Ya Mohammadah مراسلہ: 23 ستمبر 2015 Report Share مراسلہ: 23 ستمبر 2015 salam, kuch log khas kar deobandi/hindu log tibrani or mustadrak alhakim ki hadees quote karky ye kehny ki koshish karty hain ki gaye ko na kata jaye ki isy khana bimari ko dawat dena hai, hadees bhi quote karty hain iski kya asaliyat hai jabki ala hazrat ka fatwa hai ki gaye katny se agar hindu naraz hota hai to ab to isy or kaata jaye,,,,? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 24 ستمبر 2015 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2015 kal maine hamare shafi'aiee mufti ka gaye k masle pr jawaab padha jo mujhe muqammal jawaab to yaad nahi magr hadith sharif hai Gaye k doodh me shifa aur gosht me bimari hai aur ek baat usi me shayad mufti sahab ne kahi k ye garmi wale ilaqe k liye hai ALAHAZRAT IMAM AHMAD RAZA REHMATULLAHALAI NE BILKUL SAHI KAHA YAHI HAMARE MUFTI SAHAB NE BHI KAHA hai k gaye ki qurbani ki jaye kash k mai wo jawaab yaha copy paste kr pata اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 2 نومبر 2015 Report Share مراسلہ: 2 نومبر 2015 (ترمیم شدہ) 1298 hijri me Alahazrat Alairehma ne hind me gaaye ki qurbani par kitab likhi thi shayad 1975 tak ye chapi nahi aage chapi yaa nahi iska ilma nahi kitab ka naam انفس الفکر فی قربان البقر online link http://www.alahazratnetwork.org/data/01-alahazrat_books/01A-alahazrat_books_gif/101-anfas_al_fikar/ Edited 2 نومبر 2015 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔