Jump to content

Namaz Taraveeh May Namaz Kay Doran Imam Ka Hath May Quran Lay Ker Apni Corection Ker Sakta Hay?

Smart Ali

تجویز کردہ جواب

(salam)

Hazrat mien nay aik video ahle-khabees ko behji jis may ahle khabees ka imam namaz taraweeh kay doran pocket say mobile nikalta hay  or us may dehkna shuru ker dayta hay. video link ya hay

namaz may mobile wahabi.mp4

jub wahabi say poocha gaya kay aisa kerna sahih hay. zara quran or hadith say is ka prooof dhika dien to us nay ya proof diya hay.

post-13461-0-07182900-1452228179_thumb.jpg

post-13461-0-96091000-1452228197_thumb.jpg

mien nay wahabi ko kaha ya ab biddat nahi hay?? ya to amla kaseer hay. to us nay kaha kay mien hadith ka reference day chuka hoon

app bataien ya wahabi ka ammal gahlat hay ya nahi???

(ja)

Link to comment
Share on other sites

نماز میں دیکھ کر قرآن پڑھنا مفسدات نماز میں شامل ہے. نماز کے احکام صفحہ ٢٤١ کا مطالعہ کریں

(salam)

Hazrat app nay jo masla bayana kiya wo to fiqah hanfi kay layhaz say sahi hay mager hamara (Ahle Sunat wa jamaat) ka aietraz ya hay kay wahabi nay namaz taraweeh kay doran mobile nikala wo chees quran or hadith say sabit nahi ker saktay. even zaeef hadith say bhi sabit nahi ker saktay. to Wahabi nay bola mien sahih hadith say sabit ker dayta hoon or phir us nay jo BHUKARI ka reference  diya jo oper post kiya ja chuka hay. ab may us ko boloon kay nahi namaz fasid ho jati hay to wo bolay ga kiss hadith kay tahet namaz fasid ho jati hay???? to mien kiya jawab doon ga? doosri baat wo bolay ga mien nay jo hadith paish ki us ka kiya howa? us ka koi jawab nahi diya????

Link to comment
Share on other sites

Hazrat Rifa'ah Bin Rafe Se Marwi Hai Huzoor Ne Farmaya,

Jaise Tujhe Allah Ne Hukm Diya Waise Wazu Kar Phir Azan Phir IQAMAT Phir Takbeer (Tehrimah) Phir Agar Tujhe Quran Yaad Ho To Padh Warna Allah Ki Hamd O Sana Aur Uski Takbeer O Tehleel Kar.

{Jame Tirmizi, Jild-1, Page-66, Sunane Abi Dawood, Jild-1, Safah-125}

Is Hadees Me Allah Ke Rasool صلى الله تعالى عليه وسلم Ne Us Shakhs Ke Bare Me Farmaya Jo Quran Padhna Ya Zubani Padhna Na Janta Ho To Jab Tak Seekh Na Le Isi Tarah Kare.

Edited by Abdul Wahid

Wahabi Reply:

oper jo mien nay hadith paish ki hay wo namaz taraweeh kay liya hay na kay ferz namazoon ki jamaat kay liya. namaz taraweeh may ager koi quran hath may lay ker perhta hay to us ki hadith ki roshni may ijazat hay. or jo app nay hadith paish ki hay us ka itlaq ferz namaz ki jamaat per hota hay.

Link to comment
Share on other sites

Is hedees mein hamare pyare Nabi sallallahoalaihewasallam ka hukm hai ke yaad se quraan paro aur age yad nahi hai to Allah ki hamd, takbeer aur tasbeeh o tahleel karo. Is mein to ferz namaaz aur taraweez ki namaz ka to zikr hi nahi hai. Nabi sallallahoalaihewasallam aur sahaba ikram raziallah o anhum ajmaeen baithe the aur o badwi aa ker namaaz perne lage is se to maloom hot hai ke o ferz namaaz nahi koe nafl namaaz hi per rahe honge.

post-2866-0-65131700-1452768779_thumb.jpg

Oper jo bhukari ki hadith paish ki gayee hay us say jo maslaa nikala ja raha hay kay "NAFIL NAMAZ MAY QURAN DEHK KER IMAM KAY LIYA PERHNA JAIZ HAY" to kiya wo gunjaish nahi nikalti??? kiya wahabi bhukari ki hadith ko mis quote ker rahey hien? hum nay jo wahabioon kay imam kay khilaaaf issue banaya howa hay wo kiya gahlat hay???? kiun kay wahabi to Hadees ki dalil paish ker rahey hien. wo keh rahey hien kay is hadess kay roo say jaiz hay. app log is hadees per amul kernay ki ijazat kiun nahi daytay????

rehnumai ferma dien

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...