Jump to content

Ek Deobundi Na Ya Sawal Kiya Hai Plz Is K Jawab Da Konday Krna Jaiz Nahi


rehman alvi

تجویز کردہ جواب

Maktab: -
Barailvi Maslak k Bohat Baray Aalim Mohammad Ali Naqshbandi Sab k Nazeeq bhe 22 Rajab ko Konday Krna Jaiz Nahi, Wo Likhtay hain:
Shiyon ne Ye Tariqa Eesal-e-Sawab k Liye Nahi Bal k Ameer Muawia Rz.A k inteqal ki Khushi Mananay k Liye Ghara hay, 1 Sahabi e Rasool ki Toheen aor in se Barat ki Khatir Esko Waza Kia Gaya, inka Maqsad sirf Ameer Muawia k Khilaf Dil ki Bharas Nikalna hay,Es Liye Ahle Sunnat ko 22 Rajab ko Konday Bharnay se Mukammal ijtenab krna Chahiye 
(Dushmanan e Ameer Muawia ka ilmi Muhasba
Jild 2, Page 504 aor 505
Nashir: Maktaba Noria Lahore)

 

post-15360-0-80836900-1462343892_thumb.jpg

post-15360-0-44953600-1462343895_thumb.jpg

Link to comment
Share on other sites

مشابہت میں کونڈے کرنا تو میرے خیال جائز نہ  ہوگا


البتہ ایصال ثواب کے لئے ستائیس رجب یا آگے پیچھے کی تاریخوں میں کریں  اور کونڈوں کی بجائے کسی برتن میں ہو


گھر سے باہر لے جانے پر بھی پابندی نہ ہو اور کوئی مخصوص کہانی بھی نہ پڑھیں ،تو کوئی حرج نہیں


کہ ایصال ثواب تو ہر وقت جائز ہے۔


Link to comment
Share on other sites

Allah kay Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) farman heh kay Jammat kay saath chalo. Aur Ahadith say sabat heh kay Jammat jamhoor yehni bara giro heh joh tadad mein ziyada ho. Kissi ka munfirid muwaqif qubul nahin keeya jata. Joh Maulana Sahib nay kitab mein likha heh, agar is'see waja say konday keeyeh jahen yehni jis niyat say Shia kartay hen toh phir zeroor esay konday qattan jaiz nahin. Han agar isaal e sawab ki niyat say keeyeh jahen toh jaiz hen. Islam seedi raah par chalanay aya heh. Allah kay Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) nay Mushrikoon kay nangay tawaf e Kabah ko Ihram ata farma kar seedi rah par chala aur un ki shirki talbiyah - ya Allah teray saath kohi shareek nahin siwa-hay jissay tooh nay chuna [kuch istera kay ilfaz thay] ko Tawheed ko seeday rastay par chalaya. Alhasil gumrahiyoon ko seehdi rah par chalanay ki Sunnat Allah kay Nabi ki heh. Agar Shia ghalat nazriyeh say karay toh joh ussay darust kar kay karay toh jaiz heh. Allah kay Nabi ka farman heh, jis nay achi Sunnat ijaad ki us kay leyeh aur joh us par ba-amal hoga sawab heh. Sahih Muslim ki Hadith heh, aur baqi kutub e Ahadith mein bi naqal heh.

Link to comment
Share on other sites

hamare yaha b zyda tar 22 rajab ko hi krte hai/the magr ab kuch ulma ne 22 ki jagah kisi dusri tarikh par krne ki salah dete hai.... ye hamare ilaqe me kab se shuru hua hai iska mujhe ilm nahi magr hosakta hai ye riwaj b arab shareef wagera k ilaqo se yaha aaya ho...

 

ky 22 rajab Ameer E Muaawiyyah (raa)  ka wisaal nahi hai???

 

maine is topic par kitab padhi thi plz thodi roshni daale

Edited by MunAAm Attari
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...