Ghulam e Azhari مراسلہ: 10 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2007 Assalamualaikum. People please help me I can't find the Brothers' only section. Or does this even exists? Wassalam! Mumtaz Hussain Attari Qadiri. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 10 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2007 there is no such section اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 12 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 12 ستمبر 2007 yes اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 12 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 12 ستمبر 2007 I think there should be. This will help brothers discuss there brotherly matters etc. What do you say? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 12 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 12 ستمبر 2007 Bhai mein b aap ki baat se mutafiq hoon, aur taqreeban 4 maah pahile mein ne ye issue uthaya tha, Lakin "KASHMIR ISSUE" ki tarah is issue ki taraf b kissi ne tawajuh nahin di, :( اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza مراسلہ: 13 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2007 kia is ki Zaroorat hai? ager Zaroorat hai to phir main bhi aap ke sath hoon... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 13 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2007 WESSAY BAHI AAP KO ITNI ZAROORAT NAHI AGAR HAI TOU PHIR BANA LAIN WALSAM O ALIKUM اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 13 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2007 kia is ki Zaroorat hai? G bhai yaqeenan is ki zaroort hay, taqreen kuchh weeks pahily aik bhai "poporizvi" ne kuchh aise sawalaat pouchhy thy (Request sec) men, k jin ka wahaan par poochhina theek nahin lag raha tha. Mein ne wahan par un k answers to un ko post kardiye thy, lakin phir "Mujtaba" bhai ne wo topic delete kar diya tha, aur ye bataya tha k is qism k questions "PM" men aik doosire se poochhen. Chalo theek hay, agar hum "PM" men poochh len aik doosiry se. Lakin jab koee aur new member aaye, aur us ko b sam question k answers chahiyen to phir ... Baar baar hum ko wo talash kar ke batany paren gy. Agar aik private section bana huwa hoga, to us ko bas sirf link hee de den gy, k bha yahan par is ka answer hay. Baaqi aagy "Admins" Bhaiyon ki marzi ...................... :unsure: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 13 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2007 I m also agree with all islamic brothers... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 13 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2007 Baaqi aagy "Admins" Bhaiyon ki marzi ...................... Ok, let's do the ehtajaaj against the administration Qadam barhao Mudasir bhai, ham tumhare saath hain... lol اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 13 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2007 Ok, let's do the ehtajaaj against the administration Theeek hay bhai peaceful ihtijaaj karna aap ka HAQ hay, karen lakin LAW IN ORDER ka problem mat create keejiye ga. :lol: Qadam barhao Mudasir bhai, ham tumhare saath hain... lol Bhai ye siyasi na'ary yahaan par mat lagayen. Ye na'ara 1990 men sab se pahily "Nawaaz Shareef" k liye lagaya gaya thaa, aaj dekhein kiya haalat hay us ki Lihaza kaheen ye na'ary laga kar mujhy is community se "BANNED" na karwaaden. Aur bhai kahaan hain ? Un ka kia khayaal hay ?Bhai agar aap is topic ko barhaty rahen gy, to ho sakta hay admins bhai hamari ye ja'iz demand poori karden. W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 15 ستمبر 2007 I Think Main Ney Is K Leyae Ek Topic banaya Tha ADMIN Zone Main But ........ I Am Also Agree With U Bro Ap Ney Abi Join Nahin Kiya Tha Main Tab Say ADMIN Sahib Ko Razi Karney Ki Koshish Kar Raha Hoon JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Shareef bhai aor Sajjad bhai ki Khidmat main arz hai...ke jab itnay islami bhai arz kar rahay hain.Munasib yahi Maloom hota hai ke aik section alag bana dia jai.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Shareef bhai nay pehlay bhi iss baray main bata diya tha admins ko. Iss liye admins ka ehtejaaj karna kuch samajh nahi aata Sajjad bhai 30 roza aitekaf kay liye Karachi gaye huway hain. unn ki wapsi par mashwara kar lain gay abt Brothers' Only Section Wasiay bhi karna tau unhi nay hay. iss liye eid kay baad hee kuch ho sakta hay. iss liye intezar karain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 15 ستمبر 2007 Subhan Allah. Hamary aadmi barhty jaa rahy hain. Aur bhai b yahaan par ehtijaaj record karwaayen. Jab admins lot kar aayen to hairaan rah jaayen aur hamari ye demand poori ho jaaye. W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 16 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 16 ستمبر 2007 ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH MUDASSIR APP KAHAIN TO SAJJAD BHAI KO FAIZAN E MADINAH MAIN HI PAKAR LAIN. JAZAKALLAH AZZAWAJAL AAMEEEEEEEEN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 16 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 16 ستمبر 2007 Waaah Imraan Bhai is se achha chance aur kab mile gaa ? Coming Thursday ko ijtima men hee us ko pakar len, Wo bhale hee A'itikaaf men bethy hon, Lakin ab wo bach nahin sakta !!!!!!!!!!!!!!! :) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 18 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2007 Waaah Imraan Bhai is se achha chance aur kab mile gaa ? Coming Thursday ko ijtima men hee us ko pakar len, Wo bhale hee A'itikaaf men bethy hon, Lakin ab wo bach nahin sakta !!!!!!!!!!!!!!! Bhai agar ap Hyderabad wale Faizan-e-Madina ki baat karrahe hain to main to wahan araha hoon is thursday ke Ijtima main! Nigran-e-Shoora Haji Imran Attari bhi arahe hain... Ab thorha sa topic par baat... Jab ham admi log dekhte hain keh sisters ka privacy corner hai aur brothers ka nahi to Jalan hoti hai... :P اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Islami Bhaiyon K Leyae shaed Eid K Bad Eeedi Ki Shakal main Yeah Section Mil jay jazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 inshaAllah ... azawajal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Bhai agar ap Hyderabad wale Faizan-e-Madina ki baat karrahe hain to main to wahan araha hoon is thursday ke Ijtima main! Nigran-e-Shoora Haji Imran Attari bhi arahe hain... Bhai jaan ye sach hay k Kal Dawat-e-Islami ki Markazi Majlis k Nigraan-e-Shoura k nigraan Haji Muhammed Imran Attari Damat Barkatuhum-ul-Aaliya yahaan Bab-ul-Islam Hyderabad aa rahy hain, lakin Sag-e-Attar bhai to Bab-ul-Madina Karachi men a'itikaaf men bethy hain aur Jad-dul-Mukhtar bhai b karachi ki baat kar rahy hain. Ab thorha sa topic par baat... Jab ham admi log dekhte hain keh sisters ka privacy corner hai aur brothers ka nahi to Jalan hoti hai... :P Lol Yaaar hamary aadmi hain buhat lakin koee himmat hee nahin karta awaaz uthaany ki. Well, jalan ki baat nahin hay yaar. Actually is ki zaroorat b hay. Kaafi bhai aise aaye hain jo k pm men msgs karke questions poochhity hain, aur pm men hee un ko ans denna parta hay. Aur Mein is liye b kah raha hoon k mujhy deobandyon ki operation karni hay. lol :lol: Ismaeel dahliwee se le kar aaj tak. To wo baaten yahaan nahin post nahin kar sakta, is k liye privacy section honna chaahiye. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2007 Yaaar hamary aadmin hain buhat lakin koee himmat hee nahin karta awaaz uthaany ki. Yeah bat Ap Kis Bina Par Keh Rahay Hain Koi Himmat Nahin Karta Aawaz Uthaney Ki??? Humaray 2 Admin Hain Bas 3 Super MOPD Aor 4 MOD(In Some Section) Only Admin can Make That Section or May B A SMOD too Actually is ki zaroorat b hay. Kaafi bhai aise aaye hain jo k pm men msgs karke questions poochhity hain, aur pm men hee un ko ans denna parta hay.Aur Mein is liye b kah raha hoon k mujhy deobandyon ki operation karni hay. lol :lol: Ismaeel dahliwee se le kar aaj tak. To wo baaten yahaan nahin post nahin kar sakta, is k liye privacy section honna chaahiye. Agreed JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 28 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 28 اکتوبر 2007 Aap Tamam Ahbab Ki Raye Perhi Hai.. Aap Ki Raye Ka Buhut Shukriya.. Jesa Key Pehlay Bayan Ho Chuka Hai Key Is Topic Per Team Members Mein Mashwara Ho Chuka Hai.. Tu Jahan Tak Brothers Key Masail Ki Bat Hai.. I Think Is Key Liye Kisi Alag Section Ki Zarorat Nhin Hai... Bilfarz Koi Aisa Suwal Pochta Hai Jiska Jawab Open Forum Per Dena Munasib Nhin Hai.. Tu Wohi Bat Hai Key Usay PM Ker Diya Jaye.. Is Key Liye Alag Sey Section Banana.. Aur Phir Ba Tadreej Aik Aik Member Ko Us Mein Add Kerna.. Phir New Users Ki Requests. Key Mujhey Access Chahye.. Etc... Aur Jo Suwalat Hain Na Unka Jawab Hum Per Dena Farz Hai Na Wajib. Pas Ager Aata Hai Tu Usay PM Ker Dein.. Jazak Allah.. Aur Nhin Aata Tu Dar-ul-Ifta Ka Address Bhej Dein.. Aisay Chand Aik Masail Key Liye Alag Section Ki Bat.. Mujhey Samajh Nhin Aati.. Koi Bhayi Ager Kuch Tafseel Sey Samjha Dein. Tu Socha Ja Sakta Hai.. Aur Jahan Tak Bad Mazhabon Key Hawalajat Ki Bat Hai.. Us Key Liye Shareef Bhayi Ney Jo Team Members Ko Reply Kiya Tha.. Main Woh Idher Quote Kerta Hoon.. Umeed Hai Sub Members Isay Tawajo Key Sath Perhein Gey Tu Insha Allah Zaror Samajh Aajaye Gi. Walikum Salam , Muhtram Sab Say Pahlee Main aap ka shukariya Ada karta hoon keh Aap neh apni Rayee Pesh ki , Lakin Bahi Jahan Tak Meri Naqis Nazar hai , Yeh Bilkul Munasib nahi keh humara asal maqsood tableegh o islaah hai aur isi keh pesh Nazar Hum Amar Bil Maroof Yaani Neki ki taraf Bulatay hain Aur nahi Anil Munkir Burai say mana kartay hain,aur isi keh tehet e nazar logo keh iman keh tahafuz keh liye unhain badmazhabo' keh mutaliq tanbheeati posts kartay hain , aur aap jin posts ki taraf ishara karray hain ussay tableegh wa islaah nahi balke issay dekha jayee tu sirf kam Parhay Likhay loog khoob lutuf uthaingay ... aur parhay likhee howee loog yeh nahi sochaingay keh yeh kya hai ... balkay un ki dosri rayee qaaim hoogi keh iss ko share karkay humara maqsood , phir is main senkroo sawalat peda hongay humain jazbat say kaam nahi lena chahyee balke is andaaz say kaam karna hai , mukhalif khud usay acsept karay aur jis ka aqeeda mutalzal ho tu woh bhi humare qareeb ayee.Hai Falah Narmi Wa Kamrani Main Har Bana Kaam Bighar Jata Hai Nadani Main اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔