Jump to content

Kiya Wahabi Ghunyat Ul Talibeen Kitab Ki Har Baat Ko Manty Hain..?


M Afzal Razvi

تجویز کردہ جواب

Wahabi hazraat Bohat Shoar karty hain K Hazrat Gous Pak rh bhi Wahabi yani hmary aqaid thy..
aur kuch Aitrazat Hanafi (sunni) Hazraat k khilaf pesh karty hain..
magar Us se Pehly..

 

 

Is Kitab k Musanif k bary mein Daikhty hain Jo K Khud wahabiyon ne iska Tarjuma Karty howy Is kitab k muqadma mein likha hy..
post-16996-0-22413700-1445286838_thumb.png

post-16996-0-39360500-1445286914_thumb.png

post-16996-0-22608800-1445287190_thumb.png

Yani Hazrat Gous Pak Rh toh khud ink baqoal Muqalid Thy..??
Ab 1 muqalid ki book In ghair muqalid wahabiyon k liye kab se hujjat ho gyi..

Link to comment
Share on other sites

Is book k tarjumy mein 51 Tak Muqadma hy..
Jaisa k index mein btaya gya hy..

post-16996-0-22561000-1445288667_thumb.png

toh Wahabi Mutarjim ne Muqadmy mein Hazrat Gous Pak rh  Ko Gous-e-azam , Peeran-e-Peer Bhi tasleem kiya aur sath mein hawala bhi diya hy aslaaf ki book ka.
post-16996-0-33586300-1445288865_thumb.png

 

isy ab kiya bolain gy wahabi hazraat..???

 

Link to comment
Share on other sites

Mazeed Is Kitab mein Roza Rasool (Sallaho Alaihee wailhee wasalalm) Pe Hazri k adaab bataye ja rahy hain, Aur koi Gunah ho jany ki surat mein Qurani Ayat se istalaal Kiya ja raha hy..

 

Hashiye mein ap Wahabiyon k Be-basi daikh sakty hain K ye keh k Jan Churwany ki koshish kar rahy hain k ye hukam bas hayat mein tha..

 

post-16996-0-33650900-1445289769_thumb.png

..

Mazeed Hazrat Umar , Hazrat Abu Bakr Razi Allhu anhum ko Alehda Se Salaam Ka hukam diya ja raha hy.

 

post-16996-0-75714600-1445290062_thumb.png

 

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...