poporizvi مراسلہ: 22 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2007 AGAR MERAY PASS KUCH RAQAM LAST 6 MONTHS HAY IS RAQAM KO MAY HAR MOTH JAMA KAR KAY RAHA HAY TU KIA IS RAQAM PER BHI ZAKAT FARAZ HAY. JALDI SAY ANSWER PLEASE. JAZAKALLAH KHAIR اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 22 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2007 AGAR MERAY PASS KUCH RAQAM LAST 6 MONTHS HAY IS RAQAM KO MAY HAR MOTH JAMA KAR KAY RAHA HAY TU KIA IS RAQAM PER BHI ZAKAT FARAZ HAY. JALDI SAY ANSWER PLEASE.JAZAKALLAH KHAIR zakat ke liye shart hai wo rakam jo aapky paas kam z kam 1 saal ki muddat se ho...or wo barabar ho 7.5 tola sona ya 52 tola chandi ki qeemat me se kisi ek ke barabar. Mazeed tehqeeq aapko is topic se mil jayegi... http://www.islamimehfil.info/forum/index.p...7&hl=" اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 22 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2007 Zakat 4 cheezon per hoti hai.. 1. Sona 2. Chandi 3. Rupia 4. Male Tijarat (woh cheez jo baichney kee niyat se kharidi jaaey) Zakat ka tareeqa.. ab yeah sari cheezain agar mil kar 7.5 tola sona ya 52 tola chandi kee qeemat ke barabar hoti hoan to ussi din aap ka saal shiro ho gaya... next year ussi date ko aap dobara yeah cheezain shumar kar lain agar dobara nisab banta hai.. to jo raqam bhi banti ho uss main se 2.5 % zakat de dain.. zakat nikalne ke baad baqi manda paisey agar phir bhi nisab ko ponch rahey hoan to new year dobara shiro ho jaaey ga.. issi tarah phir agley saal aap dobara zakat nikalain gay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔