Zahidmobi88 مراسلہ: 25 اکتوبر 2015 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2015 Assalamu Alaikum mere tamam sunni hanfi barelvi bhaio...darj zel jo aap hawale dekh rahe ho ye sab hawale ghair muqallidon ne diya hai aur ilzam salaf par lagaya hai ki Allah arsh par hai (na ke mustawi hai aur nahi ye ayat mutashabehaat hai) Aur maze ki baat to ye hai ki un logon ne isi hawalon ke jaali scan bana rakhe hai Meri ilteja bas itni hai ki aap log ye hawala dekh kar sahi scan den aur ghair muqallidon ko ek tamacha raseed farma den Shukriya (note -: agar jawab roman urdu ya urdu me de den to bahot Mehrbani hogi) 1- AL RISALA FI FIQH IMAM MALIK PAGE -7 2-WAR RISALTO SHARAH SUNNAH ISMAIL BIN YAHAY MUZAINI PAGE-82 3- SIYAR AGHLAMIN NUBALA IMAM DEHBI PAGE -402 4- TAFSEERUL KHAZAN IMAM MUHAMMAD BIN IBRAHIM BHAGDADI JUZZ -2 PAGE 483 5- MUKHTASAR AL ULOO IMAM DHEBI PAGE -282 6- KITAB ASSUNNAH - ABDULLAH BIN AHMAD BIN HANBAL JUZZ-1 SAFA 7 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
M Afzal Razvi مراسلہ: 28 اکتوبر 2015 Report Share مراسلہ: 28 اکتوبر 2015 Wa-Alaikum Salam..Bhai Behtar hota k ap Aslaaf ki wo sari ibartain bhi pesh kar dety..Ta k hmain wo Hawala Dhondny aur Jawab deny mein asani ho..Bhai In mein se 1 Baat jo imam Malik Rh se mansoob ki jati hy..Wo kuch is tarha hy.."Abu zaid zameer Sahaab ne Imam Maalik Rh. Al Mutawaffa 179 Hij. ka Qaul Pesh kiya hai, ke Allah tala Aasmaan par hai aur uska Ilm Har Jagah hai, Koi Jagah Aisi Nahi jo Uske Ilm ke a-haate se Khaali ho" magr ye Ibarat ka kuch page change hy.. (Seer Alamun Nubula : Jild 8 : Safa 101)kiya Jo Hawala apne btaya Yahi baat hy Isi book k dusry page mein..??Iska Jawab apko mil jaye ga..Jis book se ye qoal liya gya hy..wo kitab wahabiyon k mutabiq sabit hi nahi..Dusri is rewayat ki sand bhi zaeef hy.. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 28 اکتوبر 2015 Author Report Share مراسلہ: 28 اکتوبر 2015 Afzal rizvi bhai mujhe ma'laoom hai ki in makkar wahabio ne bahot si khayanat ki hai...lekin jo upar maine hawale diye hai mujhe iski tehqeeq chahiye aur mudallal jawab bhi with orignal scan aur urdu tarjuma ke saath Aur mazrat talab karta hoon ki mere paas scan nahi hai..bas main hawala dene ke ilawa aur kuch nahi de sakta اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔