syed arsalan ali مراسلہ: 2 جولائی 2016 Report Share مراسلہ: 2 جولائی 2016 Jaza ka ALLAH itne prompt reply k liye Sybarite!ALLAH pak apk naafe ilm main izafa farmaye.Ek aur hadith ki scan copy chaiyeh urgent basis pey jo k bahut mashhoor hai.AHADITH SHAREEF:.Nabi-E-Karim Sallalaho Alaihi Wasallam Ne Farmaya."Mere Jaisa Nam Rakh Lo.Lekin Meri Kun'niyat ikhteyar Na Karo.Kyu Ke Mujhe Qasim Bana Kar Bheja Gaya Hai.AurMain Tumhare Darmiyan Taqseem Karta hu'n".(Muslim shreef, Jild 3, Page 126) Barah kram jitni jald hoskye kindly send me اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 2 جولائی 2016 Report Share مراسلہ: 2 جولائی 2016 Allah Azawajal K Khazanon Ko Taqseem Farmanay Walay Nabi ﷺ The hadith : Innama ana Qasim, wallahu yu'ti. Prophet Muhammad (sallAllahu alaihi wasallam) said i am Qasim (The distributor) and Allah is the Giver. Hence Rasoolullah sallAllahu alaihi wasallam distributes the rizq given from Allah who is Razzaq. ⭐ RAB KI ATA KARDA NEMATON KO BANTNE WALE HAIN NABI-E-KARIM SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM ⭐ Hazrat Jabir Bin Abdullah رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain k Hum Me Se Kisi Ansari k Ghar Ladka Paida Huwa To Irada Huwa k Us Ka Naam MOHAMMAD (ﷺ) Rakh Diya Jaye Sho'aba Ne Mansoor Ki Rewayat Me Kaha k Ansari Ne Bataya k Main Us Ladke Ko Apni God (Lape) Me Le Kar NABI-E-KARIM ﷺ Ki Khidmat-e-Aqdas Me Hazir Huwa Suleman Ki Rewayat Me Hai k Us k Ghar Ladka Paida Huwa To Irada Huwa k Us Ka Naam MOHAMMAD (ﷺ) Rakh Dein NABI-E-KARIM ﷺ Ne Farmaya k Mera Naam Rakh Lo Lekin Meri Kuniyat (Abul Qasim) Na Rakhna Kyun k ALLAH TA'ALA Ne Mujhe Apni Nematein Tumhare Darmiyan Taqseem Karne k Liye QASIM Banaya Hai Hosain Ki Rewayat Me Hai Mujhe ALLAH TA'ALA Ne Tumhare Darmiyan Apni Nematein Taqseem Karne k Liye QASIM Bana Kar Mab'oos Farmaya Hai Hazrat Jabir رضي الله تعالٰی عنه Se Dusri Rewayat Me Hai k Un Ka Irada Huwa k Bachche Ka Naam QASIM Rakh Len To NABI-E-KARIM ﷺ Ne Farmaya k Mera Naam Rakh Lo Lekin Meri Kuniyat Na Rakhna. ➡ SAHIH BUKHARI, JILD 3, KITAB FARZ UL KHAMS, HADEES 3114. Arwah E Salasa Mai Qasim Nantuvi Na Khud Ko Innama Ana Qasim(Hadees) Kaha اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔