Jump to content

کیا یہ اسلامک سائٹ ہونا چاہیے؟؟؟؟؟؟؟


Jad Dul Mukhtar

تجویز کردہ جواب

اسلام علیکم و رحمۃ اللہ تعالی و برکاتہ و مغفرہ

 

 

 

APP LOGON SAY AIK MADNI MASHWARA LAINA HAI. POST NEW TOPIC MAIN MAIN SHOW ALL AIK OPTION HAI JIS MAIN SALAM, AZZAWAJAL, SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM , FI AMAN NILLAH ,ETC KAY SATH EMOTION HAIN,

 

KYA YE USE KARNA SAHI HAI ? MERI NAKIS AKAL ISSAY KABOOL NAHI KARTI, APP KYA KEHTAY HAIN ISS BARAY MAIN???????????

 

 

JAZAKALLAH AZZAWAJAL

 

AAMEEEEEEEEEEEEN

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Bhai mery khayaal men ye galat to nahin hay. Kyoun k ye emoticons b aaj kal aik zaroorat ban gaye hain, anyway agar admins bhai chahen to in ko alag kar sakty hain.

 

Baqi ye k SALAM, AZZAWAJAL, SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM , FI AMAN NILLAH waly icons na hoon to phir tamaam members SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM likhny k bajaye saw likhen gy, ya Radi Allahu Anhu k bajare ra likhen gy, aur aise hee Alaih salam k bajaye as likhen gy.

Un ka honna to laazmi hay.

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Bhai mery khayaal men ye galat to nahin hay. Kyoun k ye emoticons b aaj kal aik zaroorat ban gaye hain, anyway agar admins bhai chahen to in ko alag kar sakty hain.

 

Baqi ye k SALAM, AZZAWAJAL, SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM , FI AMAN NILLAH waly icons na hoon to phir tamaam members SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM likhny k bajaye saw likhen gy, ya Radi Allahu Anhu k bajare ra likhen gy, aur aise hee Alaih salam k bajaye as likhen gy.

Un ka honna to laazmi hay.

 

Imam Abu al-Fadl 'Abd al-Rahman ibn Abi Bakr Jalal al-Din al-Suyuti (Rehmatullah Alaih) narrates that the first person who created the short form of

Link to comment
Share on other sites

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

MUDASSIR BHAI YE SUB KAY HONAY MAIN MUJAH KOI AYETIRAAZ NAHI HAI. SIRF EMOTION KAY HALWAY SAY POST KI HAI

JAZAKALLAH AZZAWAJAL

 

AAMEEEEEEEEEN

G Imran Bhai mein aap ki baat samajh gaya hoon. Ab masa'ila ye hay k "Digital Pictures" ko to ulama-e-kiraam ja'iz qaraar de chuky hain, Kiyoun wo digitized form ya simply ye kahen k pixels (dots) ki banni huee hotti hay. To icons par b wohi hukum lage gaa. Haan baaqi aap ka matlab agar un islamic icons ki ta'azeem karna hay to phir to wo alag honny chahiyen. Baaqi ye k in ko to Ulama-e-Kiraam ja'iz qaraar de chuky hain.

W'ssalam

Link to comment
Share on other sites

BHAI MERA BHI YE HI MAKSAD HAI UN KO ALAG HONA CHAHIYE

JAZAKALLAH AZZAWAJAL

AAMEEEEEEEEEN

 

G bhai baat to achhi ki hay aap ne, lakin hamary admins bhai community bana kar lambi chhutti par chaly gaye hain, un k aany ka intizaar karen. :)

W'ssalam

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

bhai yeh baat iss say pehlay bhi main Sajjad bhai say kar chuka hoon.

 

unn ka kehna hay keh default emoticons mix ho jatay hain automatically with other emoticons

 

iss liye unn ko alag nahi rakha ja skata.

 

 

baqi yeh keh default emoticons ko del kar diya jaye. iss kay baray main Sajjad bhai hee kuch kar saktay hain.

 

aur yeh kaam eid kay baad hee mumin hay.

 

 

 

uss waqt tak tamam admins chutti par hain

 

aap log on duty rahain.

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...