Jump to content

Mufti Ahmad Yar Khan Naeemi Pe Gustakhi Ka Ilzam

Brailvi Haq

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...

Salam alayqum,

Janab Mufti Sahib nay kaheen par tashbih nahin deeh. Kohi lafz esa istimal nahin keeya jis say donoon kay darmiyan tashbih deeh gahi ho. pehlay jumlay say yahi sabat heh kay jab Musa (alayhis salaam) ka Aasa thah toh khata nahin thah magar jab zaat badli toh khanay laga. Hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noor thay toh khatay peetay nahin thay, aur jab noor bashr bana toh khata, peeta, sota jagta, thah. Jistera mein nay jumla ma qabl o bad mein tashbih nahin deeh is'see tera Mufti sahib nay kohi tashbih nahin deeh. Pehlay jumla say point nikla, zaat badli sifaat aur bodily needs badli, dosray jumlay say yahi sabat huwa. Tashbih tab hoti jab jumla maqabal say jornay kay leyeh ilfaaz, esay, esa, jesa, wesa, misal kay tor par, waghera ka istimal hota.

Link to comment
Share on other sites

رہنمائی کے لئے شکریہ

Aur jumlay mein ek taraf ishara Allah kay Nabi (sallallahu alayhi wa alaihi was'sallam) ki taraf hota, aur saath hee, esa wesa, jesa kay istimal kay saath ishara danday ki taraf hota toh phir  tashbih hoti aur towheen hoti. Misaal kay tor par, thanvi apnay haath say roti khata heh aur esay hee bandar bi khata heh, ya, thanvi apnay moon say roti khata heh aur jesay khanzeer khata heh wesay hee thanvi khata heh. Is tera say tashbih hoti heh. Aur har tashbih buri nahin, balkay woh tashbih buri heh jis mein say tanqees o towheen ka pehloo nikalta ho. ya towheen o tanqees hoti ho.

Edited by MuhammedAli

Apka reply barelvi tehzeeb ki khoob akasi kr rha ha

Aap k hi asool k mutabiq Ahmed yar naeemi ghustakh ha aur agr mn ye kahu k khinzeer mu sy khata ha AESY hi ahmed yar naeemi bhi mu sy khata tha,tu apko bura nhi lgna chahye

post-17963-0-54272300-1467620720_thumb.jpg

Link to comment
Share on other sites

Apka reply barelvi tehzeeb ki khoob akasi kr rha ha

Aap k hi asool k mutabiq Ahmed yar naeemi ghustakh ha aur agr mn ye kahu k khinzeer mu sy khata ha AESY hi ahmed yar naeemi bhi mu sy khata tha,tu apko bura nhi lgna chahye

janab yeh aap meri zuban aap kay uqabir ki tehzeeb o ghali galoch o towheen o tanqees ki akasi kar rahi heh aap ko buri lagi. Aap ko toh pata hi heh kay yeh aap ka warsa heh bas mein insaaf say taqseem kar raha hoon. Magar yahi rawayya aap bilqul darust aur jaiz mantay hen. Jis Thanvi kay mutaliq khadim nay tashbih kay jumlay likhay ussee Thanvi nay Allah kay nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) kay ilm e ghayb jannay mein takhsees aur khasoosiyat ka inqar bi keeya balkayesa ilm jamnwaroon, pagaloon, bachoon, keeray makoroon, kay leyeh sabat keeya, link yahan par. Aur behas choren, kia Allah kay Nabi ka ilm e ghayb pagaloon jesa heh?  Mera  Iman toh yeh heh kay Allah kay Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) ka ilm e zahir bi bey-misaal o misl heh ur us jesa bi kohi ilm nahin rakhta tumaray Thanvi sahib toh ghayb ki khasoosiyat ka inqar kar rahay hen aur janwaroon pagaloon ko saath mila rahay hen. Sirf is'see ka jawab deh dena. Udhar rahay ga.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

Salam alayqum,

Point one, Mufti Sahib nay likha heh kay:
"Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Janab tashbih is jumlay mein Noori bashr honay mein deeh jaa rahi heh. Abh sawal peda hota heh kis jesay Noori bashr hen, saamp jesay noori bashr (mazallah astaghfirullah) ya Jinn jesay noori bashr? Ya Jibraeel alayhis salaam jesay Noori bashr hen? Siyaaq o sabaq say toh sabat heh kay Allamah Sahib rahimullah nay, Jibraeel (alayhis salaam) kay Noor honay aur Bashr ban kar anay ka zikr farmaya heh, phir tashbih us'see waqt hoti heh jab kissi zaat mein kissi aur ki zaat o sift ko shamal keeya jahay. Aur yahan par wazia heh kay Mufti Sahib nay Jibraeel alayhis salaam ka Noor e hissi ho kar bashr ban kar anay say tashbih deeh. Aur tashbih jaiz is waja say huwi keun kay, Nabi e kareem rauf ar raheem Noor minallah (Allah ki taraf say Noor hen) aur Bashr ki soorat mein ahay. Yahi Ahle Sunnat ka aqeeda heh. Aur issee mein tashbih deeh jaa rahi heh.

Point two, Abh agar is jumla ko siyaq o sabaq say juda keeya jahay toh phir bi aap ihtiraz nahin kar saktay, keun kay likha heh, Esay hee hamaray Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen? Kesay Noori bashr hen,us'see bashriat kay teht jis mein nikkah, khana, peena heh. Mufti Sahib nay Jumlay kay shoroon mein tashbih kay lafz istimal keeya aur aakhar mein mumasilat kay point bi biyan kar deeyeh. Ta-qay aap jesay anparh aur gawar logh ihtiraz bi na kar saken.

Point three, Meray yeh aakhiri point pehlay donoon points ka majmua heh donoon points ki ilada sabat keeya aur phir idhar jama keeya. Aap ko is ibarat par keun ihtiraz huwa us ki taraf aata hoon aur aap ki kam fehmi aur kam aqli sabat karta hoon. Aap nay samja ya janbooj kar aap nay ghalat mafoom nikala taqay aap apnay uqabir ki tara Islam dushmani aur Musalman dushmani par qaim rahen. Mufti Sahib likhtay hen:
"Aasa e Musavi saamp ki shakal mein ho kar sab kuch nigal gaya thah. Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Mufti Sahib likhtay hen, "aasa e Musavi saamp ki shakal mein ho kar sab kuch nigal gaya thah."  Magar Mufti Sahib nay agay likha us par tawajoh nahin ki. Mufti Sahib nay saamp ki tara nigalnay, ya saamp ki tara khanay mein tashbih nahin deeh. Balkay Mufti Sahib nay likha: "Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Mufti Sahib nay, samp kay khanay say tashbih nahin deeh, balkay tashbih Noori Bashr honay mein deeh aur bashr honay ki tafseel mein tashbih deeh, aur likha kay khana peena nikkah bashariat kay ihkam mein thah.

Point four, Raha kay samp ka zikr keun darmiyan mein ayah jab is ka talluq nahin thah aur tashbih mein is ki kohi munasbat nahin banti thee aur nah is ki tashbih deeh. Musa alayhis salaam ki laathi ka zikr ki munasbat, joh mein pehlay likh aya hoon, Zaat badli, toh phir us ki sifaat badli, banda jab taq sahih ul aqeedah sahih ul amal Sunni ho toh RasoolAllah say muhabbat aur un ki shaan biyan karta heh, magar jab Thanvi, Ismail Dehalvi, Sarfaraz Khan Safdar, Murtaza Hassan Chandpuri, Khalil Ahmad Saharanpuri ka chahnay wala ho toh phir gustakhiyan karta heh, hasil kalam yeh huwa kay zaat badalnay say sifaat o khoobiyan badalti hen aur needs badalti hen. Idhar banda toh wohi heh sirf label Deobandi aur taleem Deobandi mazhab ki - ba-adab say bey-adab ho gaya. Sayaq o sabaq mein dekha jahay toh Mufti Sahib yeh keh rahay hen kay Jibraeel alayhis salaam Jab farishtay thay toh kalay baal nahin thay, insaani ankh nahin thee, insaani shakal o soorat nahin thee, lebaas bi insaani nahin thah, magar jab zaat badli toh sab kuch insaani ho gaya, keun kay noori zaat say insaani zaat banay. Musa alayhis salaam ka aasa thah toh bey-jaan thah, khata peenay ki khoobiyan nahin theen, aankh nahin thee, magar jab samp bana toh phir khoobiyan badleen. Hamaray Nabi e kareem, Jab Noor thay toh phir khana peena sona jagna insaani jism nahin rakhtay thay, magar jab bani Adam say afzalul khalq bashr huway toh phir insaani khoobiyan aur insaani zerooriyat bi saath huween aur insaani limitations bi saath huween, yehni peda huway, shahadat bi huwi, waghera ...

Khadam nay aap ko tafseelan jawab deeya heh ... aur tawaqoh heh kay aap meray sawal ka jawab joh pichli post meh guzray hen, zeroor denh gay.  Wesay yeh musalmanoon kay mufti hen Deobandiyoon kay kutb ul aftaab o hakeem ul ummat qasim ul uloom nahin joh gustakhi par gustakhi karen gay.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

Jnab zra himmat krky apny asool k mutabiq mufti ahmed yar gujrati py wohi fatwa lgaen Jo ap Hazrat Thanwi rh py lgaty hn

Apki saari taveel batil r mardood ha kiu k barelvi asool ha sarih kufr mn taveel motbar nhi

Tashbee ka iqrar ap khud kr chuky hn iss lye inpr wohi fatwa lgaen taky pta chly apky asool sb k lye braber hn

Link to comment
Share on other sites

Aur Hazrat Thanwi rh ka aqeeda All Muhannad mn tasdeeq k sath mojood

Isky baad apky tmam ilzamat mehz iftra aur bohtan hn

Al-Muhannad also known as Al Farad Wal Dajjal [by me]. Wazahat karo nah kesay iftara o buhtan heh. Mujjay bi toh pata challay kay kis mantaq kay mutabiq yeh aap ka dawah haq heh. Chalo tum yeh karo, Al Muhannad wali ibarat Hifz Ul Iman say nikaal kar doh. Agar tum Hifz ul imaan wali ibarat tum Al Muhannad say nikal doh tum jheet gahay, theek? Shart yeh kay ibarat lafz ba lafz wohi ho. Jis ka tum nay refference deeya heh usee version kay page 51 par dekho, tashbih ka lafz hee nikal deeya gaya heh yehni "esa ilm'. 'Esa ilm' kee jaga "baz ghayb ka ilm" dala. Yeh darust heh kay zameer baaz ilm e ghayb ki taraf uthai ghai thee, is waja say baaz ka izafa problem nahin balkay 'esa' ko nikalnay say ibarat ka mafoom badla. Agar al Muhannad mein yeh hota toh; 'esa baaz ilm e ghayb ...' tehreef ka ilzaam lazam nah ata.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

Jnab zra himmat krky apny asool k mutabiq mufti ahmed yar gujrati py wohi fatwa lgaen Jo ap Hazrat Thanwi rh py lgaty hn

Apki saari taveel batil r mardood ha kiu k barelvi asool ha sarih kufr mn taveel motbar nhi

Tashbee ka iqrar ap khud kr chuky hn iss lye inpr wohi fatwa lgaen taky pta chly apky asool sb k lye braber hn

Kon say Kufr, kahan heh sar'ri Kufr? Sirf chavlen hen tumari. Jistera tum maar rahay ho yahi tumaray uqabir ka warsa heh. Kis kay saath tashbih ka iqrar keeya? Abh kohi jawab nahin toh hawahi firing par utar aahay - esay bi kabi radd hota heh? :) Yeh wazahat tamacha heh ahle jahl kay moon par.

Link to comment
Share on other sites

Kon say Kufr, kahan heh sar'ri Kufr? Sirf chavlen hen tumari. Jistera tum maar rahay ho yahi tumaray uqabir ka warsa heh. Kis kay saath tashbih ka iqrar keeya? Abh kohi jawab nahin toh hawahi firing par utar aahay - esay bi kabi radd hota heh? :) Yeh wazahat tamacha heh ahle jahl kay moon par.

Chawal to ap maar rhy hn aur apni doghli policy zahir kr rhy hn

Hazoor s.a.w ki bashariat ko muazalah saanp sy tashbih dena ghustakhi nhi to r kia??

Link to comment
Share on other sites

Chawal to ap maar rhy hn aur apni doghli policy zahir kr rhy hn

Hazoor s.a.w ki bashariat ko muazalah saanp sy tashbih dena ghustakhi nhi to r kia??

Janab is ka faisla toh parnay walay karen gay kay chavlen kis kee hen. Yeh aap ki pesh karda, scan aur ihtiraz:

post-17963-0-54272300-1467620720.jpg

Aur yeh huwi meri wazahat - jissay logh parh kar faisla kar lenh gay:

Salam alayqum,

Point one, Mufti Sahib nay likha heh kay: "Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Janab tashbih is jumlay mein Noori bashr honay mein deeh jaa rahi heh. Abh sawal peda hota heh kis jesay Noori bashr hen, saamp jesay noori bashr (mazallah astaghfirullah) ya Jinn jesay noori bashr? Ya Jibraeel alayhis salaam jesay Noori bashr hen? Siyaaq o sabaq say toh sabat heh kay Allamah Sahib rahimullah nay, Jibraeel (alayhis salaam) kay Noor honay aur Bashr ban kar anay ka zikr farmaya heh, phir tashbih us'see waqt hoti heh jab kissi zaat mein kissi aur ki zaat o sift ko shamal keeya jahay. Aur yahan par wazia heh kay Mufti Sahib nay Jibraeel alayhis salaam ka Noor e hissi ho kar bashr ban kar anay say tashbih deeh. Aur tashbih jaiz is waja say huwi keun kay, Nabi e kareem rauf ar raheem Noor minallah (Allah ki taraf say Noor hen) aur Bashr ki soorat mein ahay. Yahi Ahle Sunnat ka aqeeda heh. Aur issee mein tashbih deeh jaa rahi heh.

Point two, Abh agar is jumla ko siyaq o sabaq say juda keeya jahay toh phir bi aap ihtiraz nahin kar saktay, keun kay likha heh, Esay hee hamaray Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen? Kesay Noori bashr hen,us'see bashriat kay teht jis mein nikkah, khana, peena heh. Mufti Sahib nay Jumlay kay shoroon mein tashbih kay lafz istimal keeya aur aakhar mein mumasilat kay point bi biyan kar deeyeh. Ta-qay aap jesay anparh aur gawar logh ihtiraz bi na kar saken.

Point three, Meray yeh aakhiri point pehlay donoon points ka majmua heh donoon points ki ilada sabat keeya aur phir idhar jama keeya. Aap ko is ibarat par keun ihtiraz huwa us ki taraf aata hoon aur aap ki kam fehmi aur kam aqli sabat karta hoon. Aap nay samja ya janbooj kar aap nay ghalat mafoom nikala taqay aap apnay uqabir ki tara Islam dushmani aur Musalman dushmani par qaim rahen. Mufti Sahib likhtay hen: "Aasa e Musavi saamp ki shakal mein ho kar sab kuch nigal gaya thah. Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Mufti Sahib likhtay hen, "aasa e Musavi saamp ki shakal mein ho kar sab kuch nigal gaya thah."  Magar Mufti Sahib nay agay likha us par tawajoh nahin ki. Mufti Sahib nay saamp ki tara nigalnay, ya saamp ki tara khanay mein tashbih nahin deeh. Balkay Mufti Sahib nay likha: "Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Mufti Sahib nay, samp kay khanay say tashbih nahin deeh, balkay tashbih Noori Bashr honay mein deeh aur bashr honay ki tafseel mein tashbih deeh, aur likha kay khana peena nikkah bashariat kay ihkam mein thah.

Point four, Raha kay samp ka zikr keun darmiyan mein ayah jab is ka talluq nahin thah aur tashbih mein is ki kohi munasbat nahin banti thee aur nah is ki tashbih deeh. Musa alayhis salaam ki laathi ka zikr ki munasbat, joh mein pehlay likh aya hoon, Zaat badli, toh phir us ki sifaat badli, banda jab taq sahih ul aqeedah sahih ul amal Sunni ho toh RasoolAllah say muhabbat aur un ki shaan biyan karta heh, magar jab Thanvi, Ismail Dehalvi, Sarfaraz Khan Safdar, Murtaza Hassan Chandpuri, Khalil Ahmad Saharanpuri ka chahnay wala ho toh phir gustakhiyan karta heh, hasil kalam yeh huwa kay zaat badalnay say sifaat o khoobiyan badalti hen aur needs badalti hen. Idhar banda toh wohi heh sirf label Deobandi aur taleem Deobandi mazhab ki - ba-adab say bey-adab ho gaya. Sayaq o sabaq mein dekha jahay toh Mufti Sahib yeh keh rahay hen kay Jibraeel alayhis salaam Jab farishtay thay toh kalay baal nahin thay, insaani ankh nahin thee, insaani shakal o soorat nahin thee, lebaas bi insaani nahin thah, magar jab zaat badli toh sab kuch insaani ho gaya, keun kay noori zaat say insaani zaat banay. Musa alayhis salaam ka aasa thah toh bey-jaan thah, khata peenay ki khoobiyan nahin theen, aankh nahin thee, magar jab samp bana toh phir khoobiyan badleen. Hamaray Nabi e kareem, Jab Noor thay toh phir khana peena sona jagna insaani jism nahin rakhtay thay, magar jab bani Adam say afzalul khalq bashr huway toh phir insaani khoobiyan aur insaani zerooriyat bi saath huween aur insaani limitations bi saath huween, yehni peda huway, shahadat bi huwi, waghera ...

Khadam nay aap ko tafseelan jawab deeya heh ... aur tawaqoh heh kay aap meray sawal ka jawab joh pichli post meh guzray hen, zeroor denh gay.  Wesay yeh musalmanoon kay mufti hen Deobandiyoon kay kutb ul aftaab o hakeem ul ummat qasim ul uloom nahin joh gustakhi par gustakhi karen gay.

Agar mein nay taweel kee heh toh aap phir batahen kay kesay joh mein nay wazahat kee heh ghalat heh. Sirf gilay shikway hujjaten qaim nah karen. Apna mowaqif wazahat o daleel say pesh karen. Mein joh ihtiraz karoon ga Thanvi Sahib par aur joh hokam qaim karoon ga woh daleel par hoga. Mein gila nahin karoon ga, shikwa nahin karoon ga, aur rona dona nahin hoga - aap esay hen wesay hen is waja say meri baat nahin mantay. Mein nay toh daleel qaim karni heh apnay mowaqif par aur karoon ga aur agar zeroori samja ya fitrat say majboor huwa toh saath hi shahid kuch jali bhuni suna doon. Magar khalis rona dona nahin hoga meri taraf say, aur nah khalis jali bhuni sunahoon ga. Joh aap kar rahay hen yeh sirf jali bhuni aur rona dona kar rahay hen aur yeh mujjay manzoor nahin. Apna aur aap ka waqt doon/loon toh hasil kuch toh ho awaam ko. Aap nay meri nahin man-ni aur mein nay toh aap ki nahin man-ni keun kay mein toh al-hamdulillah samajta janta behtr hoon. Is leyeh yeh meray aur aap kay darmiyan nahin. Keun kay aap nay bi faisla keeya huwa heh kay aap ka firqa hee sacha heh, aur aap ka mazhab hee sacha heh aur aap kay feham mein is ka ghalat hona esa muhaal hona heh jesay Allah ka makhlooq hona. Aur mera nazria heh kay Allah ka Quran, Nabi ka farman, aur Islam hee sacha heh aur aap ki Deobandiat mardood heh. Aur Islam hee woh mazhab heh joh Allah ko qabool hoga aur aap ka mazhab Allah radd kar deh ga. Is waja say ham donoon nay faisla kar leeya kay kia sacha heh kia jhoota heh. Magar awaam kay leyeh kuch likh denh. Parnay walay logh kia kahen gay kay Deobandiyoon ko kuch nahin aata. Is waja say awam kay faida kay wastay chand ilmi nuqat hee biyan karen taqay logoon ko pata chalay kay waqia hee aap kay point mein wazan heh kuch jaan heh.

Link to comment
Share on other sites

Barelvio ki yehi aadat ha doosro pr kufr k fatway aur apno k lye khaas reayat apni koi ibarat samny aye to jhat sy tavilaat shru

Apny mufti py fatwa lgaen phr hifzul iman ki ibarat py baat krny ka shoq poora krlen

Taweel kesi? Aap kakay toh nahin nah kay Urdu parna nahin aati, mein panween jammat Urdu para hoon, agar mein samaj gaya ibarat ko to kia aap muj say kam paray hen joh aap ko samaj nahin aahi?

Link to comment
Share on other sites

Ye to qari faisla kry ga k kon rona dhona mcha rha ha mn ny to apky asool k mutabiq ibarat pesh ki

Aur jumlay mein ek taraf ishara Allah kay Nabi (sallallahu alayhi wa alaihi was'sallam) ki taraf hota, aur saath hee, esa wesa, jesa kay istimal kay saath ishara danday ki taraf hota toh phir tashbih hoti aur towheen hoti. Misaal kay tor par, thanvi apnay haath say roti khata heh aur esay hee bandar bi khata heh, ya, thanvi apnay moon say roti khata heh aur jesay khanzeer khata heh wesay hee thanvi khata heh. Is tera say tashbih hoti heh. Aur har tashbih buri nahin, balkay woh tashbih buri heh jis mein say tanqees o towheen ka pehloo nikalta ho. ya towheen o tanqees hoti ho.

Ab hota to yeh k ap Jo fatwa Hazrat Thanwi rh py lgaty hn wohi apny mufti py lgaty lekin apny wohi rivaiti barelviat wala kam kia aur lambi chorhi taveel jarh di

Iss sy yehi sabit hota ha k apka takfir ka fatwa mehaz bughz o anad br mabni ha agr aesa nhi to aap apny praye ka lehaz na rkhty aur wohi fatwa yehan bhi lgaty

Aur akhri baat agr safaat kaaly krna ilmiat ha to ye apko hi mubarak

Link to comment
Share on other sites

Ye to qari faisla kry ga k kon rona dhona mcha rha ha mn ny to apky asool k mutabiq ibarat pesh ki

Ab hota to yeh k ap Jo fatwa Hazrat Thanwi rh py lgaty hn wohi apny mufti py lgaty lekin apny wohi rivaiti barelviat wala kam kia aur lambi chorhi taveel jarh di

Iss sy yehi sabit hota ha k apka takfir ka fatwa mehaz bughz o anad br mabni ha agr aesa nhi to aap apny praye ka lehaz na rkhty aur wohi fatwa yehan bhi lgaty

Aur akhri baat agr safaat kaaly krna ilmiat ha to ye apko hi mubarak

Kalay safaat dekh kar mukhalif ka lajawab hona, yeh ilmiat heh, aur Allah nay yeh mujjay mubarak kee. Chand points ka zikr karna bhool gaya, yaad anay par izafa kar raha hoon. Khadam nay apnay puranay material mein ek aur point - point five, six, seven ka izafa keeya heh.

Point one, Mufti Sahib nay likha heh kay: "Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Janab tashbih is jumlay mein Noori bashr honay mein deeh jaa rahi heh. Abh sawal peda hota heh kis jesay Noori bashr hen, saamp jesay noori bashr (mazallah astaghfirullah) ya Jinn jesay noori bashr? Ya Jibraeel alayhis salaam jesay Noori bashr hen? Siyaaq o sabaq say toh sabat heh kay Allamah Sahib rahimullah nay, Jibraeel (alayhis salaam) kay Noor honay aur Bashr ban kar anay ka zikr farmaya heh, phir tashbih us'see waqt hoti heh jab kissi zaat mein kissi aur ki zaat o sift ko shamal keeya jahay. Aur yahan par wazia heh kay Mufti Sahib nay Jibraeel alayhis salaam ka Noor e hissi ho kar bashr ban kar anay say tashbih deeh. Aur tashbih jaiz is waja say huwi keun kay, Nabi e kareem rauf ar raheem Noor minallah (Allah ki taraf say Noor hen) aur Bashr ki soorat mein ahay. Yahi Ahle Sunnat ka aqeeda heh. Aur issee mein tashbih deeh jaa rahi heh.

Point two, Abh agar is jumla ko siyaq o sabaq say juda keeya jahay toh phir bi aap ihtiraz nahin kar saktay, keun kay likha heh, Esay hee hamaray Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen? Kesay Noori bashr hen,us'see bashriat kay teht jis mein nikkah, khana, peena heh. Mufti Sahib nay Jumlay kay shoroon mein tashbih kay lafz istimal keeya aur aakhar mein mumasilat kay point bi biyan kar deeyeh. Ta-qay aap jesay anparh aur gawar logh ihtiraz bi na kar saken.

Point three, Meray yeh aakhiri point pehlay donoon points ka majmua heh donoon points ki ilada sabat keeya aur phir idhar jama keeya. Aap ko is ibarat par keun ihtiraz huwa us ki taraf aata hoon aur aap ki kam fehmi aur kam aqli sabat karta hoon. Aap nay samja ya janbooj kar aap nay ghalat mafoom nikala taqay aap apnay uqabir ki tara Islam dushmani aur Musalman dushmani par qaim rahen. Mufti Sahib likhtay hen: "Aasa e Musavi saamp ki shakal mein ho kar sab kuch nigal gaya thah. Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Mufti Sahib likhtay hen, "aasa e Musavi saamp ki shakal mein ho kar sab kuch nigal gaya thah."  Magar Mufti Sahib nay agay likha us par tawajoh nahin ki. Mufti Sahib nay saamp ki tara nigalnay, ya saamp ki tara khanay mein tashbih nahin deeh. Balkay Mufti Sahib nay likha: "Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Mufti Sahib nay, samp kay khanay say tashbih nahin deeh, balkay tashbih Noori Bashr honay mein deeh aur bashr honay ki tafseel mein tashbih deeh, aur likha kay khana peena nikkah bashariat kay ihkam mein thah.

Point four, Raha kay samp ka zikr keun darmiyan mein ayah jab is ka talluq nahin thah aur tashbih mein is ki kohi munasbat nahin banti thee aur nah is ki tashbih deeh. Musa alayhis salaam ki laathi ka zikr ki munasbat, joh mein pehlay likh aya hoon, Zaat badli, toh phir us ki sifaat badli, banda jab taq sahih ul aqeedah sahih ul amal Sunni ho toh RasoolAllah say muhabbat aur un ki shaan biyan karta heh, magar jab Thanvi, Ismail Dehalvi, Sarfaraz Khan Safdar, Murtaza Hassan Chandpuri, Khalil Ahmad Saharanpuri ka chahnay wala ho toh phir gustakhiyan karta heh, hasil kalam yeh huwa kay zaat badalnay say sifaat o khoobiyan badalti hen aur needs badalti hen. Idhar banda toh wohi heh sirf label Deobandi aur taleem Deobandi mazhab ki - ba-adab say bey-adab ho gaya. Sayaq o sabaq mein dekha jahay toh Mufti Sahib yeh keh rahay hen kay Jibraeel alayhis salaam Jab farishtay thay toh kalay baal nahin thay, insaani ankh nahin thee, insaani shakal o soorat nahin thee, lebaas bi insaani nahin thah, magar jab zaat badli toh sab kuch insaani ho gaya, keun kay noori zaat say insaani zaat banay. Musa alayhis salaam ka aasa thah toh bey-jaan thah, khata peenay ki khoobiyan nahin theen, aankh nahin thee, magar jab samp bana toh phir khoobiyan badleen. Hamaray Nabi e kareem, Jab Noor thay toh phir khana peena sona jagna insaani jism nahin rakhtay thay, magar jab bani Adam say afzalul khalq bashr huway toh phir insaani khoobiyan aur insaani zerooriyat bi saath huween aur insaani limitations bi saath huween, yehni peda huway, shahadat bi huwi, waghera ...

Point Five: Sayaq o sabaq say sabat huwa kay Mufti Sahib ka mowaqif - zaat badli toh sifaat badli - issee ko sabat karnay kay leyeh Mufti Sahib (rahimullah) nay tafseel likhi. Mufti Sahib nay jumla tashbiya mein. Tashbih zaat badalnay aur sifaat badalnay, mein deeh. Mufti Sahib ki ibarat: "Aasa e Musavi saamp ki shakal mein ho kar sab kuch nigal gaya thah. Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." "Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Tafseel yoon heh, jistera, Jibraeel alayhis salaam ki zaat badli toh zaat kay saath sifaat badli, Jin joh atashi hen insaan bantay hen jab un ki zaat badli toh agar insaani zaat ka roop apnaya toh insaani sifat lazam aahi, is'see tera Musa alayhis salaam ka Aasa mubarak ki zaat badli aur bi iznilah saamp bana toh zaat badalnay say joh zaat ikhtiyat ki us kay mutabik sifaat badli, hamaray nabi Noor thay aur noorani sifaat kay jamay thay. Jab Noor ki Zaat badli aur bashri zaat apnahi toh sifaat badleen. Is context mein Mufti Sahib ka farmana: "Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Yeh mafoom deta heh kay, esay hee jab hamaray Nabi e kareem Noori Bashr hen jin ki badli, pehli zaat Nooraniat thee. aur badalnay kay baad phir bashr banay, toh khana peena nikkah is'see bashariat kay ihkam mein heh. Hasil kalam, tashbih zaat kay badalnay aur sifaat kay badalnay mein huwi. Mazeed wazhat, jumla maqabl mein a'asa ka samp bannay ka zikr heh: "Aasa e Musavi saamp ki shakal mein ho kar sab kuch nigal gaya thah. Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Is jumla mein khaas point - zaat badli aur new zaat kay mutabiq sifat badli heh. Aur tashbih zaat badal kar aur soorat ikhtiyar kharnay mein deeh gahi heh samp honay ya saamp kee tara nigalnay mein nahin.

Point Six: Note, mein ibarat hafzay say likh raha hoon, shahid chota mota hifz ho ya izafa, overall mafoom mein farq nahin hoga. Thanvi Sahib ki ibarat: "... phir yeh kay aap ki zaat e muddisa par ilm e ghayb ka hokam keeya jana agar baqawl Zahid sahih ho toh daryaft talab amr yeh heh kay is ghayb say qull ghayb murad heh ya baaz, agar baaz uloom e ghaybiya murad hen to is mein hazoor hi ki kia takhsees heh esa ilm ghayb..." Pehla point yeh heh kay Thanvi Sahib ka yeh ek sentence heh aur kohi break nahin. Is puri ibarat mein Thanvi Sahib nay aap ki zaat e muqadisa kay ilfaz istimal keeyeh, aur ilm e ghayb kay ilfaaz. Phir Thanvi sahib nay, ghayb ki zameer ilm e ghayb kee taraf lutahi, aur jama kay seeghoon kay saath ilm e ghayb ka zikr keeya, phir hazoor ki zameer ko Allah kay Nabi ki zaat e muqadisa ke taraf lotaya, phir ilfaaz ilm e ghayb ka istimal keeya - istera apnay mozoo aur jis zaat ka zikr heh sayaq o sabaq kay mutabiq qaim rakha. Yehni, Thanvi sahib nay sayaq o sabaq ko qaim rakha, mozoo aur jis zaat ka zikr heh us ko mustaqil zikr heh, aur tashbih ka lafz 'esa' bi istimal keeya, aur jis sift mein tashbih deeh us ka zikr be keeya, yehni "esa ilm e ghayb ...". Aur Thanvi Sahib nay, jin zaatoon say tashbih deeh us ka zikr bi keeya ... RasoolAllah ki zaat e muqadisa aur janwar, pagal, bachay, zaid, bakr. Agar yaqeen nah ahay toh aap khud dekh lenh:

post-14098-0-24344900-1467739050_thumb.jpg

Abh aatay hen Mufti Sahib ki ibarat ki taraf.Mufti Sahib ki ibarat: "Aasa e Musavi saamp ki shakal mein ho kar sab kuch nigal gaya thah. Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." "Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Jumla maqabl aur jumla ma-bad mein bazahir kohi connection nahin - sirf zaat badal janay say sifat badal janay ka connection heh. Mufti Sahib nay jis sift mein tashbih deeh us ka jumla maqabl say kohi talluq nahin, tashbih Noori bashr honay mein heh jis ka jumla maqabl say kohi talluq nahin, Nabi ki zaat ko insaan say tashbih deeh is ka zikr bi wazia heh: "Esay hee hamaray Nabi e kareem (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) Noori Bashr hen, khana peena nikkah is'see bashriat kay ihkam mein thah." Aur is ka talluq jumla maqabl say toh nahin magar Jibraeel alayhis salaam kay bashr bannay say heh. Alhasil, nah samp ki zaat aur Allah kay Nabi ki zaat mein tashbih - yehni, yeh nahin farmaya kay hamaray Nabi e kareem samp jesay hen - agar yoon hota toh sar'ri kufr thah aur taweel lazam nah hoti aur nah mein aur nah kohi Sunni taweel karta. Nah samp kay khanay aur peenay aur RasoolAllah kay khanay peenay mein tashbih. Yehni yeh nahin farmaya, jesay saamp khata thah wesay hamaray Nabi khatay hen. Alhasil, ibarat Mufti Sahib mein tashbih har giz nahin yeh aap ki ziyadti heh jis kay aap jawab deh hoon gay. Ibarat aap jantay hen magar ek dafa phir, parh saktay hen:

post-14098-0-03833000-1467739170_thumb.jpg

Jab donoon ibarat mein itna farq, thanvi sahib ki ibarat mein jin zatoon mein tashbih, jis sift mein tashbih, sab ka wazia zikr heh. ilm mein tashbih, Allah kay Nabi aur pagaloon, janwaroon, bachoon, kay darmiyan tashbih, sar'ri ilfaz say sabat heh. Mufti Sahib ki ibarat mein jis tashbih par kufr lazam ata heh woh mojood nahin aur jis say aap ko mowaqif sabat hota heh woh mojood nahin. Balkay joh mera mowaqif heh wohi sabat heh. Sar'ri tor par mufti sahib ki ibarat say kufria tashbih sabat nahin agar hoti toh aap chup nah kartay. Bas zan ki bunyad par aap Kufr ka hokam jaari kar rahay hen. Zan par daleel ghalab hoti heh. Aur aap ki tashbih bil farz e muhal, agar heh bi toh zanni, aur zan par hokam Kufr kabi nahin hota. Thanvi sahib ki ibarat mein Kufr sar'ri heh zanni nahin - wazia tashbih heh. Aap agar tashbih ko zan sabat kar denh mujjay auroon ka pata nahin magar mein wada karta hoon takfir nahin karoon ga. Agar aap ko Mufti Sahib rehmatullah alayhi ki takfir kerni heh toh dil ki hasrat bi puri kar lenh ham nay apna imaan o Islam kharab nahin karna - Mufti Sahib ki takfir kar kay. Aap kay pass donoon nahin, takfir kar kay aur kia bigar lenh gay apna! Wesay, takfir kay asool hen, pehlay, takfir kay leyeh Kufr ka sadir hona, dosra Kufr baknay walay ka ihtimam e hujjat kay bad bi Kufr say toba ka munkir hona, aur phir hokam e takfir hota heh. Mufti Sahib say Kufr ka sadoor nahin huwa, toh phir ihtimam e hujjat kesay hoti, aur nah kissi Mufti e Islam aur nah kissi Mufti e Deoband nay hokam kufr ka lagaya is bunyad par, nah ihtimam e hujjat ki bunyad bani. Misaal kay tor par chalen ibarat kufria hee hoti, toh kia aap Takfir karen gay? Aap kay mazhab mein Musalmanoon ki majority, aksiriat wesay be Mushrik heh, Taqwiyatul Iman ka pehla bab parh lenh, is leyeh Mufti Sahib par Kufr ka hokam laganay mein aap ka kia nuqsan hoga. Jis jammat nay Ummat kay jamhoor ki takfir ka bhoj uthaya huwa heh us par ek banday ka aur laad dena kia bura hoga. Mein likh raha thah kay chalen Mufti Sahib ki ibarat Kufria hee hoti, ham musalman tab bi takfir nah kartay, keun kay anjani mein Kufr ka baqa jana - khata par mabni hota, dosra ham ibarat kay kufr kay qail hotay magar mufti sahib ki takfir nah kartay keun kay ihtimam e hujjat nahin huwi agar hoti toh shahid toba kartay. Ham Musalman toh Ismail Dehalvi kay 70 say zaid Kufriat kay qail hen aur Ala Hazrat, Hakeem Ul Ummat, Mujadid e Deen O Millat, Mujtahid e Mutliq, Qutb Ul Ulamah o Awliyah, Al Imam, Ahmad Raza Khan rehmatur rahman, Asr e Hazir mein haq ki pechan nay bi Ismail Dehalvi ki Takfir nah kee, doh bunyadoon par, toba mashoor honay ki bunyad par, aur ihtimam e hujjat nah honay par. Esay khabees banday ki Takfir nah kee, Mufti Sahib rahimullah toh aap kay ilzam say bari hen, kufr huwa bi nahin, phir ihtimam e hujjat bi nahin huwi aur nah jawab banta heh, toh ham Musalman Takfir kesay karen? Aap karen, gadday par jamhoor e Ummat ko Mushrik tehrana aur Kafir tehranay ka bhooj lada heh, aap joh jamhoor/majority kay ilawa minority bachi heh us ki bi kar lenh.

Point Seven: Kufr sar'ri mein taweel nahin hoti. Agar kohi Allah kay Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) kay ilm ko bachoon, pagaloon, janwaroon, keeroon makaroon jesa kahay. Cha-hay miqdar/quantity mein kahay - yehni baaz honay mein, ya ilm jannay mein, toh aap say batahen aap kay dil mein yeh baat bey-adabi nah lagay gee? Ya agar kohi kahay, Allah kay Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) kay Quran hifz kernay mein kia khasoosiat/takhsees heh esay 10 saala bachay bi hifz kar letay hen. Aap apnay iman say bata-hen kay Allah kay Nabi kay Quran hifz karnay ko 10 sala bachay say muqabala karwana mein Allah kay Nabi ki towheen nahin? Baat sach heh kay bachay kartay hen - magar tashbih aur muqabala baazi mein Allah kay Nabi kay hafzay ko 10 sala bachay kay jesa tehrana - aap apnay imaan say batahen towheen o tanqees nahin? Thanvi Sahib ki ibarat aur Mufti Sahib ki ibarat, Thanvi sahib nay ibarat mein Allah kay Nabi kay ilm ka muqabala bachoon, pagaloon janwaroon say karwaya aur RasoolAllah ki khasoosiat ka inqaar keeya. Thanvi sahib toh khasoosiat kay munkir hen aur yahi sabat kar rahay hen. Aur is'see munkr ko sabat karnay kay leyeh Thanvi sahib nay tashbih deeh takay khasoosiat qaim nah ho.Alhasil, Thanvi Sahib nay RasoolAllah kay wohi ilm e ghayb mana joh us nay pagaloon janwaroon kay leyeh mana. Abh es'see sift ki kia shaan joh pagaloon kay pass bi ho? Aur esay ki kia izzat/shaan jis ki khoob mein pagal shareek hoon? Apnay dil par haath rakh batahen, kay agar aap kay pass Christian Hindu ya ek Deobandi hee, ata heh aur kehta heh, tumara Nabi wohi heh jis kay ilm e ghayb mein pagal, bachay, janwar shareek hen, jis ki ilm e ghayb jannay mein khasoosiat nahin? Toh, aap ka kia rad e amal hoga, aap hifz ul iman utha kar us kay samnay rakhen gay, dekho jee, yahi toh ham keh rahay hen kay khasoosiat nahin, ya aap midan e jang laga lenh gay us kay khilaf? Tawaqoh nahin. Aap shahid us ko batahen kay hamara Islam toh kehta heh kay Namaz mein Nabi e kareem kee taraf khiyal mein tawajoh karna bi biwi say jismani talluqat kay suhanay khiyalat say bi badtr heh. Aap bad-sha hen apni aakhirat kay, kuch be kar saktay hen, aur karen gay, ham par farz samjna thah samja deeya. Abh aah kar apni, jheet kay dhol bajahen.

----------------------------

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

آپ تشبیه کا اقرار بھی کررهے هیں اور دفاع بھی کررهے هیں که بشریت کو سانپ سے تشبیه دینے میں کفر نهیں هے جبکه مفتی صاحب نے هی لکھا هے که شان رسالت میں هلکی مثالیں دینا بھی کفر هے

حضرت تھانوی رح کی عبارت پر جواب دوسرے ٹاپک میں دے چکا هوں اور آپکے بڑوں کی عبارات بھی پیش کر چکا هوں جسکا جواب ابھی تک کسی نے نهیں دیا اسے پڑھ لیں اور وهاں جواب دیں یا علیهده ٹاپک بنا کر بات کر لیں

Edited by SaifUllah

سعیدی صاحب کی تازہ پوسٹ میں ایک بار پھر اس کا بہترین جواب دیا گیا ہے۔ اگر ہمت ہو تو  اصل ٹاپک میں پوائنٹ ٹو پوائنٹ جواب لکھو۔ دو لفظی جواب یا کاپی پیسٹ مت کرنا۔

برادرم سعیدی صاحب کی نئی پوسٹ

http://www.islamimehfil.com/topic/12666-hifz-ul-eman-per-taveel-ka-jawab/page-3#entry104901

پهلے میرے دیے گۓ ایک ایک حواله کا جواب تو دیں پھر بات هوگی ورنه آپ لگیں رهیں حسب عادت

Link to comment
Share on other sites

پهلے میرے دیے گۓ ایک ایک حواله کا جواب تو دیں پھر بات هوگی ورنه آپ لگیں رهیں حسب عادت

 کاپی پیسٹ کا جواب کاپی پیسٹ سے دیا جاتا ہے۔۔ تشبیہ تمہارا اصل اعتراض ہے اس کا جواب پہلے اس ٹاپک میں دیا گیا ہے اور اوپر والے لنک میں بھی موجود ہے۔ آپ غالباً  تازے تازے جذباتی دیوبندی ہیں۔ بحث برائے بحث کرنی پڑتی ہے۔یہاں آتے رہیں۔اللہ نے چاہا تو کچھ میچیورٹی آجائے گی البتہ حق کو ماننے کی امید بہت کم ہے، مگر دعا کی جا سکتی ہے۔

Link to comment
Share on other sites

آپ تشبیه کا اقرار بھی کررهے هیں اور دفاع بھی کررهے هیں که بشریت کو سانپ سے تشبیه دینے میں کفر نهیں هے جبکه مفتی صاحب نے هی لکھا هے که شان رسالت میں هلکی مثالیں دینا بھی کفر هے

حضرت تھانوی رح کی عبارت پر جواب دوسرے ٹاپک میں دے چکا هوں اور آپکے بڑوں کی عبارات بھی پیش کر چکا هوں جسکا جواب ابھی تک کسی نے نهیں دیا اسے پڑھ لیں اور وهاں جواب دیں یا علیهده ٹاپک بنا کر بات کر لیں

Mian Muhammad Baksh Arif e Khari shareef rahimullah alayhi ta'ala,  aap jesoon kay mutaliq likh chookay hen aur yahi mera jawab heh:

Amma be ikhalsan andar, khasan di gal karni

mit'thi kheer paka Muhammad kuttay-yan agay dharni.

Tarjuma:

Aam bey-ikhlas (logoon) kay darmiyan khasoon ki baat karna

(Esa heh jesay) Sheeri Kheer ko paka kar kuttoon kay agay rakhna.

--------------------------------------------------------------------------------------

Ek aur jaga farmatay hen:

Aslan nal jay naiki karyeh naslan tanh ni pulday

Bey-asalan nal jay naiki karyeh puthiyan chalan chalday.

Tarjumah:

Khandani ( ya Halali/Mukhlis) logoon kay saath jab naiki kee jahay toh un ki anay wali naslen bi ussay nahin bhoolti

Haramiyoon kay saath naiki ki jahay toh woh ulti chalen chaltay hen.

--------------------------------------------------------------------------------------

Khasoon kay leyeh joh baat thee, woh khaas samaj chukay hen, abh bey-ikhlasoon say maghz mari kuttoon ko kheer khilanay nay barabar heh, aur aap nay toh wesay bi ulti chalen chalni hen is waja say mit'thi kheer paka kar aap kay agay nahin rakhi ja sakti. Joh matti kissi kaam ki hoti heh us ko pani doh toh woh choos kar sabza ugati heh, aap banjar zameen hen, pani ka koi faida nahin. Jin logoon ko Allah ka Quran aur Nabi ka farman rah par nahin la saka meri baten bi nahin lanay wali.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

تمہاری جہالتوں کا جواب سعیدی صاحب نے دوسرے تھریڈ میں

اعلیٰ کو ادنیٰ سے تشبیہ

میں دے دیا ہے ،سعیدی صاحب کی اس پوسٹ کا کوئی جواب ہے تو دو؟

تمہارا یہ کہنا کہ علمائے اہل سنت اور مفتی احمد یار خاں نعیمی علیہ الرحمہ نے جو تشبیہ دی ہے ،اُس کا جواب دو

تو عرض ہے کہ سعیدی صاحب نے اجمالی جواب تو دے دیا ہے جو کہ تمہیں سمجھ نہیں آیا

اگر سمجھ میں آیا ہے تو تم اس کا اظہار کرتے ہوئے ڈرتے ہو۔

تھوڑا صبر کرو سعیدی صاحب اس کا جواب بھی دے دیں گے، ان شائ اللہ تعالیٰ عزوجل

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...