maslak e haq AhleSunnat Barelavi imam ke pechay namaz ko bilkul jaiz kehte hain or perhte bhi hain. jiska aik gawah main khud hon..apne ilaqe men kutter tableghi jamaat wale deobandyon ko kutter barelvi masjid men sabz imama pehne howe imam ke pechay namaz perhte dekha hai. ... Is lye asal Salam tu AhelSunnat wal Jamaat (barelavi) ki azmat ko jata hai.. Jinke pechay unki namaz jaiz hay jo musrik mushrik keh keh kr nahi thakte.

 

 

deobandyon ki barelvi iman ke pechay namaz 0.gif

deobandyon ki barelvi iman ke pechay namaz 1.gif

deobandyon ki barelvi iman ke pechay namaz 2.gif

deobandyon ki barelvi iman ke pechay namaz 3.gif

deobandyon ki barelvi iman ke pechay namaz 4.gif

Link to comment
Share on other sites

is link mai koe saboot nahi, sirf ap ke post ke gae tasweer hai. Jis se kuch loog confuse hain.

 

is mei jo link hai os ka tasweer se taluq nahi kion os me Nawaz Shareef ek meeting ko lead kar raha hai.

 

http://www.dawn.com/news/1205572

 

 

(Agar ap ko English ke samjh hoti tu aisi post na kartay)

post-5105-0-05343300-1467704027_thumb.jpg

post-5105-0-92090000-1467704033_thumb.jpg

Edited by AbuAhmad
Link to comment
Share on other sites

Ye tasweer kis newspaper ke hai?

Backwall per Bainazeer ke tasweer aur mukhtalif firqo k Ulma namaz perh rahay hai!!!!!

Kya tasweer woh bhe aurat k sath bajamat namaz hoti hai.

All in all Its more to be a FAKE PICTURE.

 

oper jo mai ne jawab dya tha os ko ap ne koe jawab nahi dya?

 

Tasweer ko asli tu sabit karo....jis sunniport k pg k base per dawa tha os ke pool tu mai ne khol dya.

Link to comment
Share on other sites

oper jo mai ne jawab dya tha os ko ap ne koe jawab nahi dya?

 

Tasweer ko asli tu sabit karo....jis sunniport k pg k base per dawa tha os ke pool tu mai ne khol dya.

Link Haq3909 bhai ny dia iska jwab wohi day gy

Aur link mn bhi heading ye ha.

 

Mufti Muneeb Ur Rehman reading Namaz behind Deobandi Molvi

Link to comment
Share on other sites

Janab bat phir wohi hay ke yeh aik photo session ke siwa kuch nahi... Yeh pic royat e hilal committee ke members ki hay..  Qari hanif bhi royat e hilal committee ka member hay.

 

Main ne sabit kya hai ke mufti muneeb sahib ka yeh aqeedah nahi hay.. balke unki wajah se bilkul same masla per Mufti Akmal sahib ko rujoo ka moqa mila.. nez shia or ghair muqallid ki namaz hanafi imam ke pechay kab se hona shurow ho gayi? is namaz ko photo session se zyada ahmiyat dena hamaqat hay.

Link to comment
Share on other sites

Janab bat phir wohi hay ke yeh aik photo session ke siwa kuch nahi... Yeh pic royat e hilal committee ke members ki hay.. Qari hanif bhi royat e hilal committee ka member hay.

 

Main ne sabit kya hai ke mufti muneeb sahib ka yeh aqeedah nahi hay.. balke unki wajah se bilkul same masla per Mufti Akmal sahib ko rujoo ka moqa mila.. nez shia or ghair muqallid ki namaz hanafi imam ke pechay kab se hona shurow ho gayi? is namaz ko photo session se zyada ahmiyat dena hamaqat hay.

آپکا مطلب هے مفتی صاحب تقیه کر رهے هیں

Link to comment
Share on other sites

Rehman Malik mashoor jhoota hai. Sirf Mufti Munib ur Rehman k naam ko highlight karna bhe show karta hai k daal mei kuch kala hai.

 

Haq3909 ne  Rehman Malik se mansoob Tweeter page se ye sabit karne ke koshish ke tasweer asli hai.

 

Rehman Malik k tweeter page per ye tasweer 31-March-2016 ko share hoe jab ke SunniPort per 15-Sept-2015 ko. Agar ye Rehman Malik sourced pic hoti tu logical baat the k ye pehle woh apne tweeter page pe share karta !!!

 

Jab social media  se share hoti us ke team tak ye tasweer  pohnchi tu unhu ne socha jo Surah-e-Akhlas naa yad honi se ruswai hoe hai os ka madawa is tasweer se pora kar lo :excl: .

 

 

 

 

Kya mukhtalif masalik k ulma ko pata nahi kay tasweer woh bhe aurat ke ho namz nahi hoti.....na imam ke na muqtadi ke. tu jab Namaz he nahi hue tu Imamat karvane ka dawa fazool hai.

post-4503-0-70978000-1468671120_thumb.jpg

post-4503-0-15803800-1468671128_thumb.jpg

post-4503-0-22149300-1468671136_thumb.jpg

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • 2 months later...

جناب کیسی کے پیچھے کھڑے ہونے کا یہ مطلب نہیں کے اس کو امام مان کر نماز نیت لی ۔۔ بعض اوقات مصلحت کے طور پر چپ چاپ بھی کھڑا ہونا پڑتا پے ۔۔ اور ایکٹینگ بھی کرنی پڑتی ہے

Link to comment
Share on other sites

Salam

Main nay aik alim saya pocha tha k in k pechay namaz ho jay gy too unhoon nay farmaya in ki apny namaz drust nahen or na hy aqeeda is ley naheen hogy han  jahan intishar ka khadsha hoo wahan wahabi imam k pechay namaz parh lain lakin phir namaz dohra lainy chahay. main bhy aik aisy jagha kaam karta hoon jhan in khabesoon ka imam hay majboran in k pechay khara ho jata hoon lakin phir apny namaz dhora laita hoon.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...