Jump to content

Mureed Hona Kyu Zarori Hai?


aaftab

تجویز کردہ جواب

as salam alaikum

 

aik peer e kamil ki bait karna kyu zarori hai? kia is kay baghair nijat mumkin nahe ? aur kuch loag kahtay hai hamara peer o murshid nabi kareem alaihislam hain hamain kisi ki hajat nahe tu in ko kaisay samjhaya jaiay

 

 

baraiay mahrbani quran o hadees , fiqah e hanafi aur ulama e salaf ki kitabo say samjhain

 

 

jazak Allah

 

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Salam alayqum, brother bait karna kohi zeroori nahin. Najat ka talluq sahih Aqahid say heh aur achay amaal say bayt say nahin. Allah kay Nabi ko apna Peer o Murshid kehna wala pagal aur jahil khalis heh. Kissi bi silsilay ki kohi khasoosiat nahin wesay logoon nay apnay Peeroon ka status bananay kay wastay fazeelaten bana leen hen. Joh apnay peer ko direct RasoolAllah ka bayt batahay aur joh Pir apnay aap ko direct RasoolAllah ka mureed batahay, donoon baqwas kartay hen. esa agar dawa Sayyidi Ala Hazrat alayhi rehma kartay toh qadr thee, magar aaj kay dawr kay Pir jin ki ilmi oqat dawani barabar nahin aur taqwa toh heh hee nahin, sirf mureedoon say nazranay batornay khanay peenay ki sufiat say jor-reh hen.

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)
Quran e pak ki darj e zaail aayat ki muttafiq alaih ulama o mufassireen nay kia tarjuma aur tafseer farmaiay hai barah e karam jis kay pas ho scans share karain .

 

 

مَن يَهْدِ اللَّهُ فَهُوَ الْمُهْتَدِ وَمَن يُضْلِلْ فَلَن تَجِدَ لَهُ وَلِيًّا مُّرْشِدًا.

 

الکھف، 18 : 17

Edited by aaftab
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...