Jump to content

Ramazan Mubarak 2 All ssterzzzzz.......!!

Madinah_Madinah

تجویز کردہ جواب

JAshn E Wiladat E Ghaus E AZAM Mubarak Ho..........!!

Yakum Ramadan z Da Day Of Wiladat Of GHAUS E PAK........aap sb ko Ramadan Mubarak ho.......

ALLAH AZZAWAJAL HAMEN ISKI KHOOOOB KHOOOOB BARAKATEN SAMETNY WALIYAN BANA DY........ Ameeeeeeeen

Duaoooon KI MADANI ILTEJA HY.........

ALLAH hamen is Mah E MUBARAK ki Qadr Krny Waliyan Bana dy.........Ameeeeen......

ss Ziada sy ziada Quran Parhiye........ALLAH Aur us k HABIB (saw) Ki Riza.........Meeethy Murshid Ki Khusnooodi.......aur esaal e sawab k liye...............

BAPA JAN k esaaaaaal K liye b Tarkeeeb banaen........

Hope u'll Reply me in "Jashn e Wiladat E Attar (Damat Barakatuhumul Aliya)" Topic........n send budles of aamaal n Niyyaten...........!!

214.jpg

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(sa) sisters ap sab ko meri taraf se bhi ramazan mubarak!!!

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein is mahe mubarak k tufail ham se razi hojaye or hamain is mubarak mahinay ki barakaton or rahmaton se malamal farmaye,hamari hatmi maghfirat farmaye,is mah e mubarak mein makkay shareef ki subhain or madinay shareef ki shamain dekhna naseeb karay,iman o afiat k sath zinadagi guzar k iman o afiat k sath pyaray aaqa (saw) k jalwon mein un k qadmon mein moat ata farmaye,hamain ikhlas ki lazawal dolat ata farmaye or hamain sayyidatuna fatima tuz zahra radi Allahu ta'ala anha ki sachi kaneezain banaday,un ka sacha ishq ata farma ker shariat e mutahhara ki pairwi kernay ki madani sa'adat ata farmaye

aaaameeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

dua e maghfirat o gham e murshid ki talib

ameen suma ameen :)

meri taraf sey bhi tamam behnoon ko RAMAZAN MUBARAK :)

mujye bhi duaoon mein yaad rakhana :)

take care

Link to comment
Share on other sites

  • 11 months later...

(bis)

(saw)

(salam)

rose.gifheart.gifrose.gifTamam Islami Bhno ko Mah e Ramadan Mubarak horose.gifheart.gifrose.gif

Allah Azzawajal ki khas Rahmatoon aur Barkatoon ka nazool hota hai is mahinay main,Naikiyun per kamar basta ho jaiye,achi achi Niyyaton k saath is Mubarak mahinay ka istaqbal kijiye,khooooooooob khooooooooob ibadat kijiye,Allah (azw) say Magfirat talab kijiye,Sahar o iftar main khoooooooob khoooooooob duain mangiye,Faraiz k saath saath nawafil ki b tarkeeb karain,khooob khooob Madani kamoon ki dhoomain machain.

aur 26th Ramadan ul Mubarak ho Meethay Murshid (m-a) ki khidmat main Naik Aamal k tahaif paish kijiye,Lailat ul Qadr main khooooob ibadat karain aur apni Magfirat talab karain aur sab Duaon main yaad rakhain.

Allah (azw) Meethay Aaqa (saw) k Sadqay Is Mubarak o Babarkat Mahinay main khooooob ibadat karnay ki Sa'adat naseeb farmaye.Aameeeeen Bijahin nabi yel ameen (saw)

Talabgar e Dua

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...