Jump to content

Who is your Favourite Islamic Writer?


Aashique-Mustafa

تجویز کردہ جواب

(salam)

My first favourite writer is none other but Imam Muhammed bin Muhammed Ghazaali (ra), kiyoun k in k tasaneef ki ta'adaad itni hay k aaj kal k dor men utni likhna to door ki baat koee parh kar samajh b nahin sakta. Aur ye baat b msh'hoor hay k aap (ra) ne apni zindagi k har 50 ghanton men aik kitaab likhi thee (Note: ye baat osatan ki gae hay, ho sakta hay koee ye sochy k bachipan men aap ne kaise kitaaben likhi hoongi ? :) )Aur aap (ra) ne umr b bilkul kam paee thee, ghaaliban aap (ra) ne 45 baras ki (zaahiri) umr paee thee

Aur

 

Mera doosira favrte writer koee aur nahin , Mery Imaam-e-Ahl-s-Sunnat Aala hadrat (ra) hain, kiyoun k aap ko 100 se ziyadah uloom par dastaras haasil thee, aap (ra) 1000 se ziyadah kutub k musanif b hain.

(Baliky Allama Faiz Ahmed Owaisi ki research ki mtaabiq aap (ra) k uloom ki ta'adaad 400 se tajawuz kar chukki hay, aur aap (ra) ki tasaaneef b kam-o-baish 3000 hain.)

Aur jo mujhy buhat achhy laga wo hay "Newton k is qa'idy ko "K zameen harkat karti hay" Quran ki daleelon se rad karna."

W'ssalam

Edited by Mudasir Yaseen
Link to comment
Share on other sites

(salam)

1-Imam Muhammed bin Muhammed Ghazaali (alaihi rahma tullahil Wali)

2-Imam Ahmad Raza Khan (alaihi rahma turRehman

3-Imam Hassan Raza Khan (alaihi rahma turRehman

4-Maulana Naeem uddin Mura'adabadi

5-Mufti Ahmad Yar khan Naeemi

6-Allama Arshadul Qadri (Rehmatullah Alaih

7-Shaikh-e-Tareeqat Ameer-e-ahlesunnat abu Bilal Hazrat Allama Moulana

Muhammad Ilyas Qadri (Damat Barkaat o hum ul alia)

8-Al Madina tul Ilmia

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...