Jump to content

Hadaiq E Bakhshish Pe Aitraz

Ayesha Fatima

تجویز کردہ جواب

Ak wahabi ne aitraz kia he k hadaiq e bakhshish main ak shair kuch is trah he 

Kasrat baad e qillat pe aksar darood

Izat badd e zillat pe lakho salaam 

main ne khud ye shair parha he hadaiq e bakhshish main.Wahabi ka aitraz ye he k Hazoor Sallalahu Alaihi Wassallam k bare main zillat ka lafz use kia he kia ye gustakhi nai 

is ka kia jawab du

Link to comment
Share on other sites

دیکھیں جی۔ جواب تو پہلے سے دیا گیا ہے۔ آپ وہابیوں سے مختلف اعتراضات لیکر (حالانکہ ہماری کتابوں کی عبارات بالکل بے غبار ہوتی ہیں) انکے جواب تو ہم سے لے لیتے ہیں مگر کبھی وہابیوں کو انکی گستاخانہ عبارات دکھائی ہیں؟؟

امید ہے کہ آپ وہابیوں سے پوچھیں گےانکی کفریہ عبارات کا بھی، اس دفعہ بھی سابقہ طریقہ نہ اپنائیے گا کہ جواب ملتے ہی کسی اور اعتراض ڈھونڈنے میں لگ جائیں۔،۔،

http://www.islamimehfil.com/topic/10802-peer-naseeruddin-golarvi-kasrat-e-buad-e-qillat-izzat-e-buad-e-zillat/

Edited by kashmeerkhan
Link to comment
Share on other sites

Ye lafz baad nhn baud hai.Aur baud ka matlab hai dori .Alahazrat k iss shair ka matlab hai kay Hazoor Peace be upon him ki woh izzat jo zilat se bohut door hai...aisi izat jo hamesha qaim rehnay wali hai jis kay dour dour tuk zilat ka waham tuk bhi nhn hai ..kyun aksar log zilat se izat patay hain aur kuch log izat kay baad zilat...but mere Aqa peace be upon him ki izaat aisi izaat hai kay jis k dour dour tuk bhi zilat ka shaiba nhn hai...

post-459-0-33369300-1445626016_thumb.jpeg

ڈاکٹر صاحب!

اصل لفظ بعد (ب کے اوپر زبر) ہی ہے۔ اس صورت میں بھی یہ شعر مبارک بہت عمدہ نعت پاک ہے۔

ذلت کا تعلق رسول اللہ نبی اللہ ﷺ سے ہرگز نہیں ہے بلکہ کثرت کے کفر والے دور سے ہے۔

بغیر کسی وجہ کے بعد (ب کے اوپر زبر) کو بعد (ب کے اوپر پیش) نہیں سمجھیں۔،،۔

Aslamualikum kashmir khan bhai main naye kuch arsa qabal Allama syed Muzaffar hussain shah shb. Ki taqreer sunni thi...jis main unho naye iss shair ko explain kiya tha...aur unho naye lafz baud ( paesh) kaha tha kay yahan lafz baud istamal hoa hai aue unho naue phir iss shair ka maatlab inhi alfaz main wazaih kiya tha .

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...