Madani Munna مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Main Yahan Yeah EK Topic Start Kar raha Hoon Jis Main Koi B Question poochay Par Ek Ka Ans Mil Jay tab Aor Baqi Try Karain Us Ka Ans Denay Ki my q. Is What Is The Meaning Of Muslim? Musalman Ka Kiya Matlab Hota Hai? In Roman JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaseem مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 15 ستمبر 2007 !مدنی منّے ماشآء اللہ۔۔ ثواب ِ جاریہ کے حصول کے لئے آپ کی یہ کوشش بہت ہی اچھی ہے۔۔ اللہ عزوجل آپ کو اس کا ُستھرا اجر عطاء فرمائے۔۔ What Is The Meaning Of Muslim? لفظ ُمسلِم۔۔ فاعل کا صیغہ ہے۔۔ جس کا مصدر اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Mery ilm k mutabiq word muslim ki meaning hay "Apny aap ko supard kardenna" W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 17 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2007 JazakAllah Bro Aor B Question Poochain Na Is Say Dusroon Ki Maloomat Main B Ezaafa Hoo Ga InshahAllah My 2nd Question. Farz-e-Kafaya Kiya Hotay Hain Aor In Ki Tadad Kitni hai? JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 17 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2007 Bhai Farz-e-Kifaya us farz ko kahty hain k jo k agar kisssi Area (town, billage wagherah) k kissi aik aadmi ne b adda kya to us Area k sab aadmi us farz se bari ho gaye, Lakin agar kissi ne b adda nahin kya to sab gunahgaar. Aur ta'adaad to nahin patta, albatta itna patta hay k "Namaz-e-Janaza" b farz-e-kifaya hay. Kissi aur bhai ko aata hay to yahaan par achhi tarah se samjhaye. . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 17 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2007 Mera question ye hay k "Sunnat-e-mokida" kisy kahty hain ? W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nazia مراسلہ: 18 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2007 jahan tak mujhey ilm hai Sunnat-e-Mokaida kay barey mein tou woh aesi Sunnatein hai jin ko aghar tarq kiya tou gunahh milta hai, Asal mein Sunnat do tarekoon ki hoti hai sunnat-e-Mokada or Sunnat-e-ghair mokadda aghar sunnat mokkad chori tou gunah milta hai kyun k yeh sunnah kabi AQA-E-do jahan nay nahi chori tarawee bi sunnat-e-mokkada hai, aghar sunnat-e-ghair-e-mokadda chori tou gunah nahi lakin aghar ada ki tou sawab milta hai jaisay Asar ki namaz ki 4 rakkat sunnat aghar parhi tou sawab hai lakin nahi parhi tou gunah nahi hai lakin haan yeh zaroor hai tarqey sunaat ko apni addat nahi banani chaye yani yeh nahi k hum humesha hi asr ki sunnah chor dein mujhey word to word yeh qissa nahi yaad haan mafhoom bayan kar rahi hoon aghar ghalti ho tou Allah Azzawajal maaf farmaye "Aik bhut mashoor shair hain Mehr-e-Ali aik dafa unhoo ney asr ki 4 rakat sunnah chori or phir un ki ank lag gaye Meray Methay Methay AQA Muhammad-e-Mustufa un kay kahwab mein aye or farmaya Mehr Ali kya hum say naraz ho jo ajj humari sunnat chori tou us k baad App bhut roye" aghra ghalti hoo tou islah farmayein baraye Madina اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 18 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2007 (ترمیم شدہ) jahan tak mujhey ilm hai Sunnat-e-Mokaida kay barey mein tou woh aesi Sunnatein hai jin ko aghar tarq kiya tou gunahh milta hai, Asal mein Sunnat do tarekoon ki hoti hai sunnat-e-Mokada or Sunnat-e-ghair mokadda aghar sunnat mokkad chori tou gunah milta hai kyun k yeh sunnah kabi AQA-E-do jahan nay nahi chori tarawee bi sunnat-e-mokkada hai, aghar sunnat-e-ghair-e-mokadda chori tou gunah nahi lakin aghar ada ki tou sawab milta hai jaisay Asar ki namaz ki 4 rakkat sunnat aghar parhi tou sawab hai lakin nahi parhi tou gunah nahi hai lakin haan yeh zaroor hai tarqey sunaat ko apni addat nahi banani chaye yani yeh nahi k hum humesha hi asr ki sunnah chor dein G sister aap ne bilkul theek kaha. mujhey word to word yeh qissa nahi yaad haan mafhoom bayan kar rahi hoon aghar ghalti ho tou Allah Azzawajal maaf farmaye "Aik bhut mashoor shair hain Mehr-e-Ali aik dafa unhoo ney asr ki 4 rakat sunnah chori or phir un ki ank lag gaye Meray Methay Methay AQA Muhammad-e-Mustufa un kay kahwab mein aye or farmaya Mehr Ali kya hum say naraz ho jo ajj humari sunnat chori tou us k baad App bhut roye" aghra ghalti hoo tou islah farmayein baraye Madina Aur sister aap ne ye kaha k "Mehr Ali " sha'ir hain, nahin. Ye Aik buhat bary Aamil, Wali-e-Kaamil hain, Un ka poora Naam Hadrat Peer Syed Mehar Ali Shah Golirwee hay. Jis tarah Aala Hadart ne Deobandiyat ne deobandiyat ki dhajiyaan uraee theen, to aise hee Hadrat Peer Mehar Ali Shah ne Qadyaniyat k khilaaf jihaad kya thaa, Aur jitna aap ne Qadyaniyat k khilaaf kaam kya hay, itnaa kisssi ne b nahin kyaa. Aap ne y waaqi'aa likha hay, ye b kuchh had tak theek hay, lakin Aap ko Aaqa ki ziyarat khuwaab men nahin, balike zaahiri aankhon se huee thee. Mein abhi poora waaqi'aa nahin likh sakta (Kiyoun k aftaar ka time ho raha hay) Insha Allah raat aap ki zindagi par aik mazmoon likh kar yahaan par post kardoon ga. Aur aakhiri baat, aap ka jo ye shair hay: SubhanAllah Ma ajmalak, Ma Ahsanak, Ma Akmalak Kithy Mehar Ali , kithy teri Sana, Mushtaq akhyan kithy jaa ariyan Ye aap ne us waqt hee likhi thi, jis waqt aap ne AAQA ki ziyarat ki thee, zaahiri aankhon se. Bilkul aise hee jis tarah Aala Hadrat ne "Wo soye Lala Zaar" likhi thee, AAQA ki zaahiri aankhon se ziyarat karne se pahile. Ooper waly shair men, mein ne "Mushtaq" word use kya hay, Lakin Aap ne yahaan par apny liye "Gustaakh" ka lafz use kya thaa, lakin hum aisaa nahin kar sakty. Aur haqeeqat b yahee hay k un ki aankhen mushtaq hee theen, na k gustaakh, jabhi to AAQA ki ziyarat ki (wo b zaahiri aankhon se) Aur aaj kal k jaahil aur gandy log, aksar is shair ko busses, Autos, trucks k peechy lkhty hain, aur ishq-e-majazi k liye aksar is ko parhty hain, un JAHILON ko aankhen kholni chahyen k ye shair kin k liye kaha gaya hay, aur kis ne kaha hay, aur kab kaha tha. W'ssalam. Edited 5 نومبر 2007 by Sag-e-Attar lanat kerna kafir per bhi mana kiya gaya hai. yeh jahalat ki wajah sey ishqe majazi per yeh shair istimal kertey hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attaria786 مراسلہ: 18 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2007 mara sawal ye hai k waqat or haal main kia faraq hai?plz is ka jawab dain or 1 wali k liay iss ke kia ahmeat hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nazia مراسلہ: 18 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2007 (ترمیم شدہ) g plz zaroor shair karye ga App ki hayat ka barey mein zaroor islaha karnay ka bhai bhut bhut shukiyaaa thnx for shring ths n yah i wan 2 know abt the Syed Peer Mehr Ali shah k barey mein jo ghalti hoye ho ALLAH AQA k sadqey maaf karye Ameen Edited 19 ستمبر 2007 by nazia اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 JazakAllah Mudasir Bhai Wesay Waqiya Hai Too Bohat Zabardast Mujay Aata B Hai Lekin Ap Is Ko Beyan Karain Gay Too Ziyada Ltuf Aaye Ga JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Subhan Allah (azawajal) shukriya share karney ka... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attaria786 مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 (ترمیم شدہ) sab ko sab k jawab milay hain lakin main nay jo sawal kia mujay mara jawab nahi mila kia kisi ko is k baray main nahi pata?khar hai ok Allah hafiz Edited 19 ستمبر 2007 by ya mohmmadah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 PLz Word Allah Ka 1st Word Cap Main Likha Karain jazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 mara sawal ye hai k waqat or haal main kia faraq hai?plz is ka jawab dain or 1 wali k liay iss ke kia ahmeat hai Aap ka ye question meri samajh shareef men to aaya hee nahin hay, lakin phir b koshish kartta hoon. lol Kiyoun k ye koee specific question to hay hee nahin, ye to aik general question hay, is k kaee answers ho sakty hain. Waqt to koee b ho sakta hay, jaise Past (maazi) , Present (haal) aur future (mustaqbil). Aur haal jo abhi jo waqt chal raha hay. m i rite ? W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 (ترمیم شدہ) Hadrat Peer Mehar Ali Shah Sahab 14th April 1859 A.D bimutabiq 1st Ramdan 1275 A.H men monday k din paida huye thy. Aap ka silsila-e-nasb 25 waston se Huzoor Ghous-e-A'azam aur 36 Waaston se Imam Hassan-e-Mujtaba se jaa milta hay. Wo waaqi'aa aisy hay k Aap khud farmaaty hain k "Jab 1307 Hijari men aap Hijaaz-e-Muqadas men thy, to Doran-e-Safar-e-Madina men waadi-e-ahmer k maqam par jab daku'on k hamly k paish-e-nazar majbooran isha ki sunaten mujh se rah gaeen. (Ye daku wohi hain jo aaj kal saudi hukmiran hain. Ye Pahily daku thy, jo k madina-e-muanara jaany waly logon ko loota karty thy. Isssi baat ka izhaar Syedi Aala Hadrat ne Safar-e-Madeena k doran Likhi huee naat men b kiya hay "Lut'ty hain, maary jaaty hain, youn hee suna kiye. Har baar di wo amun k gairat hzar ki hay." Ya'any hum ne to yahee sunna hay k aksar is raah men jo b safar karty hain, un ko daaku loot lety hain, balike maar b daalty hain; Lakin hum par Aaqa ne har baar aisaa amun dya k lagta hee nahin thaa k hum kisssi safar men hain. Koee khauf nahin hotta tha. Hadrat Peer Mehar Ali shah Sahab ne isha ki namaaz jaldi jaldi adda kar li thee, aur 4 rak'at sunnat-e-gair mokida chhor nahin parheen theenk kaheen daku hamla na karden. "Mudasir Yaseen") Aagy Hadrat Peer Mehar Ali Shah farmaaty hain k " Aik madrisy (Madrisa Solaita) k talb-ul-ilm (Molvi Muhammed Ghazi) ta'aleem-o-tadrees chhor kar husun-e-zan ki bina'a par bigharz-e-khidmat is muqadas safar men mery saath sharek huye thy. Un rufaqa ki ma'iyat men, mein qaafily k aik taraf so gayya thaa." " Kya dekhta hoon k Sarwar-e-Aalam Arabi jubba zeb tan farmaa'iye tashreef la kar, apny husun-e-ba kamal se mujhy naee zindagi atta farmaaty hain. Aisaa ma'aloom hotta. aisaa ma'aloom huwa k mein aik masjid men zihaalat-e-muraqiba do zanu betha hoon." " Aap ne ne qareeb tashreef la kar irshaad farmaya k Aal-e-Rasool ko sunnat tark nahin karni chahiye. Mein ne is haalat men AAp ki donon pindliyon ko (jo k resham se b ziyadah latef theeen) apny haathon se mazboot pakar kar nala-o-faghan karty huye "asslatu Wa'ssalam Alaik Ya Rasool-ul-Allah " kahna shuru kar diya, aur Aalam-e-mad hoshi men roty huye arz kya k Huzoor Aap kon hain ? Aap ne yahee farmaya k Aal-e-Rasool ko sunnat tark nahin karni chahiye. 3 baar issi tarah sawaal-o-jawaab huye to mein samajh gayya k Aap khud Huzoor-e-Pur noor hain. Agar koee aur buzrig hoty laazmi tor par mujhy is kalma ki ada'igi se zaroor manna farmaaty." Ye hay wo waaqi'aa. Abhi mery pass itna time nahin hay, warna mein zaoor Aap ki zindagi par buhat kuchh likhta. Duaoon ka talabgaar. W'ssalam. Edited 19 ستمبر 2007 by Mudasir Yaseen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 JazakAllah Mudasir Bhai Wesay Waqiya Hai Too Bohat Zabardast Mujay Aata B Hai Lekin Ap Is Ko Beyan Karain Gay Too Ziyada Ltuf Aaye Ga JazakAllah G Bhai waaqi'aa to buhat hee zabardast hay. Aur aap ko yaqeenan aana b chaahiye kiyoun k aap Hadart Peer Mehar Ali Shah k saaya-e-Rehamat men jo rahty hain. Aur mujh se ziyadah achha bayaan aap hee kar sakty hain, kiyoun k hum tak ye puhicha hay through books, Par aap ko to ye waaqi'aat apny Ami Abu, Dada Dadi se suniny ko mile hongy. Kiyoun k Hadrat Peer Aap ne 29th Safar-ul-muzafar 1354 A.H Bimutabiq 11th May 1937 A.D men wafaat farmaayee thee, aur aap k Dada Jaan wagherah ko to un se yaqeenan mulaqat ka sharaf b haasil huwa hoga ? Mein ne theek kaha ya nahin ? W'ssalam. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SanaAli مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 mashaAllah bohut hi zaberdast mera aik sawal hai kay mein nay geo t.v pay suna kay aik sunni alim they unhon nay kaha kay hathi(elephant) jo kay pehlay aik zani murd tha tu us ko badua ki wajah say hathi bana diya gaya aur rabbit aik aurat thi donkey bhi aik insaan tha aur lizard nay jab hazrat ibrahik alahis salam ko aag mien dala gaya tu lizard blow phoonk par rahi thi kay aag jaldi say lag jai aur frog pani lakur dal raha tha kay jaldi say aag khatum ho jai yee kaha tak theek hai baray-e- madina zaroor batain aur mujh ko jitnay aur janwar kay baray mein jis ko bhi ilm hoo zaroor batain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Iqra مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 sab ko sab k jawab milay hain lakin main nay jo sawal kia mujay mara jawab nahi mila kia kisi ko is k baray main nahi pata?khair hai ok Allah hafiz Madeena aap ko jawaab issi liye nahin milla k aap ne abhi tak kisssi aur k sawaal ka jawaab hee nahin diya. W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 mashaAllah bohut hi zaberdast mera aik sawal hai kay mein nay geo t.v pay suna kay aik sunni alim they unhon nay kaha kay hathi(elephant) jo kay pehlay aik zani murd tha tu us ko badua ki wajah say hathi bana diya gaya aur rabbit aik aurat thi donkey bhi aik insaan tha aur lizard nay jab hazrat ibrahik alahis salam ko aag mien dala gaya tu lizard blow phoonk par rahi thi kay aag jaldi say lag jai aur frog pani lakur dal raha tha kay jaldi say aag khatum ho jai yee kaha tak theek hai baray-e- madina zaroor batain aur mujh ko jitnay aur janwar kay baray mein jis ko bhi ilm hoo zaroor batain Sister Hadrat Ibraheem wala waaqi'aa to bilkul theek hay. Lakin mein ne aisaa sunna hay k phoonk magar machh de raha tha, aur paani koee parinda daal raha thaa. Aur doosiri baaten b bilkul theek hain k "Pichhli ummaton men jab koee b insaan gunaah karta thaa, to un ki sooraten maskh ho jaati theen. Koee bandar ho jatta thaa, to koee pig. Lakin Ummat-e-Muhammdiya par ye aik ahsaan hay k Hum kitny b gunaah karty hain to phir b hamari shaklen tabdel nahin hoteen. Kiyoun k Hum Aaqa ki ummat hain. Lakin hadith shareef men ye b aaya hay k: Aap ne aik martaba sahaba kiraam se farmaya k "Meri ummat k aakhiri dor men logon ki shaklen tabdeel ho jaayen gi." To Sahaba-e-kiraam ne arz kiya k "AAqa , kya wo musalimaan nahin hongy kya?" To aap (saw0 ne farmaya k "Kiyoun nahin ? Wo to namaaz, roza, zakaat aur haj sab ki pabandi karen gy, Lakin un men ye buraee aam ho jaaye gi k wo gaany baaje, Sharaab aur aurat k munh se gana sunine gy. Aur poori raat wo gaana sunty aur sharaab peety rahen gy, lakin jab subah ko uthen gy to un ki sooraten mas'kh ho chuki hoongi. Koee bandar to koee pig ban gaya hogga." W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attaria786 مراسلہ: 20 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 20 ستمبر 2007 Aap ka ye question meri samajh shareef men to aaya hee nahin hay, lakin phir b koshish kartta hoon. lol Kiyoun k ye koee specific question to hay hee nahin, ye to aik general question hay, is k kaee answers ho sakty hain. Waqt to koee b ho sakta hay, jaise Past (maazi) , Present (haal) aur future (mustaqbil). Aur haal jo abhi jo waqt chal raha hay. m i rite ? W'ssalam masalah jazkallah thanks fo ans to ham is ko iss tarah nahi kah saktay k jo jesam hai wo waqat hai or rooh hai jo wo hall hai main nay b is question ka answer kisi say pocha tha to unow nay ye jawab dia..jo main nay oper bian kia. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attaria786 مراسلہ: 20 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 20 ستمبر 2007 PLz Word Allah Ka 1st Word Cap Main Likha Karain jazakAllah jazkallah lakin bai ham is ko urdu main kasay ALLAH lafaz bara dalain gay ?plz is ka b answer dain k likhna to ham nay ALLAH he hota hai urdu main likahin ya eng main?baray madina tahmal say answer dijay ga plz agar maree bat buri lagy to muafi.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 20 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 20 ستمبر 2007 jazkallah lakin bai ham is ko urdu main kasay ALLAH lafaz bara dalain gay ?plz is ka b answer dain k likhna to ham nay ALLAH he hota hai urdu main likahin ya eng main?baray madina tahmal say answer dijay ga plz agar maree bat buri lagy to muafi.... Madina Actually english men har shakhs ka naam Capital letter se start kya jatta hay, jaise Aap ne nick hay "Attaria786". To hum agar kissi person ka naam capital letter se start kar rahy hain, to Allah k naam ki ta'azeem to is se ziyadah karni chahiye na, na k is se kam. Is liye ALLAH hameshah capital letters men hee likhen. Baaqi aap ne kaha k kaha k urdu men capital kaise likhen gy, to is ka jawaab ye hay k "URDU" men letter "Alif" hameshah capital hee hotta hay, wo samall men ho hee nahin sakta. W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attaria786 مراسلہ: 20 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 20 ستمبر 2007 jazkallah madina bohat bohat sukaria answer day nay ka ALLAH azwjal app ko dunia o akhrat ke balian naseeb farmay ammen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔