Khalil Rana مراسلہ: 17 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 18 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 18 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2007 Khalil Sahib for sharing details of Munazira aap nay rafa Yaddain kay topic par buhat umda material share kiyya hay . Ghair muqalideen iss baray main jitna zorr daitay hain halaankeh iss baaray main unn kay pass aik(1) bhi Qolly hadees nahi hay jis say woh yeh saabit kar sakain RASOOL ALLAH nay rafa ayddain ka hukm diyya ho. woh yeh tau dikha saktay hain keh fullan sahabi nay RASOOL ALLAH ko rafa yaddain kartay daikha laikin hukm ki koi hadees nahi dikha saktay. jab keh Alhamdulillah Ahnaf kay pass rafa yaddain kay mansookh honay kay dalail mojood hain. aur Manna karnay ka hukm bhi mojood hay jis ka mufassil zikr munazira ki detail main mojood hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 JazakAllah Bohat Shukriya Share Karney Ka par Main Na Manoon ka B Koi Elaj Dariyaft Karain Na In Ko Lakh Dalail Dain Par Yeah Nahin Mantay Allh In Ko Hidayat Naseeb farmaye Aameen Allah Huma aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Subhan Allah (azawajal) shukriya share karney ka... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 21 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 21 ستمبر 2007 Asslamoalaium, Mera naam Shoaib hai. MAin pehle Brelvi tha lakin aAlhamdulillah abb Ahlehadees hoon. Iss forum per Ahlehadees ke khilaaf jo ilzaam lagae gae hain, Aik waqt tha k main bhi yehi kuch samajhta tha. Hata k Ahlehadees k peeche namaz bhi nahin parhta tha k yeh log to gustakh hai. Mager jab Allah ne Quran o sunnat ki janib rehnumai ki to Zahen bhi taasub se paak ho gia. Kia ilzaam tarashian daleel hoti hain? Mujhe to aaj tak kisi brelvi aalim ne koi aisi daleel Rafa Yaden ya kissi aur Masle per nahin di jis se behter daleel Ahle hadees ke paas na ho (Alhamdulilla). Lakin main phir bhi rigid nahin ager aap main se koi bhi kissi masle per mere saath baatcheet kerna chahta hai to main haazir hoon lakin baat ager daleel se ki jae. Mujhe sirf darr iss baat ka hai k mujhe yahaan ban ker dia jae ga. Allah ne to Yahood-o-Nisara se kaha hai k "AAo USS KALME KI TARAF JO HAM AUR TUM MAIN MUSHTARIK HAI" to phir ham sab to aik kalma parhne wale hain phir kia ham TAASUB se baalater ho ker Quran-o-Sunnat ki jaanib nahin aa sakte jo hamare dermian mushtarik cheez hai bajae iss k main yeh kehta rahoon k falan Ahlehadees aalim yeh kehta hai buss main to issi ko manoon ga aur Aap main se koi yeh kehta rahe k main to falan Brelvi Aalim ki baat hi maanon ga. Hamari Dawet sirf Quran-o-Sunnat ko miar banana hai. Abb iss ki buniad per ager Ahlehadees Aalim ki baat Quran-o-Sunnat ke khilaaf ho to uss ki galat ager kissi doosre maslak ke aalim ki baat galat saabit ho to woh galat. Quran main bhi Allah ne kaha hai k "AGER TUM MAIN KISSI BAAT MAIN IKHTILAAF HO JAE TO USSE LOTA DO ALLAH AUR USS KE RASOOL (SALLALLAH O ALEHE WASALIM) kI JAANIB" Ager aap main se koi mere saath kissi masle per baat kerna chahta hai to main haazir hoon yaqeen se kehta hoon jo baat daleel se sabit ker di jae gi usse maan loon ga. Allah ham sab ko hadayat de. Mera E.mail Address hai: *********@yahoo.com Wasalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 21 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 21 ستمبر 2007 shoaib tumhain ahlehadees hona mubarik ho. yeh buhat purani story ho gai hay keh MAin pehle Brelvi tha lakin aAlhamdulillah abb Ahlehadees hoon. main aaj say 3 saal pehlay apnay muhallay keh antihadees molvi say bhi yeh sun chuka hoon khe jee mera saara khandan barelvi hay main tehqeeq kar kay iss daldal main uttra hoon waghaira waghaira baqi Molvi Sadiq Kohati ko tau jaantay ho gay tum jo keh SABIQA DEOBUNDI MUNAZIR tha aur phir gumraahi main aik step aagay barh kat ANTIHADEES ban gaya aur uss kay baad gumraahi kay aglay darjay mian ja kar SHIA ho gaya. abhi uss ka taraqi ka safar jaari hay. agar woh issi tarh taraqi karta raha tau agla step QADIYANIYYAT hee ho ga. Kia ilzaam tarashian daleel hoti hain? saheeh kaha ilzam tarashian daleel nahi hoti laikin agar unn kay saath saboot mojood haun tau woh ilzam nahi hotay balkeh uss ko haqeeqat kehtay hain. Mujhe to aaj tak kisi brelvi aalim ne koi aisi daleel Rafa Yaden ya kissi aur Masle per nahin di jis se behter daleel Ahle hadees ke paas na ho (Alhamdulilla). jee issi liye Antihadees munazir hamasha RAFFA YADDAIN kay munazira haar jaatay hain kiun keh aap ke pass behtar daleel hoti hay keh hum nay nahi man'na kuch bhi. jaisay tumhara Mubashir rabbani haar gaya tah Maulana Abdulkarim naqshabandi say aur tumhara qazi abdulrasheed haar gaya tha Maulana Mufti Ashraf Asif jallai say. aur jis tarah qazi abdulrasheed haar gaya tha Maulana Mustaf rizvi say . woh issi liye haar jaatay hain kiun keh unn kay pass daleel buhat mazboot hoti hay mukhalif ki nisbat.lolzzzzzzzzzzz aur yeh munaziar bhi agar parha hota tum nay tau iss tarh na likhtay keh jee humaray pass behtar daleel hay . Agar hay tau mujhay aik saheeh Qolli hadees dikhao Sehah Sitta say keh RASOOL ALLAH nay NAMAZ main raffa yaddain karnay ka hukm diyya hau. agar hay koi hadees tau paish karo RASOOL ALLAH ki poori zindagi ka koi aik lamha tau ho ga na jub RASOOL ALLAH nay Rafa yaddain karnay ka hukm diyya ho ga. Lakin main phir bhi rigid nahin ager aap main se koi bhi kissi masle per mere saath baatcheet kerna chahta hai to main haazir hoon lakin baat ager daleel se ki jae.Mujhe sirf darr iss baat ka hai k mujhe yahaan ban ker dia jae ga. hum bhi yaheen hain aap say baat karnay kay liye. aur aap ko koi ban nahi karay ga . haan agar aap nay abusive language use ki tau phir aap ko warning di jaye gi aur agar aap nay phir kuch kiya tau phir kuch action liya jaye ga. laikin mujhay umed hay keh aap yahan baat cheet karain gay aur pehlay walay antihadeeson aur deobundion ki tarah bhaag nahi jain gay aur na hee yeh kahain gay keh MERA KAWWA TAU SAFAID HAY tum jo marzi daleel day lau. Ager aap main se koi mere saath kissi masle per baat kerna chahta hai to main haazir hoon yaqeen se kehta hoon jo baat daleel se sabit ker di jae gi usse maan loon ga. Allah ham sab ko hadayat de. Hum baat karnay ko tyaar hain laikin Pehlay usooli masail par baat ho gi aur phir faroi par. ya jaisay aap chose kar lain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 21 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 21 ستمبر 2007 Jazak Allah azawajal.......... thanks for sharing.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ya rehmatulilalameen مراسلہ: 23 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2007 Asslamoalaium,Mera naam Shoaib hai. MAin pehle Brelvi tha lakin aAlhamdulillah abb Ahlehadees hoon. Iss forum per Ahlehadees ke khilaaf jo ilzaam lagae gae hain, Aik waqt tha k main bhi yehi kuch samajhta tha. Hata k Ahlehadees k peeche namaz bhi nahin parhta tha k yeh log to gustakh hai. Mager jab Allah ne Quran o sunnat ki janib rehnumai ki to Zahen bhi taasub se paak ho gia. Kia ilzaam tarashian daleel hoti hain? Mujhe to aaj tak kisi brelvi aalim ne koi aisi daleel Rafa Yaden ya kissi aur Masle per nahin di jis se behter daleel Ahle hadees ke paas na ho (Alhamdulilla). Lakin main phir bhi rigid nahin ager aap main se koi bhi kissi masle per mere saath baatcheet kerna chahta hai to main haazir hoon lakin baat ager daleel se ki jae. Mujhe sirf darr iss baat ka hai k mujhe yahaan ban ker dia jae ga. Allah ne to Yahood-o-Nisara se kaha hai k "AAo USS KALME KI TARAF JO HAM AUR TUM MAIN MUSHTARIK HAI" to phir ham sab to aik kalma parhne wale hain phir kia ham TAASUB se baalater ho ker Quran-o-Sunnat ki jaanib nahin aa sakte jo hamare dermian mushtarik cheez hai bajae iss k main yeh kehta rahoon k falan Ahlehadees aalim yeh kehta hai buss main to issi ko manoon ga aur Aap main se koi yeh kehta rahe k main to falan Brelvi Aalim ki baat hi maanon ga. Hamari Dawet sirf Quran-o-Sunnat ko miar banana hai. Abb iss ki buniad per ager Ahlehadees Aalim ki baat Quran-o-Sunnat ke khilaaf ho to uss ki galat ager kissi doosre maslak ke aalim ki baat galat saabit ho to woh galat. Quran main bhi Allah ne kaha hai k "AGER TUM MAIN KISSI BAAT MAIN IKHTILAAF HO JAE TO USSE LOTA DO ALLAH AUR USS KE RASOOL (SALLALLAH O ALEHE WASALIM) kI JAANIB" Ager aap main se koi mere saath kissi masle per baat kerna chahta hai to main haazir hoon yaqeen se kehta hoon jo baat daleel se sabit ker di jae gi usse maan loon ga. Allah ham sab ko hadayat de. Mera E.mail Address hai: *********@yahoo.com Wasalam hello najdi. if u want to get daleel of this problem then u will have to listen allama saeed ahmed munazra v/s ur alim اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
asimsweetone مراسلہ: 1 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 1 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) hello najdi. if u want to get daleel of this problem then u will have to listen allama saeed ahmed munazra v/s ur alim Assalamu alykum i was also hanafi before. see this munazira between Shaykh mubashir ahmad rabbani(Ahle sunnat) and molvi abdul kareen(muqallid raza khani) http://*************************************** and i challenge all the raza khanis to debate. mai nay pehley hee debate harai hai tumharey aik raza khani ko is hee site par. abhi tuk us ka jawab nahi aaya. BRELVIAT KO RAZA KHAN mubarak ho. humien ALLAH kay rasool ki nisbat mubarak ho. tumheen nisbat bhi mili to hinduoon kay sheher braili ki mili Edited 1 اپریل 2009 by Ya Mohammadah Wahabi sites are not allowed on this forum. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shan E Raza مراسلہ: 1 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 1 اپریل 2009 oh janab kia howa kis baat ka gusa hai aap ko lagta hai buhat dino baad ka gussa yeha aa kar uttar rahe ho .or janab kis mozo par debate karni ahi aap ko or yeh link nahi chal raha hai.or wais ebhi yeha koi dosari web ka link mat do agr debate karni hai to yeha start kar lo inshallah aap ko bhi buhat achey achey jawab miley gain.or janab aap nein kaha debate harai hai us ka link dey .or janab mujhe samjh nahi ayi aap abh kia ho pehle to hanfi they abh kia ho? or janab nisbat hum ko kis shaher se hai yeh sabh jante hai or janab Imam Ahmad Raza se jalne walo tum lakh hum ko raza khani kaho tum logo k kehne se kuch nahi ho ga kiun k sunni hi hai or deobandi hi hai or ahle Hadish Anti hadeet hi hai or shiya shiya hi hai abh agr aap kisi firqay ko new name dey kar yeh zahir karna chahte ho k hamara firqa naya hai to tumhari bhool hai .dekh lo saadia beet gai kuch hasil nahi howa RAza khani kehne se Brailvi kehne se aaj bhi jabh Suuni se hum log hi murad hai or koi nahi or waise bhi hume deobandiyo ki tarha yeh kehne ki tarha yeh naare lagane ki koi zaroorat nahi k Asli Ahle Sunnat kon kiun k Ahle Sunnat walo ko yeh nahi kehna parta k hum asli Ahle sunnat hain bulkey woh sirf itna hi kehta hia k Hum Ahle Sunnat hain. is liye aap zara khul kar baat kare k aap nein kia marka mar liya jo itne naare laga rahe ho? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔