Jump to content

~* Naat Shareef Collection *~


Noor e Qalb

تجویز کردہ جواب

  • 5 months later...
  • 2 weeks later...

Jazak-Allah-o-Khairen Kaseer

 

Aap ki Post No. 33, ya to pehla misra'a mein samajh nahi paya ya phir shayed ghalati se DO AALAM k baad Durood likh dya hai ?

Please check ker k hamari tasalli ker dein.

 

Jazak-Allah.

 

 

Ghalti tu koi b nahi. AlaHazrat Imam Ahmed Raza Khan Rehmat Ullah Aliahe ke Kalam se liya gia hai ye sher.

 

matlab yeh hai ke HUzoor Sayyid e Aalam Sallal Lahu Aliahe Waalehi WAsallam , ALLAH ki Raza chahty hain 

 

aur ALLAH apny Habeeb Sallal Lahu Aliahe Waalehi Wasallam ki Raza chahta hai.

Link to comment
Share on other sites

Ghalti tu koi b nahi. AlaHazrat Imam Ahmed Raza Khan Rehmat Ullah Aliahe ke Kalam se liya gia hai ye sher.

 

matlab yeh hai ke HUzoor Sayyid e Aalam Sallal Lahu Aliahe Waalehi WAsallam , ALLAH ki Raza chahty hain 

 

aur ALLAH apny Habeeb Sallal Lahu Aliahe Waalehi Wasallam ki Raza chahta hai.

 

 

 

Arz yeh hay keh Ghulam-e-Ahmad bhai nay acha point out kiya hay , aap ko samjhnay main ghalati hui hay.... 

 

Do = 2

Aalam = Jahan , Dunya

 

 

Do Aalam = 2non Jahan

 

 

 

Khuda ki Raza chahtay hain 2 Aalam = Donon jahan Allah Azawajal ki Raza chahtay hain..

Khuda Chahta Hay Raza-e-Muhammad = Lekin Allah Azawajal apnay Habeeb Pak Ki Raza Chahta Hay.

 

................

 

So post No.33 main nay 'Do Aalam' k aagay say Salat-o-Salam remove kr dijiay .. Shukria

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • 2 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...