Gham-e-Madinah مراسلہ: 23 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 23 ستمبر 2007 Chor fikar duniya ki chal Madine chalte hai Mustafa ghulamouen ki Qismatein badalte hai Siraf sari duniya mein wo hai kochae Ahmad Jis jaga pei ham jaise khothe sikkhe chalte hai Rehmatoun ki chadar ke sar pei saye chalte hai Mustafa ke dewane ghar se jab nikalte hai Un ko kya zaroorat hai fikar ho mujh ko ambar ki Khaak jo Madine ki apne sar pei malte hai Sach hai gheer ka ahsaan ham kabhi nahi lete Ahh Aaleem Aqa ke ham tukrouen pei chalte hai Naqsh karley seenay par, naam sarware dee ka yeh woh naam hai jis say, sab azaab talthay hain Amina kai paaley ka kali kamli waley ka jashn ham manathay hai, jalnay waley jalthay hain ham ko rowz miltha hai, Sadqah kamli waley ka Mustafah key tukrown par khush naseeb palthay hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 23 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 23 ستمبر 2007 bohat hi acha kalam hai.. Allah azawajal jazaye khair ata farmaey.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔